JAC Result

आज 17 July को आएगा JAC 12th Result 2020 – ऑनलाइन कैसे डाउनलोड करें?

Written by A to Z Classes

JAC 12th Result 2020:- Jharkhand Academic Council Class 12 ke Science aur Commerce Stream ke liye Result May ke 2nd Week me jari karne ja raha hai. Aur Arts Stream ka Result May ke 3rd Week me jari kiya jayega. JAC apne Official Website @jacresults.com. par Science, Commerce & Arts Stream ke liye alag alag Result jari karega. Is Post me Result Online Download karne ke liye ek Direct Link diya jayega iske Result jari ho jane ke bad. Jharkhand Board 12th Result 2020 Check karne ke liye Roll No. aur Roll Code aavshyak hai.

JAC 12th Result 2020 Live Updates: तैयारी शुरू, झारखंड एकेडमिक काउंसिल 1 बजे जारी करेगा इंटर रिजल्ट

लंबे समय से छात्रों को रिजल्ट का इंतजार है. मैट्रिक का रिजल्ट घोषित करने के बाद अब झारखंड अधिविद्य परिषद (जैक) इंटरमीडिएट का रिजल्ट घोषित करने को तैयार है. हफ्तेभर में रिजल्ट की घोषणा कर दी जायेगी. रिजल्ट आधिकारिक वेबसाइट jac.nic.in, jacresults.com, jac.jharkhand.gov.in एवं jharresults.nic.in पर जारी किया जायेगा.

JAC Science, Arts aur Commerce ka Result alag alag dino me jari kiya jayega. Aapko bata den JAC Class 12th Exam 11 Feb – 28 Feb 2020 tak li gayi hai. Is bar 12th Examination me lagbhag 3 Lakh Students shamil the, Jo ki Exam ke bad Result ka wait kar rahe hai. Isliye hamne aap sabhi ke liye Result Declaration Date ke bare me puri jankari denge, Aur sath hi sath ek Direct Link bhi provide kiya jayega, Result Online Download karne ke liye.

JAC 12th Result 2020

Jaisa ki hamne bataya ki Jharkhand Academic Council Class 12th Exam ka Result May ke mahine me Sabhi Stream ka Result jari kar dega. Pichle saal, 14 May ko Science aur Commerce Stream ke liye Result jari kiya gaya tha, Aur Arts Stream ke liye 21 May ko Result jari kiya gaya tha. Pichle saal ke Schedule ko dekhte huye, Ham is saal bhi usi Schedule ki ummid kar rahe hai. Ab Class 12th Exam Result ke Date ke liye niche di gayi Table ko dekhe.

JAC 12th Result 2020Important Dates
Exam Dates11 Feb – 28 Feb 2020
Result DatesJuly 2020

Result jari ho jane ke bad aap yaha ke diye gaye Link se apne Result Check kar sakte hai. Yaha tino Stream Science, Commerce, & Arts Result ka Link Active kar diya jayega, Result Download karne ke liye Step by Step method bhi aap sabhi ke sath nihce Share ki gayi hai.

JAC Class 12th Result Date 2020

Board nameJharkhand Academic Council Examination
Exam nameJAC Board 12th exam
Result dateMay 14 and 21, 2020 (Expected)
Official websitejac.nic.in, jacresults.com
Mode of resultonline
Result Linkjacresults.com

How To Check Jharkhand Board 12th Result 2020?

JAC Class 12th Result Check karne ke liye Students iske Official site par visit kar sakte hai. Aur niche bataye gaye Steps ko Follow kar apna Result aasaani se Check kar sakte hai.

  • Sabse pahle diye gaye Link par Click kar iske Official site par Visit kare.
  • Iske bad aap iske Result Log.in bale Page par chale jaoge.
  • Vaha apna Roll No. & Roll Code ko bhar den.
  • Bharne ke bad Submit Button par click kar de.
  • Ab, Aapka Result Show ho jayega.
  • Jise aap Download kar ke, Print bhi kar sakte hai.

JAC 12th Science Result 2020

Jharkhand Board Class 12th ke Science Stream ke liye alag Log.in diya gaya hai. Students iske Result jari ho jane ke bad iske Link se apna Result Download kar skate hai. Result Download karne ka Step same hoga, jaisa ki upar bataya gaya hai. Pichle sal Science Stream ka Result 14th May ko jari kiya gaya tha.

JAC 12th Commerce Result 2020

Jharkhand Board Class 12th ka Result Commerce Stream ke liye May mahine ke 2nd Week me jari karega. Result jari ho jane ke bad bataye gaye Steps ko Follow kar apna Result Download kar sakte hai. Pichel saal Commerce stream ke liye 12th ka Result 14 May ko jari kiya gaya tha.

JAC 12th Arts Result 2020

Arts Stream ke Students apna Result dusre Log.in par Check kar sakte hai. Arts Stream ka Result bhi May mahine ke 3rd Week me jari kiya jayega. Students apne Roll No. aur Roll Code. ki madad se apna Result aasaani se Download kar sakte hai. Pichle saal Arts Stream ka Result 21 May ko jari kiya gaya tha.

Details of JAC Class 12th Result 2020

  • Name of exam
  • Board Name
  • Class of Student
  • Name of Student
  • Roll Number
  • Parent’s Name
  • Date of Birth
  • List of Subjects
  • Total Marks

Last Years Statistics of JAC Intermediate Result

YearNumber of students appearedOverall Pass %
201931236869.14
201830000067.49
201732610361.8

Total Pass Percentage of Science, Arts, and Commerce

StreamsTotal Percentage
Arts79.97%
Science57%
Commerce70.4%

JAC 12th Exam 2020- Passing Marks Criteria

Ve Students jo niche diye gaye Criteria ke anusar Marks late hai, Ve JAC Board Exams passed ke rup me mane jayenge.

  • Main or Compartmental Exam me Subject-wise passing marks 23 out of 70 and 33 out of 100.
  • JAC ke Students ko Overall Total 33% Marks chahiye Class 12th Exam pass karne ke liye.
  • Sabhi Subject me E se upar Grade lane bale Students ko JAC Pass Certificate provide karega.

JAC 12th Re-Evaluation 2020

Ve Students Jo JAC Class 12th Result 2020 se khush nahi hai. Ve niche batye gaye Tarike ke anuasar Verification and Re-evaluation. ke liye Apply kar sakte hai.

  • Re-evaluation and verification ke liye May 2020 me Apply kar sakte hai.
  • Result jari ho jane ke bad Students ke pass 5 – 6 Days ka Time milega.
  • Re-evaluation and verification ke liye Rs. 500 per subject ke Fees hoga.
  • Re-evaluation karane bale Students apne Answer Sheet ki Photocopy ki mang kar sakte hai.
  • Answer sheet mang karne par aapko Rs. 500 per subject. Fees lagega.

JAC 12th Compartment Result 2020

Jo Students JAC Class 12th Examination me pass hone me asafal ho jate hai. Unhe JAC ek aur Chance deti hai Compartment Examinations ke rup me. Isme shamil hone ke liye Students Application Form ko bhar sakte hai. Iska Exam July 2020 me hoga, Aur Result July ke end tak jari kar diya jayega. Compartment Exam ke liye Alag alag Date Sheet aur Admit Card jari kiye jate hai.

About Jharkhand Academic Council

The State of Jharkhand came into existence on the 15th of November,2000. An Act to establish the Jharkhand Academic Council was enacted by the Jharkhand State Legislature and assented to by honorable Governor of the State on 26.02.2003 and notified by the government on 04.03.2003, which is known as Jharkhand Academic Council Act 2002.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment