CTET Syllabus

CTET Syllabus in Hindi 2021 – Download For Class 1 to 5 and 6 to 8

CTET Syllabus in Hindi
Written by A to Z Classes

CTET Syllabus in Hindi 2021:- Yadi aap CTET Syllabus ki khoj kar rahe hai, To is post me aap iska full syllabus dekh sakte hai. Yaha se aap CTET Syllabus Hindi me Primary aur Junior medium ke liye download kar sakte hai. Aap yaha se direct dekh sakte hai ki CTET Exam me kaise kaise Question puche ja skate hai.

CTET 2021 me shamil hone bale candidate Class 1 se Class 8 tak ka Syllabus dekh sakte hai. Teacher ke rup me niyukt hone ke liye candidate ko CTET Exam me shamil hone ki aavashykta hai. CTET Exam me do Paper hote hai. Paper-I me Class 1 se 5 tak ke teacher ki bharti hoti hai, Aur Paper-II me class 6 se 8 tak ke liye teacher ki bharti hoti hai.

CTET ke Official site https://ctet.nic.in par CTET Exam ko pass karne ke liye naye CTET Syllabus aur Exam Pattern ki puri jankari di gayi hai. To yaha se bhi aapko Paper-I aur Paper-II ka Syllabus aur Exam pattern ki jankari milegi. CTET eligibility criteria bhi aapke sath share ki gayi hai.

CTET Syllabus 2021 in Hindi

आर्टिकल CTET Syllabus 2021
परीक्षा का नाम केंद्रीय शिक्षक पात्रता परीक्षा (CTET)
बोर्ड Central Board of Secondary Education
सिलेबस उपलब्ध है
अधिकारिक वेबसाइट https://ctet.nic.in/

CTET Syllabus me Child Development and Pedagogy, Hindi Language, English Language, Environmental Studies, Science, Mathematics aur Social Studies shamil hai. Paper-I aur Paper-II ke liye CTET 2021 Syllabus jyadatar subjects ke liye same hai, Lekin question ki kathnai ka level alag hai. Isliye sabse pahle ham Exam pattern se shuru karenge aur fir puri Syllabus ko cover karenge.

विषयमहत्वपूर्ण टॉपिक्सप्रश्नों की संख्याअंक
बाल विकास और अध्यापनबाल विकास, समावेशी शिक्षा और विशेष जरूरतों वाले बच्चों को समझना
सीखना और शिक्षाशास्त्र
3030
भाषा- 1 (अनिवार्यभाषा की समझ, भाषा विकास का शिक्षण3030
भाषा- 2 (अनिवार्य)भाषा की समझ, भाषा विकास का शिक्षण3030
पर्यावरण अध्ययनपरिवार और मित्र, भोजन, आश्रय, जल, यात्रा, शैक्षणिक मुद्दे इत्यादि3030
गणितसंख्या प्रणाली, गणितीय संक्रियाएं (जोड़, घटाव, गुणा, भाग), ज्यामिति, आकृतियाँ और स्थानिक समझ, शैक्षणिक मुद्दे इत्यादि3030
कुल150150
प्रश्नों की संख्या150
कुल अंक150
समय150 मिनट
परीक्षा का प्रकारवस्तुनिष्ठ

CTET Syllabus 2021 in Hindi

Ab aap niche diye gaye image me CTET Paper-I Exam ke liye Syllabus diya gaya hai. Ise aap niche ke diye gaye Link se Download bhi kar sakte hai.

CTET Syllabus for Hindi Medium candidates (for classes 1 to 5)

CTET Syllabus In Hindi 2021 For Hindi Medium Candidates (For Class 6 to 8)

विषयमहत्वपूर्ण टॉपिक्सप्रश्नों की संख्याअंक
बाल विकास और अध्यापनबाल विकास (प्राथमिक विद्यालय बाल), समावेशी शिक्षा और विशेष जरूरतों वाले बच्चों को समझना, सीखना और शिक्षाशास्त्र3030
भाषा- 1 (अनिवार्यभाषा की समझ, भाषा विकास का शिक्षण3030
भाषा- 2 (अनिवार्य)भाषा की समझ, भाषा विकास का शिक्षण3030
गणितसंख्या प्रणाली, बीजगणित, ज्यामिति, शैक्षणिक मुद्दे3030
विज्ञानभोजन, सामग्री, सजीवों का संसार, , गतिशील चीज़े एवं संसार, प्राकृतिक संसाधन, शैक्षणिक मुद्दे3030
सामाजिक अध्ययनइतिहास, भूगोल, सामाजिक और राजनीतिक जीवन, शैक्षणिक मुद्दे6060
कुल150150
प्रश्नों की संख्या150
कुल अंक150
समय2 घंटे 30 मिनट
परीक्षा का प्रकारवस्तुनिष्ठ (Objective)

CTET Exam me achha pradarshan ke liye, Candidates ko kai Subjects se gujarana hoga. CTET ki taiyari me Mock Test Series aur Sample Paper mahtavpurn bhumika nibhati hai. Islie candidates ko CTET Exam me achhi taiyari karne aur high score karne CTET Question Paper ke madhyam se gujrna chahiye.

To is Post me aap sabhi ke liye Hindi medium ke Question Paper is Page par share kiye gaye hai. Is Page ki jankari ko apne doston ke sath jarur share kare aur Yadi koi dikkat ho to use comment me puch sakte hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment