Sarkari Yojna

E-Kalyan Bihar Online Scholarship – मुख्यमंत्री योजना {ekalyan.bih.nic.in}

Written by A to Z Classes

E-Kalyan Bihar Mukhyamantri Yojna 2021:- Hello Friends, E-Kalyan Bihar 2021 ek online website hai is website par Bihar ke Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna, Balika Yojna aur anya Scholarship Yojnao ke liye Aavedan aamantrit kiye gye hain. Agar aap bhi E-Kalyan Bihar ke bare me jankari prapt karna chahte hain to is page ko niche tak scroll karke saari jankari prapt kar sakte hain. Kyonki hamne yaha par aap sabhi ke liye E-Kalyan Bihar ke bare me puri jankari hindi me pradan karai hai.

To aap sabhi ko bata den ki E-Kalyan Bihar Sarkar ka ek official website hai jis se Rajya ke sabhi Nivasi alag alag Government Schemes ke liye online aavedan form bharkar labh prapt kar sakte hain. Kyonki E-Kalyan Portal par kisi bhi Bihar Sarkar dwara jaari kiye gye Sarkari Yojna ya Scholarship ka labh sidhe Labharthi tak pahuchane me madad karta hai. Lekin in sabhi Yojnao ke liye 2 official website hai, ekalyan.bih.nic.in or edudbt.bih.nic.in hai. Iske liye is post me E-Kalyan aur E-Dudbt ke bare me saari information provide karaya ja raha hai.

Yah Bihar Government ke dwara banaye gye Kanya Utthan Yojna aur E-Kalyan Bihar Online Scholarship ke liye online website hai, Jo Government Schemes ko sabhi Labharthi tak pahuchane ke liye banaya gya hai. Is Portal ke madhyam se Students ke liye Sarkari Scholarship Scheme aur Public Scheme ke bare me saari jankari pradan ki jati hai. Aur is Website ke Department dwara Kanya Utthan Yojna Online Scholarship bhi provide karaya ja chuka hai.

E-Kalyan Online Portal Bihar की जानकारी

To aap sabhi ke liye is post me E-Kalyan ke official website ka link bhi uplabdh karaya gya hai, Jise follow karke aap Bihar Sarkar dwara jaari kiye gye Bihar Kanya Utthan Yojna, Balika Protsahan Yojna 2020 ka aavedan form bharkar is Yojna ka labh prapt kar sakte hain. Jiske liye aap sabhi ko niche kuchh aasan method bhi batalaya gya hai, Taki aap is Yojna ka labh prapt karne ke liye aasani purvak Online Application Form bhar saken.

e kalyan bihar

Aapko batate chale ki E-Kalyan Bihar ke official portal ka mukya udeshya Yojnao aur Scholarship Scheme ke implementation and disbursement me mahatvapurn bhumika nibhana hota hai. Aap is Portal ki madad se Mukyamantri dwara jaari kiye gye bivhin Yojnao ki jankari aur update prapt kar sakte hain.

What is E-Kalyan Bihar, ई-कल्याण बिहार क्या है?

Jaisa aapko bataya gya ki E-Kalyan Website Bihar ka ek Online Government Scheme pradan karne bali official portal hai. Aap is post me diye gye direct link ka upyog karke E-Kalyan Portal par ja sakte hain, Aapko is website par bina kisi problem ki saari jankari prapt ho jayegi.

Yah Portal Government Scheme aur Services ka labh uthane me lagne bale samay ko kam karta hai aur nagriko ke liye Services tak pahuchkar aasan banata hai. Jo aap sabhi ke liye is page me pradan karaya gya hai.

Name of DepartmentWelfare Department – SC, ST, Minorities and Backward Classes
Name of ScholarshipE-Kalyan Scholarship
Application FormAvailable
CategoryScholarship
Aavedan ModeOnline
Official Websitewww.ekalyan.bih.nic.in

edudbt.bih.nic.in or ekalyan.bih.nic.in के बारे में जानकारी

Bata den ki Government Schemes aur Sarkar dwara jaari kiye gye Scholarship ka update is Online Portal se Prapt kiye ja sakte hain, Is Website ke madhyam se Bihar Rajya ke sabhi nagrik aur students alag alag Scheme ka labh utha sakte hain, Jo apne future ke liye Electronic Kalyan pahachan banate hain. Agar aap abhi in sabhi Government Schemes ka labh uthana chahte hain to iske official portal par ja sakte hain.

Aur aapko upar batlaya gya ki E-Kalyan Portal ka mukya udeshya Karyanbyan Implementation and disbursement ka mahatvapurn bhumika nibhana hota hai. Aap in dono website par apni Eligibility Criteria ke anusar nimnlikhit Yojnao ke liye online Application Form bhar sakte hain.

E-Kalyan Bihar To Related Schemes

  • Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna, Mukhyamantri Graduate Protsahan Yojna.
  • Mukyamantri Kanya Utthan Yojna Protsahan Yojna, Pradhanmantri Balika (Secondary+2).
  • Quitted (परित्यक्त) / Tlakshuda Muslim Mahilaon ke liye sahayata Yojna.
  • Shram Sansdhan Department, Bihar Sarkar.
  • Svachchh Bihar Mission, Urbana.
  • Lohia Svachchh Bihar Abhiyan.

Important Documents

  • Aadhar Card
  • Income Certificate
  • Caste Certificate
  • 10th Marksheet
  • 12th Marksheet
  • Housing Certificate
  • Bank Account Information
  • Mobile Number

Eligibility criteria

Agar aap Bihar Rajya ka ek Nivasi hain to in sabhi Government Scheme ke liye Online Application Form bharne ke liye Portal par apna Account bana sakte hain, Iske liye aapko Bihar ka Nivas hona chahiye.

How To Apply Online on The Official Website of E-Kalyan Bihar?

E-Kalyan Bihar ke official website par online aavedan kaise karen, Jiske liye aapko niche step by step tarika batlaya gya hai.

  • Sabse pahle E-Kalya ke official website ekalyan.bih.nic.in par visit karen.
  • Ab iske liye Students Registration Option par click karen.
  • Yaha par puchhi gyi saari details ko enter karke Register karen.
  • Ab Log.in ID uplabdh ho jayegi.
  • Is E-Kalyan Portal ke sath ab Log.in karen.
  • Aur ab Application Form dikhai dega, Jise puri tarah se bhar den.
  • Last me apne Application Form ka ek print out nikal len.

Official Website:- Click Here

Scholarships Available on E-Kalyan Bihar website

  1. Bihar Mukhyamantri Kanya Utthan Yojna.
  2. Scheduled Castes and Scheduled Tribes Civil Service Protsahan Yojna.
  3. Mukhyamantri Backward Class and Extremely Backward Classes Hostel Anudan Yojna.
  4. Mukhyamantri SC and ST Hostels Anudan Yojna.
  5. Extremely Backward Class Civil Service Protsahan Yojna.
  6. Mukhyamantri Alpsankhyak Hostel Anudan Yojna.

FAQs

Q 1. E-Kalyan Portal kya hai.

Ans:- Yah Various Ministries ke sahayog se Bihar Sarkar dwara shuru kiye gya ek Website hai, Jiske tahat aap Government Schemes ka labh prapt kar sakte hain.

Q 2. Mukyamantri Kanya Utthan Yojna ke liye kaun aavedan kar sakta hai.

Ans:- Iske liye sabhi ladakiyan jo Graduation Exam Pass kar chuki hai, Ve is Yojna ke liye Aavedan kar sakti hai.

Q 3. Is Website par kaun si Scholarship Scheme uplabdh hai.

Ans:- Aap yaha se Subsidy Scheme, Chief Minister’s Civil Service Protsahan Scheme, Meritorious Scholarship Scheme jaise aur bhi kai Yojnao ka labh prapt kar sakte hain.

Q 4. E-Kalyan Bihar ka Helpline Number kya hai.

Ans:- Iske liye aapko iske official website par jana hoga, Aapko waha par isse sambandhit saari jankari mil jayegi.

Q 5. Bihar ke Mukhyamantri Kanya Uttan Yojna ki aavedan karne ke liye last date kya hai.

Ans:- Abhi tak iske official website par aavedan form accept kiya ja raha hai, Aur iske liye aavedan form ki last date nahi hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

6 Comments

Leave a Comment