Contents
JNCU Result 2019-20 Online Download:- Hello Friends, Yadi aap Jananayak Chandrashekhar University Ballia (JNCU) ke students hain aur Annual and Semester Exam session 2019-20 ke 1st-2nd-3rd Years result ka wait kar rahe hain to ab aap ise online download kar sakte hain. Sabhi students ke liye result JNCU ke official site par jaari kar diya gya hai. To is article me aap sabhi ko online result download karne ke liye puri jankari diya ja raha hai aur saath hi iske streamwise link bhi is post me diya ja raha hai, jise aap is post ko follow karke aashani se apna result download kar sakte hain.
Jananayak Chandrashekhar University ke Session 2019-20 ke sabhi students ke liye is post me iska official link uplabdh karaya gya hai jis se aap apna result online download kar sakte hain. Aap sabhi ko JNCU ke online result download karne ke liye is page me step by step method bhi bataya gya hai, aur iske saath hi aapko iska direct link bhi niche provide karaya gya hai.
JNCU Result Ballia 2020
Aap sabhi ko bata den ki JNCU ke Part 1, 2, 3 ka result iske official site par publish kiya gya hai. University ke dwara PDF Form me iska result jaari kiya gya hai. Jisme sabhi students ko tabhi pass mana jayega jab passing marks ke barabar ya us se adhik marks students laata hai. Aur Theory and Practical me pass hona aapke liye bahut jaruri hai, Bata den ki 1 paper me pass nahi hone bale students ko agli University exam me backlog clear karna hota hai. Jananayak Chandrashekhar University ke result aap niche diye gye table me dekh sakte hain.
University Name | Jananayak Chandrashekhar University |
Course Name | UG & PG Courses |
Name of Exam | Semester and Annual Exams |
Results Release Date | Available Now |
Category | University Results |
Mode of Results | Online |
Official Site | http://jncu.ac.in/ |
How to Check JNCU Result 2019-20?
Yaha par aap sabhi ko Jananayak Chandrashekhar University ke official site ke dwara online result download karne ke bare me step by step tarika bataya ja raha hai jise aap follow kar apna result kafi aashani se online download kar sakte hain.
- Aap upar me course wise ke anusar diye gye link par click karen.
- Yaha par ek JNCU ka naya page open hoga.
- Aap apna roll number aur captcha ko yaha par enter karen.
- Ab aapke phone ya computer screen par result show ho jayega.
- Jise aap download kar ek print bhi kar sakte hain.
- To aap is prakar se JNCU ka result check kar sakte hain.
JNCU Result Check | Click Here |
OFFICIAL WEBSITE JNCU | Click Here |
Details on JNCU UG & PG Result Ballia
Ab aapko bataya ja raha hai ki aap apna Result online download karne ke baad iske print ko sahi se chek kar kar sakte hain ki aapke mark sheet me koyi error to nahi iske liye aap sabhi ko kya check karna hoga bo saari details niche bataya ja raha hai jise aap dekh sakte hain.
- Examination Name
- Students’ Name
- Father’s Name
- Roll No.
- Category
- Enrollment No.
- Name of College Institute
- Total marks
- Result (Pass/fail)
Scrutiny of Answer Sheet
Jananayak Chandrashekhar University ke result jaari karne ke baad jo bhi students apne Answer sheet se satisfied nahi hain to ve iske janch ke liye aavedan kar sakte hain. Bata den ki Students University dwara diye gye time ke andar Answer Sheet ki janch karne ke liye aavedan kar sakte hain kyonki last date ke baad kisi bhi students ka request accept nahi kiya jayega. Isme phir se answer sheet ko scrutiny ya re-evaluation, re-check kiya jayega.