Contents
LPG Gas Booking Number 2021:- Hello Friends, Jaisa aap jante honge ki desh me pichhle kuchh dino se LPG Gas Cylinder me kafi badhotari huyi hai. Isliye ko lekar LPG Gas companies apne grahko ko tarah tarah ki suvidhaon ko ko pradan kar raha hai. Lekin ab grakho ki mang pura karne ke liye Indan, Bharat and HP jaise LPG Gas Companion ne IVR Helpline jaari kiya hai.
Jiske madhyam se LPG Gas Cylinders Book karne ke liye grakho ko jyada kuchh karne ki aavashyakta nahi hai. Sabhi grahak Gas Cylinder un Numbers ko dial karke kafi aasani se LPG Gas Cylinder Book kar sakte hain.
LPG Gas Booking Number
IVR ke madhyam se sabhi companion ki Gas Booking prkariya alag alag hoti hai. Isliye aaj ke is article me Indane, HP, and Bharat Gas Booking Stations ke IVRS Helpline Number ki puri list State wise share kiya hai. Aur step by step bataya gya hai ki aap ki prakar in Number ko dial karke LPG Gas Cylinder Book kar sakte hain.
Is article me IVR Helpline, Dial, and Booking Services ke madhyam se Indane, HP, Bharat ke LPG Gas Cylinders online Book karne ke liye step by step guide share kiya gya hai.
तो चलिए अब जानते हैं की Indane, HP, and Bharat एलपीजी गैस सिलेंडर आईवीआर के माध्यम बुक करने के लिए पूरी प्रक्रिया क्या है|
Procedure for booking Indane, HP, India LPG Gas Cylinder through IVR Helpline and SMS
Aap yaha bataye gye steps ko follow karke Indane Gas/ HP Gas & Bharat Gas IVR Helpline and SMS ke madhyam se online book kar sakte hain.
Indane Gas IVRS Service
- Indane Gas ke grahk IVRS No. and SMS ke madhyam se LPG Gas Cylinder Book kar sakte hain.
- LPG Gas Cylinder Book karne se pahle candidates ko Indane Gas Companies ke sath apna Mobile Number register karvana hoga.
- Iske baad register mobile number se IVRS Number 7718955555 Dial kare.
- Aur sabhi instructions ko follow kare.
- Sari instructions ko follow karne par aapki Gas Cylinder Book ho jayega.
- Booking conform ke liye register mobile no. par ek SMS prapt ho jayega.
Indane Gas SMS Service
- Sabse pahle apne Mobile Phone ke Messages section me jayen.
- Aur Indane Gas type karke 7718955555 par ek SMS send kare.
- Jab aap refill cylinder book karte hain to refill cylinder’s booking karne ka ek SMS prapt hoga.
- Yaha aapko Cash Memo generation with Cash Memo No. and Cash memo Amount ka SMS prapt hoga.
- Aur jab LPG Gas Cylinder pahunchaya jata hai to aapko refill cylinder ki delivery date ka ek SMS milega.
- Aur saphaltpaurvak booking ke baad aapka cylinder aapke address par delivered kar diya jayega.
HP Gas IVRS Services
- HP Gas ke grahk IVRS No. and SMS ke madhyam se LPG Gas Cylinder Book kar sakte hain.
- LPG Gas Cylinder Book karne se pahle candidates ko Indane Gas Companies ke sath apna Mobile Number register karvana hoga.
- Iske baad register mobile number se IVRS Number Dial karen.
- Aur sabhi instructions ko follow kare.
- Sari instructions ko follow karne par aapki Gas Cylinder Book ho jayega.
- Booking conform ke liye register mobile no. par ek SMS prapt ho jayega.
- HP Gas Booking ke liye IVRS Number sabhi State ke liye alag alag hai jo niche diya gya hai.
State Name | Numbers |
Andhra Pradesh | 96660 23456 |
Assam | 94015 23456 |
Bihar | 94707 23456 |
Jharkhand | 89875 23456 |
Delhi & NCR | 99909 23456 |
Gujarat | 98244 23456 |
Haryana | 98129 23456 |
Himachal Pradesh | 94184 23456 |
Jammu & Kashmir | 90860 23456 |
Kerala | 99610 23456 |
Karnataka | 99640 23456 |
Maharashtra & Goa | 88888 23456 |
Madhya Pradesh & Chhattisgarh | 96690 23456 |
Odisha | 90909 23456 |
Punjab | 98556 23456 |
Rajasthan | 78910 23456 |
Tamil Nadu | 90922 23456 |
Puducherry | 90922 23456 |
Uttar Pradesh | 98896 23456 |
Uttar Pradesh (W) | 94126 23456 |
West Bengal | 90888 23456 |
HP Gas SMS Service
- Sabse pahle apne Mobile Phone ke Messages section me jayen.
- Aur HP Gas type karke apne State ke Number par ek SMS send kare.
- Jab aap refill cylinder book karte hain to refill cylinder’s booking karne ka ek SMS prapt hoga.
- Yaha aapko Cash Memo generation with Cash Memo No. and Cash memo Amount ka SMS prapt hoga.
- Aur jab LPG Gas Cylinder pahunchaya jata hai to aapko refill cylinder ki delivery date ka ek SMS milega.
- Aur saphaltpaurvak booking ke baad aapka cylinder aapke address par delivered ho jayega.
Bharat Gas IVRS Service
- Bharat Gas ke grahk IVRS No. and SMS ke madhyam se LPG Gas Cylinder Book kar sakte hain.
- LPG Gas Cylinder Book karne se pahle candidates ko Indane Gas Companies ke sath apna Mobile Number register karvana hoga.
- Iske baad register mobile number se IVRS Number 7715012345 or 7718012345 Dial kare.
- Aur sabhi instructions ko follow kare.
- Sari instructions ko follow karne par aapki Gas Cylinder Book ho jayega.
- Booking conform ke liye register mobile no. par ek SMS mil jayega.
Bharat Gas SMS Booking
- Sabse pahle apne Mobile Phone ke Messages section me jayen.
- Aur HP Gas type karke 7715012345 or 7718012345 par ek SMS send kare.
- Jab aap refill cylinder book karte hain to refill cylinder’s booking karne ka ek SMS prapt hoga.
- Yaha aapko Cash Memo generation with Cash Memo No. and Cash memo Amount ka SMS prapt hoga.
- Aur jab LPG Gas Cylinder pahunchaya jata hai to aapko refill cylinder ki delivery date ka ek SMS milega.
- Aur saphaltpaurvak booking ke baad aapka cylinder aapke address par delivered ho jayega.
Also Read:- गैस सिलेंडर ऑनलाइन कैसे बुक करें?