Contents
ICSE 10th Board Exam Date Sheet 2021:- Hello Guys, Council for Indian School Certificate Examinations (ICSE) Class 10th Exam Date Sheet 2021 jaari karne ja raha hai. ICSE Board 10th Examination ke liye Exam Date Sheet and Time Table 2021 apne official webiste https://www.cisce.org/ par jaari karega. Jin Students ne ICSE Class 10th Examination ke liye Registration kiya hai, Aur Exam me shamil hone bale hain. To is article ki madad se ISCE 10th Class Exam Date Sheet 2021 download kar sakte hain. Niche Board Exam Time Table PDF download karne ke liye step by step jankari di gyi hai.
Yadi aapne bhi ICSE 10th Board Exam 2021 ke liye Registration kiya hai, Aur 10th Board Exam me upsthit hone ja rahe hain, To aap sabhi ko bata den ki CISEC 10th Exam Date Sheet 2021 December 2020 tak jaari karega. ICSE 10th Board Exam me bhag lene bale sabhi Students online download kar payenge. Isliye is page par ICSE 10th Board Exam Date & Time Table Release ki puri jankari hindi me di gyi hai.
Update:- छात्रों, ICSE बोर्ड कक्षा 10 की परीक्षा फ़रवरी / मार्च 2021 माह में आयोजित करेगा, और ICSE कक्षा 10वीं एग्जाम टाइम टेबल 2021 pdf दिसम्बर 2020 माह में बोर्ड के अधिकारिक वेबसाइट www.cisce.org पर जारी होगा. फ़िलहाल ICSE माध्यमिक (Xth) परीक्षा की अंतिम तारीखों की घोषणा अभी नहीं की गई है. लेकिन जैसे हीं बोर्ड परीक्षा तिथि पत्र २०२१ जारी की जाती है, तो इस पृष्ट पर दिए गये लिंक को अपडेट कर दिया जायेगा|
ICSE Board 10th Exam Date Sheet 2021
ICSE Board ke Class 10th Examination 2021 me shamil hone bale Students ko malum hona chahiye ki Board har saal Xth Exam February / March ke mahine me aayojit karta hai. Aur Result May me official wesite par publish ki jaati hai. Lekin ICSE Board 10th Exam aayojit karne se 1 ya 2 Month pahle apne official portal par Exam Date Sheet jaari karta hai. To is baar bhi Board December 2020 me Class 10th Exam Date Sheet 2021 jaari karega.
Aapko bata den ki is varsh ICSE 10th Board Exam 2021 me COVID -19 ko lekar late bhi ho sakti hai. Media Reports ke anusar Academic Session 2020-21 ke Exams me 30-40 days late ho sakti hai. Agar Exam February me aayojit ki jaati thi, To March 2021 ke last week tak aayojit ki jayegi. Aap niche table se ICSE Board 10th Exam Date 2021 ki puri details check kar sakte hain.
ICSE Board 10th Exam Date Sheet 2021 Overview
Name of Board | Council for Indian School Certificate Examinations (ICSE) |
Exam | Class 10th Exam |
Academic Session | 2020-21 |
Date Sheet Release Date | December 2020 (Tentative) |
Exam Date | March / April 2021 |
Date Sheet Download Link | Available Below |
Article | ICSE Board 10th Exam Date Sheet 2021 |
Official Website | https://www.cisce.org/ |
Aapko pata hoga ki ICSE Board India ke sabse hard Boards me se ek hai, Jaha Secondary Exams ke liye Students ko better taiyari karne ki aavashyakta hoti hai. Isliye hamne is article me niche kuchh aasan tips share kiya hai, Jo Students ko Final Exam me achhe Marks prpat karne me madad karega.
ICSE Board Class 10th Exam Date & Routine 2021
To filahal abhi ICSE Board Authority ne 10th Examination 2021 ke liye Exam Schedule jaari nahi ki hai, Lekin niche table me (Tentative) Exam Routine share kiya gya hai. Aur jaise hi iske officially Exam Schedule jaari ki jati hai, To yaha download karne ka direct link update kar diya jayega.
Class 10th Subjects | Duration of Exam | Exam Date 2021 (Tentative) |
English Exam 1 ( language) | 2 Hours | 27/02/2021 + 35 Days |
Environment Science (2 Elective) | 2 Hours | 28/02/2021 + 35 Days |
Art Exam 1 ( Still Life) | 3 Hours | 29/02/2021 + 35 Days |
Mathematics | 2.5 Hours | 03/03/2021 + 35 Days |
Commercial Study | 2 Hours | 04/03/2021 + 35 Days |
English Exam 2 | 2 Hours | 06/03/2021 + 35 Days |
Art Exam 2 | 3 Hours | 07/03/2021 + 35 Days |
Sanskrit/French ( Group 2) | 2 Hours | 07/03/2021+ 35 Days |
History and Civics | 2 Hours | 11/03/2021 + 35 Days |
Physics | 2 Hours | 13/03/2021 + 35 Days |
Art paper 3 | 3 Hours | 14/03/2021 + 35 Days |
Chemistry | 2 Hours | 16/03/2021 + 35 Days |
Second language | 3 Hours | 18/03/2021 + 35 Days |
Modern Foreign Languages | 3 hours | 18/03/2021 + 35 Days |
Geography | 2 Hours | 20/03/2021 + 35 Days |
Art paper 4 | 3 Hours | 21/03/2021 + 35 Days |
Group 3 Elective | 2 Hours | 22/03/2021 + 35 Days |
Technical drawing | 3 hours | 23/03/2021 + 35 Days |
Hindi | 3 hours | 25/03/2021 + 35 Days |
Economics | 2 hours | 27/03/2021+ 35 Days |
Biology | 2 hours | 29/03/2021 + 35 Days |
How To To Download ICSE Board 10th Date Sheet 2021?
- ICSE Board ke official website par visit karen.
- https://www.cisce.org/
- Home page se Latest Notice Section me jayen.
- Yaha se Download 10th Exam Date Sheet 2021 ke link par click karen.
- Aapke screen par Time Table PDF File open ho jayega.
- Ab aap Time Table download kar sakte hain.
- PDF File Save karen, Aur Schedule ka print out bhi nikal len.
Important Link ICSE 10th Exam Date Sheet
ICSE Class 10 Exam Date Sheet 2021 | Available Soon |
Official Website | Click Here |