Contents
DBT Agriculture Bihar Portal:- Bharat Sarkar ke dwara kisano ko labh dene ke liye bahut sari yojana chalai jati hai aur in sarkari yojana ka sanchalan Dbt Agriculture Department ke dekhrekh me kiya jaya hai. Agar aap Kisani karte hai to sarkar ke dwara dbt agriculture department,dbt agriculture Bihar ke tahat kisano ka labh pahuchane ke liye dbt agriculture portal viksit kiya gaya hai.
DBT Agriculture portal ke tahat ko bahut sare labh diye jate hai aur yaha se किसान पंजीकरण(Farmer Registration) bhi kiya jata hai. Aaj ke is article me me ham aapko dbt agriculture department ke dwara ke shuru kiye gaye dbt agriculture scheme se sambandhit sabhi jankari denge.
DBT Agriculture department ka mukhya tour par kisano ko paise bhejne ka kaam hota hai. Dbt agriculture department ke tahat dbt agriculture portal banaye gaye hai. Jaha se kisan ka byoura ikatha kiya jata hai aur unhe paise ka direct benefit transfer kiya jata hai.
www.dbtagriculture.bihar.gov.in पूरी जानकारी
बिहार में किसान का रजिस्ट्रेशन करने के लिए और भी किसान को बहुत सारा लाभ देने के लिए बिहार सरकार ने पोर्टल लांच किया है जिस पर किसान को दिए जाने बाले सभी लाभ को लिस्ट किया गया है. इस पोर्टल का नाम www.dbtagriculture.bihar.gov.in है और यहाँ पर जाकर आप रजिस्ट्रेशन करवा सकते हैं, बीज अनुदान फॉर्म भर सकते हैं, इसके अलवाए किसान से जुड़े बहुत सारे योजना को यहाँ पर लिस्ट किया गया है. यहाँ पर आपको कृषि इनपुट अनुदान, प्रधानमंत्री किसान सम्मान निधि योजना, जल जीवन हरियाली, सिंचाई योजना, डीजल अनुदान, जैविक अनुदान इत्यदि बहुत साड़ी योजना की जानकारी ऑनलाइन ऑनलाइन फॉर्म की लिंक दी गयी है. बस आपको www.dbtagriculture.bihar.gov.in पर विजिट करना है और ऑनलाइन फॉर्म भर लेना है.
निचे फॉर्म भरने के लिए स्टेप बाई स्टेप जानकारी भी शेयर कर दी गयी है. आप यहाँ से फॉर्म भर सकते हैं.
DBT Agriculture Portal – Farmer Registration
DBT Agriculture India, yah central government ki yojana hai. DBT Agriculture ke tahat har Rajya ke liye alag alag dbt agriculture portal banaye gaye hai. Alag alag Rajya ke dwara dbt agriculture portal par un rajyo ko Kisano ka Registration (Online Farmer Registration) karaya jata hai aur unko rajya sarkar ke dwara chalai jane vali yojanao ki labh di jati hai.
DBT Agriculture ke tahat kisan bahut sare kaam kar sakte hai. DBT Agriculture portal har rajya ke liye alag hota hai to aapko yah dhyan rakh lena hai ki Rajya sarkar dwara kisano ke liye kon si yojana chalai ja rahi hai aur apne Rajya ke DBT Portal par aap kin yojanao ke liye aavedan kar sakte hai.
Yaha is article me aap sabhi ko Farmer Registration dbt agriculture portal ke dwara kaise kare, iske bare me puri jankari share ki gayi hai.
DBT Agriculture Portal Bihar
Bihar ke kisano ko Rajya Sarkar aur Kendra Sarkar ke dwara chalai jane vali Yojanao ka labh dene ke liye dbt agriculture Bihar ki shuruat ki gayi hai. Iske liye aap official website @dbtagriculture.bihar.gov.in par visit kar sakte hai.
Rajya Sarkar ke dwara Kisano ke liye chalane vali Yoajnao ke liye aavedan kiye ja sakte hai. Bihar Sarkar ke dwara Kisano ke liye Online chalane jane vali Subsidy Yojana nimnlikhit hai:-
1. कृषि इनपुट अनुदान योजना
2. प्रधानमंत्री किसान सम्मान निधि योजना
3. पुनर्विचार हेतु आवेदन प्रधानमंत्री किसान सम्मान निधि योजना
4. सूखाग्रस्त प्रखंडों के लिए कृषि इनपुट सब्सिडी योजना
5. पुनर्विचार सूखाग्रस्त प्रखंडों के लिए कृषि इनपुट सब्सिडी योजना ।
6. डीजल अनुदान खरीफ
7. प्रधानमंत्री कृषि सिंचाई योजना
8. कृषि यंत्रीकरण योजना
9. बीज अनूज्ञापित राज्य सरकार हेतु आवेदन
10. बीज अनुदान योजना आवेदन
Hamne aapko 10 Sarkari Yojanao ki janakari di hai. In 10 yojanao ke tahat Bihar ke Kisan dbt agricultre Bihar ke madhyam se aavedan ka sakte hai, Jiski puri detail niche share ki gayi hai.
DBT Agriculture Kisan Registration Bihar Online {dbtagriculture.bihar.gov.in}
Bihar ke kisan apna Farmer Registration dbt agriculture ke tahat Online karva sakte hai. Jiski puri prakriya ham aapko bata rahe hai.
- Sabse pahle diye gaye link se dbt agriculture Bihar ke official website par jaye.
- https://dbtagriculture.bihar.gov.in/
- Iske homepage par Registration Tab pr click kare.
- Registration Tab par click karte hi, Aapke samne tin पंजीकरण करें,पंजीकरण जाने,पावती प्रिंट करें option aayenge.
- पंजीकरण करें ke option par click kare.
- Aur fir DEMOGRAPHIC + OTP ke madhyam se Registration Form open kar sakte hai.
- Apna Aadhar no. aur naam bhar den.
- Registration Form samne hoga, Jise achii tarah se bhar den.
- Form bharne ke bad Submit button par click kar den.
- Submit karne ke bad, Registration no. note kar len.
- Aur registration form ka ek print out nikal len.
Official Website:- https://dbtagriculture.bihar.gov.in/
Required Document For Farmer Registration
Jab bhi kisan apna Farmer Registration karbane jaye, To apne pass jaruri documents jarur rakh len.
- Aadhar Card
- Link mobile number in Aadhaar card (OTP is sent to the registered mobile number at the time of registration)
- Bank Account Details Account Number IFSC Code etc. (It would be more correct to carry bank account passbook)
Aapko bata den bahut sari Kendra aur Rajya Sarkar ki aisi yojana hai jinka labh keval Registered farmer ko hi diya jata hai. Isi karan se aapko Registration karbana bahut jyda jaruri hai.
Upar bataye gaye tarike ke anusar aap dbt agriculture portal ke madhyamm se Bihar Farmer Registration karba sakte hai. Yadi aapko is Registration karne me koi problem aa rahi ho to use comment me jarur puchhe.