Sarkari Yojna

Jay Kisan Fasal Loan Mafi Yojna 2020 | मध्य प्रदेश किसान कर्ज माफी लिस्ट चेक करें यहाँ से

Madhya Pradesh Kisan Fasal Loan Mafi Yojna 2020:- Madhya Pradesh Sarkar dwara Rajya ke Lower Class Kisano ko dhyan rakhte huye ek nai Yojna ki shuruaat ki hai, Jiska Naam Jai Kisan Fasal Loan Mafi Yojna hai. Is MP Kisan Loan Mafi Yojna 2020 ke tahat Rajya ke sabhi Eligible Kisano ka Krishi hetu liya gya sabhi Karj Maf kar diya jayega.

Jai Kisan Fasal Loan Mafi Yojna 2020 ki Shuruaat MP Chief Minister Kamal Nath Ji ke dwara ki gyi hai, Bata den ki Kamal Nath Ji Mukhyamantri Post ki Shapath lete hi is Kisan Loan Mafi ki File par apna Signature kiye hain. Taki Rajya ke Kisano dwara apni Fasal ki utpadan ke liye leye gye Loan ko Rajya Sarkar dwara Maf kar diya jayega. Jiske bare me sabhi jankari aap sabhi ke bich is post me share kiya ja raha hai, Jisse padhkar sabhi jankari kafi aasani se prapt kar sakte hain.

Madhya Pradesh Kisan Loan Mafi Yojna 2020

Bata den ki Sarkar ke anusar MP Nationalized and Public Banks ke tahat Fasal Loan ke roop me liye gye Kisano ke 2 Lakh Rupaye ki Limit 31 March 18 ki Sthiti me Fasal Karj Maf kiya jayega. Rajya ke jo bhi Kisan is Yojna ka Labh uthana chahte hain to MP Kisan Loan Mafi Yojna 2020 ke antargat apni Fasal Karj Maf karbane ke liye aavedan kar sakte hain.

MP Karj Mafi Yojana

Lekin Madhya Pradesh Government ne is Jai Kisan Fasal Mafi Yojna ke tahat bhare gye Registration Form ke Kisan ki Karj Mafi ke liye District Wise Labharthi List Madhya Pradesh Agriculture Department ke official Portal par jaari kar diya gya hai. Rajya ke jin Kisano ne Loan Mafi ke liye aavedan kiye hain ve Farmers Welfare and Agricultural Development Department ke official website par jakar MP Karj Mafi List 2020 me apna Naam online dekh sakte hai, Ya PDF Form ko download bhi kar sakte hain. Jiske liye hamne is page me niche District Wise direct link bhi provide karaya hai.

MP Kisan Karj Mafi New Update 2020

MP ke Agriculture Minister Mr. Sachin Yadav dwara is Yojna ke angargat Madhya Pradesh ke Various Districts me Kisan Sammelan aayojit kar Kisano ko Loan Mafi Certificate pradan karaya gya hai.

Kisan Karj Mafi Yojna me Kisano ko first round me 50,000 Rupaye ka Loan Maf kiya gya hai, Bahi Jai Kisan Loan Mafi ke tahat 11,000 Kisano ko 36,080 Lakh Rupaye tak ka Krishi Loan Maf kiya ja chuka hai.

Lekin ab Second Round me pichhle 2 Mahine se Loan Mafi Yojna start ho chuka hai, Jisme MP ke sabhi Banks ke 1 Lakh Rupaye tak ka Loan Maf kiya ja raha hai. Aur Tehsil ke Kisano ko is Round me 3,749 Kisano ke 26 Crore 32 Lakh Rupaye ka Fasal Loan Maf kiye ja rahe hain.

Benefits of MP Jai Kisan Crop Loan Waiver Scheme 2020

  • Is Yojna me Sarkar Bad Loan ko Maf kar sakti hai, Aur Regular Karj bale Kisano ko 25,000 Rupaye ki Rashi pradan kiya jayega.
  • Yadi Kisan ne ek se adhik Bank se Loan liya hai to sirf is Yojna ke tahat Cooperative Bank ka Loan Maf kiya jayega.
  • Aur is Yojna me Sirf Kisan dwara unki Kheti ke liye gye Karj 2 Lakh Rupaye tak Maf kiya jayega.
  • Jabki is Yojna ka Labh MP ke sabhi Kisano ko diya jayega.
  • Sath hi 35 Lakh Kisan ka June 2009 se Karjdar Kisano ko bhi is Yojna ka Labh pradan karaya jayega.
  • Loan Mafi Yojna 2020 ke antargat un Kisano ka Karj Maf nahi kiya jayega jinhone Cutter, Well Ityadi Upkarno ke liye Loan liya tha.
  • Sirf un Kisano ka Loan Maf ki jayegi jo Loan registration National Bank, Corporative Bank, or Regional Rural Bank se liya ho.
  • Is Prakar se lagbhag 41 Lakh Kisano ne Bank se kul milakar 56 Crore Rupaye ka Loan liya hai.

How To Check MP Karj Mafi Yojna 2020 List ?

Madhya Pradesh ke ichhuk Kisan Karj Mafi Scheme 2020 List me apna Naam online check karne ke liye niche bataye gye tarike ka upyog kar sakte hain.

Official Link:- http://mpkrishi.mp.gov.in/hindisite/

MP Jai Kisan Loan Mafi Yojna के अंतर्गत लाभान्वित किसानों की सूची 

Download PDF Loan Mafi List
श्योपुर |pdf|26702KB
मुरैना |pdf|26702KB
भिण्ड |pdf|22383KB
ग्वालियर |pdf|23729KB
दतिया |pdf|20001KB
शिवपुरी |pdf|38923KB
गुना |pdf|16197KB
टीकमगढ़ |pdf|66063KB
छतरपुर |pdf|75087KB
पन्ना |pdf|38233KB
सागर |pdf|15006KB
दमोह |pdf|41433KB
सतना |pdf|37368KB
रीवा |pdf|38226KB
उमरिया |pdf|12590KB
शहडोल |pdf|14630KB
सीधी |pdf|13536KB
नीमच |pdf|37594KB
मंदसौर |pdf|14704KB
रतलाम |pdf|63717KB
उज्जैन |pdf|16094KB
शाजापुर |pdf|53174KB
देवास |pdf|30175KB
झाबुआ |pdf|46267KB
धार |pdf|55262KB
इन्दौर |pdf|28029KB
खरगोन |pdf|60427KB
बडवानी |pdf|39682KB
खण्डवा |pdf|42690KB
राजगढ़़ |pdf|64399KB
विदिशा |pdf|90439KB
भोपाल |pdf|17852KB
सीहोर |pdf|78527KB
रायसेन |pdf|43395KB
बेतुल |pdf|56996KB
हरदा |pdf|16663KB
होशंगाबाद |pdf|38530KB
कटनी |pdf|23101KB
जबलपुर |pdf|18489KB
नरसिहंपुर |pdf|20482KB
डिण्डोरी |pdf|13444KB
मंडला |pdf|19311KB
छिन्दवाडा |pdf|66081KB
सिवनी |pdf|47961KB
बालाघाट |pdf|63781KB
अशेाक नगर |pdf|10670KB
बुरहानपुर |pdf|9481KB
अनुपपुर |pdf|7887KB
अलीराजपूर |pdf|22376KB
सिंगरौली |pdf|10793KB
आगर |pdf|29477KB

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment