Sarkari Yojna

Haryana Kisan Mitra Yojna 2020 | किसान मित्र योजना हरियाणा ऑनलाइन आवेदन फॉर्म

Haryana Kisan Mitra Yojna 2020:- Yah Kisan Mitra Yojna 2020 Chief Minister of Haryana ke dwara apne Rajya ke Kisano ke liye shuru ki gyi hai. Kisan Mitra Yojna ke antargat Haryana ke Kisano ko Welfare Schemes ka Labh kafi aasani se pahuchaya jayega. To aaj ham aap sabhi batayenge ki Kisan Mitra Yojna Haryana kya hai, Aap iska Labh kaise utha sakte hain, Iske liye Eligibility kiya hai in saari Information yaha par provide karaya ja raha hai.

Haryana Sarkar Kisna Mitra Yojna 2020 ke madhyam se waha ki 2 Acre Jamin ya usse kam bale Kisano ko Labh pahuchayegi, Jo ki is Yojna me Rajya ke Agriculture ke sath sath Animal Husbandry, Dairy, Horticulture ya other wise aur kisi se jude Kisano ko bhi iska Labh pahuchaya jayega. To aap is post ko Last tak padhe aapko saari jankari prapt ho jayegi.

Haryana Kisan Mitra Yojna 2020

Jaisa ki aap sabhi ko pata hai ki is Samay pure Bharat me hi nahi balki pure World me COVID-19 Coronavirus ke karan Lockdown laga hua hai, Jiske karan pure Desh bhar me Arthvayavastha par bahut jyada Prabhav pada hai, Ya phir sidhe ham kah sakte hain ki kafi jyada Nuksan huyi hai. Isi ko dekhte huye Haryana Government ne apne Rajya ke Logo ke liye Kisan Mitra Yojna ko lagu kiya hai, Jisse Rajya ke Nagriko ko sabhi Government Schemes ka Labh pradan kiya jayega.

To Haryana ke jo bhi Kisan is Yojna ka Labh prapt karna chahte hain to iske liye sabse pahle unhe online aavedan karna hoga, Jiske liye page me niche iske official portal ka link uplabdh karaya gya hai.

Haryana Kisan Mitra Yojna 2020 – Overview

Name of SchemeKisan Mitra Yojna 2020
Started byChief Minister Manohar Lal Khattar
Name of DepartmentLivestock and Delay Department
StateHaryana
Launched Dates5 June 2020
BeneficiaryState Farmers
ObjectiveSahayata Pradan karna

Benefit of Haryana Kisan Mitra Yojna

  • Kisan Mitra Yojna ka Labh Haryana ke Kisan, Animal Husbandry, Dairy, Horticulture ya anya Area se jude Kisano ko Labh pradan kiya jayega.
  • Is Yojna ka Labh sirf 2 Acre ya usse kam Krishi Yogya Bumi bale Kisan hi utha sakte hain.
  • Kisan Mitra Yojna ke madhyam se Rajya ke Kisan apni Income me Growth kar sakte hain.
  • Aur Rajya Sarkar dwara shuru kiye gye is Yojna ka Mukhya Udeshya Haryana ke Kisano ko Atmnirbhar aur Storng banana hai.

Eligibility Criteria For Haryana Kisan Mitra Yojna

  • Is Yojna ka Labh uthane ke liye Aavedak ko Haryana ka ek sthai Nivasi hona anivarya hai.
  • Aur Aavedan karne bale Kisan ke pass Sirf 2 Acre ya usse kam Krishi Bhumi honi chahiye.

Required Document Kisan Mitra Yojna

  • Aadhar Card
  • Identity Card
  • Bank Account Passbook
  • Residence Certificate
  • Mobile Number
  • Krishi Bhumi Original Document

Kisan Mitra Yojna 2020 Important Details

Haryana ke Mukhyamantri Manohar Lal Khattar Ji ka kahna hai ki yah Desh ka sabse Mukhya Ang Kisan hai, Agar Desh ke partyek Rajya me Kisano ki Income me Vridhi hoti hai to iske sath hamare Desh bhi aage ki taraf Growth karega. Isi ko aage badhate huye Haryana Kisan Mitra Yojna 2020 ko Launch kiya gya hai, Jiske antargat waha ki Kisano ko Income Vridhi aur aarthik sahayata pradan karne ke liye kiya jayega. Is Yojna ka Mukhya Udeshya Haryana ka partyek Kisan ko Atmnirbhar banana hai, Tabhi to Desh Atmnirbhar banega.

How To Apply For Kisan Mitra Scheme 2020?

Haryana ke jo bhi ichhuk Kisan is Yojna ka Labh uthana chahte hain to uhe abhi kuchh din aur Wait karna hoga, Kyonki is Yojna ki Ghosna 5 June 2020 ko hi ki gyi hai ise abhi puri tarah se shuru nahi ki gyi hai. Halanki iske Sambandhit sabhi Adhikariyon ko is Yojna ko shuru karne ke liye Sarkar dwara Nirdesh de diya gya hai. Bahut jald Kisan Mitra Yojna 2020 ke liye Registration Process Start kiya jayega. Phir ham is Post me aap sabhi ke liye Official Link Update karenge, Isliye aap is Page par Continue visit kar sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment