Contents
HTET Result 2022 Release Soon:- Yadi aap Haryana Teacher Eligibility Test (HTET) Result 2022 ki talash kar rahe hain to aap bahut jald HTET Result ki janch kar sakte hain. Bata den ki Board of School Education Haryana (BSEH) ne hal hi me 2nd & 3rd January 2021 ko saphaltapurvak HTET Level 1, 2, 3 Exams aayojit kiya hai. Lekin ab exam me upsthit hone bale sabhi candidates wait kar rahe hain. Isliye ham is article me HTET Level 1, 2, 3 Exam Result 2022 se related sabhi jankari pradan kar rahe hain.
To aap sabhi ko latest jankari ke liye batana chahunga ki iske higher authority dwara January 2022 me Haryan TET Level 1, 2, 3 Result 2022 ki ghoshna ki jayegi. Isliye is post ke last me HTET Result 2022 check karne ka direct link bhi share kiya hai. Iske alava aap yaha se HTET Cut Off Marks, HTET Merit List bhi dekh sakte hain.
Candidates desirous of downloading HTET results for Paper 1, Paper 2, Paper 3 can check the result by visiting the official website of BSEH www.bseh.org.in.
Haryana TET Result 2022 Level 1,2,3
Haryana Teacher Eligibility Test Level 1, 2, 3 2022 me upsthit hone bale jo bhi candidates Result ki khoj kar rahe hain, Un sabhi ko inform kiya jata hai ki HTET Result 2022 iske official website https://bseh.org.in/ January 2022 me hi ghoshit kiya jayega. Aap sabhi apna Result Roll No, & DOB ke jariye online dekh sakte hain.
Haryana TET Level 1, 2, 3 Result 2022 dekhne ke liye direct link is page me uplabdh karaya hai, Iske sath hi kuchh important tips bhi share kiya hai jo aapko HTET Exam Result 2022 download karne me help karega.
HTET Results 2022 Overview
Name of Organization | Board of School Education Haryana (BSEH) |
Name of Exam | Haryana Teacher Eligibility Test (HTET) |
Number of Post | Various Posts |
Date of Examination | 2nd & 3rd January 2021 |
Result Release Date | January 2021 (Tentative) |
Post Category | HTET Result |
Official Website | https://bseh.org.in/ |
HTET Cut off Marks 2022
Haryana Teacher Eligibility Test Level 1, Level 2, Level 3 ke liye HTET Cut off Marks 2022 jaari karega. HTET Cut off Marks Minimum Marks hai, Jo aapko entrance written exam me prapt karna hoga. Aur ha, Cut off Marks candidates category ke anusar jaari kiya jayega, Yani alag alag hoga. Board HTET Result ghoshna ke samy hi HTET Cut off Marks ki bhi ghoshna karega.
HTET Result 2022 Release Date
Yaha aapko clear kar den ki Haryana TET Result (Tentative) January 2022 ke last week ya February 2022 tak sampurn roop se BSEH ke official website https://bseh.org.in/ par publish kar diya jayega. Ve sabhi candidates jo is Exam me upsthit huye the ve Leve 1 (PRT), level 2 (TGT) and 3 (PGT) ka Result Roll No. ke jariye online check kar sakte hain.
How To Check HTET Result 2022 Online?
Haryana Teacher Eligibility Test Result 2022 check karne liye aap niche bataye gye steps aur diye gye direct link ko follow karen.
- Board of School Education Haryana ke official website https://bseh.org.in/ par visit karen.
- Website ke home page par jakar aapko “Result” bale option par click karna hai.
- Ab aap next page par chale jayoge.
- Yaha se “Haryana TET Result 2022” ke link par click karna hai.
- Click karte hi new page open hoga, Isme apna Roll No. & DOB etc. details enter karke Submit par click karen.
- Aapka Result show ho jayega.
- Check karen aur future me use ke liye score card ka ek printout nikal len.
Useful Link:-
HTET Result will be Released in the last week of January 2021 |
Check HTET Result 2021 Link | Click Here |
Official Website | https://bseh.org.in/ |
Aap is prakar se HTET Result 2022, HTET Cut off Marks 2022 & Merit List ki online janch kar sakte hain, Jiski puri jankari is website par di gyi hai. Lekin agar aap HTET Result se related koi saval hai to comment ke through puchh sakte hain.