Indira Gandhi Awas Yojna List 2022:- Ministry of Rural Department ne Indira Gandhi Awas Yojna List 2022 online jaari kar diya hai, Is Yojna ke antargat jo bhi Labharthi aavedan kiye hain wo ab apna naam Indira Gandhi Awas Yojna List 2022 check kar sakte hain. Bata den ki IAY List online check karne ke liye ek official portal ko launch kiya gya hai, Jiske tahat Desh ke Gramin Area ke jitne bhi BPL Parivaron ne iske liye aavedan kiye hain ve is website se madhyam se apna naam online check kar sakte hain.
Agar aapne bhi Indira Gandhi Awas Yojna ke liye aavedan form jama kiya hai, To is page me di gyi jankari ke anusar jaari kiye gye IAY List 2022 me apna naam check kar sakte hain, Jiske liye hamne is page me iske official portal ka link niche uplabdh karaya hai.
Indira Gandhi Awas Yojna Check New List 2022
To Desh ke jo Garibi Rekha se niche aane bale Gramin Area ke jin BPL ne is Yojna ke antargat aavedan kar chuke hain to ab apna naam Indira Gandhi Awas Yojna New List 2022 me dekh sakte hain. Indira Gandhi Awas Yojna me Sarkar dwara SC/ ST/ Bonded Employees/ Minorities and Non-SC / ST Gramin Parivaron ko khud ka Awas uplabdh karne ke liye ek Relief Fund ke roop me Rashi pradan karti hai.
Indira Gandhi Awas Yojna List 2022 me jo bhi labharthi naam check karne ke liye ichhuk hain unko kahi jane ki jarurat nahi vah apne ghar baithe official portal par jakar online dekh sakte hain ki aavedan karne ke baad Naam List me aaya hai ya nahi, Aur is Yojna ka labh utha sakte hain.
Aapko bata den ki Indira Gandhi Awas Yojna (IAY) ko Pradhan Mantri Awas Yojna (PMAY) ke naam se bhi jana jata hai, Jo bhi aavedko ne Indira Gandhi Awas Yojna ke liye Aavedan kiya hai wo List me apne naam ki janch kar sakte hain. Janch karne ke baad jin logo ka naam is Labharthi List me aata hai unhe Kendra Sarkar dwara Gramin Area me ghar banane ke liye 1.20 Lakh Rupaye aur Pahadi Area me ghar banane ke liye 1.30 Lakh Rupye Pradan kiye jayenge.
Indira Awas Yojna List 2022 Highlights
Scheme | Indira Awas Yojna (IAY) 2022 |
Started by | Kendra Sarkar |
Beneficiary | BPL Family |
Application Process | Online |
Objective | BPL Parivaro Ki Awas Ki Uplabdh Karna |
Department | District Village Development Officer / District Rural Development Authority |
Category | Awas Development Scheme |
Official Site | www.pmayg.nic.in/ |
Indira Awaas Yojana Key Details
Kendra Sarkar dwara Gramin Area ke Garibi Rekha se niche apna jivan yapan karne bale Parivaro ko Awas Uplabdh karne ke liye is Indira Awas Yojna ko launch kiya gya hai. Aur jaisa aapko upar me bataya gya ki is Yojna me Sarkar dwara Scheduled Castes / Scheduled Tribes, Minorities and Employees ko Awas uplabdh Karne ke liye Fund pradan kiya jta hai.
Is Yojna ka labh lene ke liye sabhi Sahari aur Gramin Area me alag alag Eligibility nirdharit kiya gya hai. Gramin Awas ke liye 1.20 Lakh aur Sahari and Pahadi Area ke liye 1.30 Lakh Rupaye Sarkar ki tarf se madad ki jati hai, Jabki iske sath Labharthi ko 70 ,000 Rupaye anya suvidhaon ke liye bhi pradan ki jati hai.
Indira Gandhi Awas Yojna का मुख्य उद्देश्य
Kendra Sarkar dwara pichhle 3 Saalo me IAY ke tahta 35 State ke Garib Rekha se niche aane bale ST, SC ,Bonded Employees , Minorities and Non-SC / ST Sections aur BPL Card Dharko ko Sarkar dwara apna Awas banane ke liye 3 Installments me iski Fund ko pradan ki jati hai.
Jabki is Yojna ka mukhya udeshya hai ki Desh me bahut se aise bhi log hain jo aarthik sthiti kamjor hone ke karan apna ghar nahi bana pate hain, Un sabhi Categary ke logo ko apna Awas uplabdh karna hai. Aur jaruratmand Parivaro ko is Yojna ka suvidha pradan karna hai.
Eligibility Indira Gandhi Awas Yojana
- IAY Scheme ka labh Garibi Rekha se niche aane bale Logo ko di jayegi.
- Aur yah Yojna sirf Scheduled Caste/ Scheduled Tribe, Bonded Employees, Minorities and Non-SC/ ST Gramin Parivar ke liye hai.
- IAY Yojna ka labh Desh ke un sabhi labharthi ko diya jayega jinke pass apna ghar nahi hai.
New House Development IAY Scheme 2022
- Gramin Area Scheme:- Rs. 1,20000 /-
- Sahari And Pahadi Area Scheme:- Rs. 1,30000 /-
- Beneficiary Other Facilities:- Rs. 70,000 /-
Important Document For IAY Scheme 2022
- Aadhar Card
- Certified Photo Copy of Job Card
- Income Certificate
- Proof of BPL Family
- Mobile Number
- Passport Size Photo
How To Check IAY List 2022 Online?
Indira Gandhi Awas Yojna List 2022 online check karne ke liye niche bataye gye step ko follow kar sakte hain.
- Aap Bharat Sarkar ke Gramin Vikas Mantralaya ke official website par visit karen.
- Iske home page se Stake Holder ke option par jakar IAY /PMAYG Beneficiary List ke link par click karna hai.
- Ab ek naya page open ho jayega.
- Jisme apna Registration No. ko enter karke submit par click kar den.
- Screen par sabhi Labharthion ka List show ho jayega.
- Aur Registration No. nahi rahne par Advanced Search par click karna hai.
- Iske baad is page me sabhi details ko enter karke submit par click kar den.
- Phir IAY List Show ho jayega, Jisme apna naam check kar sakte hain.
Official Website:- Go Here
How To Apply For IAY Scheme 2022 Online?
- Yadi aap is Yojna ke liye abhi tak aavedan nahi kiye hain to iske Official Website par sabse pahle visit karen.
- Iske home page se Application Form Block ke option ko select karna hai.
- Ab aapko apna Aadhar Card ka Number yaha par enter karen.
- Iske baad aapke scren par ek aavedan form open ho jayega, Jisme puchhi gyi sabhi details ko enter karna hai.
- Aur ab aap submit bale button par click karkar apne application form ka ek print out nikal len.
Official Website:- Click Here
State Wise Indra Awas Yojna List 2022
Asaam | Click Here |
Bihar | Click Here |
Andhra Pradesh | Click Here |
Arunachal Pradesh | Click Here |
Chattisgarh | Click Here |
Gujarat | Click Here |
Goa | Click Here |
Haryana | Click Here |
Jharkhand | Click Here |
Himachal Pradesh | Click Here |
Karnataka | Click Here |
Madhya Pradesh | Click Here |
Kerala | Click Here |
Maharashtra | Click Here |
Manipur | Click Here |
Meghalaya | Click Here |
Mizoram | Click Here |
Nagaland | Click Here |
Odisha | Click Here |
Sikkim | Click Here |
Rajasthan | Click Here |
Punjab | Click Here |
Tamilnadu | Click Here |
Telangana | Click Here |
Jammu Kashmir | Click Here |
West Bengal | Click Here |
Uttar Pradesh | Click Here |
Tripura | Click Here |
Uttarakhand | Click Here |