Contents
CFMS Bihar Portal:- Bihar government ke employee apni Salary slip CFMS ke official website se download kar sakte hai. Yadi aap bhi Bihar State ke ek employee hai, Aur apne Salary ka slip lena chahte hai. To aap Bihar sarkar ke dwara jari kiye gaye Official website se apna Salary slip download kar sakte hai. Aap sabhi ko eNidhi CFMS Bihar portal se salary slip download karne ke liye ek User name aur Password ki jarurat hoti hai.
Bihar sarkar ke Department of Finance ke dwara Comprehensive Financial Management System (CFMS) ne State employee ko pay slips aur monthly statements download karne ki seva pradan karti hai. Pratyek employee ko CFMS Bihar Employee Salary Slip, bills & payslips monthly aur yearly statements e-Nidhi Bihar Portal ki madad se download kar sakte hai.
Is Article me aap sabhi ke sath Salary Slip download karne ke liye direct link provide kiye gaya hai. Aap niche diye gaye e-Nidhi Bihar Portal ke Link aur bataye gaye Steps ko follow kar apna Salary slips download kar sakte hai.
CFMS Bihar Portal – e-nidhi.bihar.gov.in
Bihar sarkar ne Employee maintenance, Bill taiyar karne ke liye Pay Bill aur eNidhi Bihar Login ke sahit Bihar CFMS ka aayojan kiya hai. Is Webiste ke madad se Employee apne Salary se Related sari jankari prapt kar sakte hai. CFMS pe Log.in ke bad Bihar Employee kai savalon par jankari ki janch kar sakte hai.
Aap sabhi CFMS Bihar ke bare me Puri Details niche dekh sakte hai. Aur iska Salary slip download karne ke liye aap niche diye gaye Link ka upyog kar sakte hai.
CFMS Bihar Portal Details
- Annual Salary Increment
- Promotion of Employee
- Recovery from Employee Salary
- Allocate Employee
- eNidhi CFMS Bihar
- CFMS Bihar User Creation Form
- CFMS Bihar Employee Salary Slip
- Inactive/Active Employee
- LPC Out
- LPC In
- Employee Loan Application
- Suspend Employee
- Group Creation
- Employee Maintenance
- CFMS Bihar In Hindi
- CFMS Bihar Education Department
- eNidhi Bihar Login
How To Download CFMS Bihar Employee Salary Slip Online?
Bihar government ke employee CFMS Bihar Employee Salary Slip ko monthly ya yearly rup se download karne ke liye niche diye gaye Steps ko follow kare.
- Sabse pahle diye gaye Link se Official website par visit kare.
- https://e-nidhi.bihar.gov.in/digigov-web-app/login.jsp
- Iske homepage par User name aur Password ki madad se Log.in kare.
- Ab aap iske Logged Employee ki puri jankari check kar sakte hai.
- Usi Page me aapko Salary report option dikhai dega.
- Us par click kare.
- Aur vaha Monthly or Yearly Salary slip ki download karne ke liye Date choose kare.
- Aur fir aap apna Salary slip download kar sakte hai.
Aap upar bataye gaye Steps ko follow kar apan Salary Slip Monthly or Yearly ke anusare Download kar sakte hai. Yadi aapko abhi bhi Koi Problem ho rahi hai, To apna Saval ke javab ke liye niche comment me Questions puch sakte hai.
CFMS Helpline Number:-
Helpdesk ☏ 0612-2211355, ☏ 8540048477, ☏ 9472321610, ☏ 9708167363, ☏ 8987247585,☏ 9430475171,☏ 9473019597 ✉ helpdesk@e-nidhi.bihar.gov.in
User I’d aur password kaise creation hoga
Password bhul gye h.. kaise pta chlega ?
Security question v nhi set kiya gya h
Mai ek teacher hu. Mujhe username or password nahi pata pir mujhe kaise sailary slip milegi
User I’d aur password kaise creation hoga
User ID or password kaise created hoga
I am a retired government servant drawing pension from Patna Treasury.
Can I log in e-nidhi and get my statement of pension payments ?
User Name and Password kaise nahi mila hai. Kaise login kare
सर मेरा लॉगिन pasword मालूम नही हैं कैसे मालूम करे
mera cfms data me contact no.glt ho gya kaise thik hoga