Contents
Magadh University M.Ed Admission Form 2022:- Magadh University ke dwara Session 2022 ke liye Admission Form jari kar di gayi hai. Ve Student jo Magadh University me Master of Education(M.Ed) ke Course ke liye Admission lena chahte hai, Ve niche ke diye gaye Link se iska Admission Form Check kar sakte hai. Magadh University Master of Education Admission form 2022 ke liye nihce ke diye gaye Link se aap ise Online Check kar sakte hai.
Aapko bata den Magadh University ne iska Application Form 2nd March 2022 ko jari kiya hai. Direct Application Form Download karne ke liye is Post me aap sabhi ke sath iska Link share kiya gaya hai. Magadh University M.Ed Course ke juri sari jankari jaise ki Educational Qualification, Application Fee, Fees for Entire Course, Important Date & Link niche is Post me di gayi hai.
Magadh University M.Ed Admission Form 2022
Magadh University ne M.Ed Course ke Application Form jari kar diya hai, Jise Online Check aur Download kar bhar sakte hai. Iske Application Form bharne ke bad aap Magadh University me M.Ed Course ke liye Admission le sakte hai. Iska Application Form aap Offline bhar sakte hai.
Application Start Date | — |
Application Last Date | — |
Admit Card Available | — |
Master of Education (M.Ed) Course ke liye Students niche ke diye gaye Link se iska Application Form Check kar sakte hai. Aur iske Education Qualification, Fees Structure janne ke liye aap is post ko ant tak Follow kare.
Magadh University M.Ed Course 2022
University | Magadh University |
Course | Master of Education (M.Ed) |
Session | 2022 |
Start Application Form | — |
Mode of Apply | Offline |
Official Website | https://mueducation.ac.in/ |
Educational Qualification
- B.Ed.
- B.A.B.Ed., B.Sc.B.Ed.
- B.El.Ed.
- D.El.Ed. with a graduation degree of any discipline (with 50% marks in each).
Application Fee
Category | Application Fee |
General/ OBC | 1000/- |
SC/ ST/ PH | 500/- |
How to Apply for Magadh University M.Ed Admission Form 2022?
Magadh University ke M.Ed Course ke Application Form aap niche bataye gaye tarike ke anusar bhar sakte hai.
- Sabse pahle aap apne jaruri Documents rakh le.
- Iske bad iske Official Website par Visit kare.
- https://mueducation.ac.in
- Iske Official site ke Page par “M.Ed. Admission 2022” ke Link par Click kare.
- Uske bad aapke pass iske Application Form ka Link aayega.
- Jise aap Download kar Bhar den.
- Apne sare Documents Attach kar den.
- Aur nihce di gayi Address par Post kar den.
Address:-
The Director
Department of Education
Magadh University, Bodhgaya, Bihar – 824 234
Aapko Magadh University M.Ed Application Form ko bharne ke liye yaha par step by step tarika bataya gya hai jise follow karke aasani se apna form bhar sakte hain. Saath hi iska direct link bhi niche provide karaya gya hai.
Download Application Form | Download |
Download Prospectus | Download |
Short Notice | Download |
Official Website | Click Here |
Fees for Entire Course
Magadh University ke M.Ed Course ke liye 2 Saal ka Total Fee niche batlaya gaya hai. Entire Course of Master of Education (Duration of Two Years)
Fee Details | Amount (Rs) |
Admission & Registration Fee (One Time) | 2000 |
Tuition Fee (32000×4) | 128000 |
Examination Fee (1500×4) | 6000 |
Development Fee (One Time) | 5000 |
Library Fee(one Time) | 2000 |
Extra-Curricular Activity (One Time) | 2000 |
Lab Charge (One Time) | 1000 |
The project of Supervision (1000×2) | 2000 |
Educational Tour/ Field Work | 2000 |
Caution Money (One Time Refundable) | 5000 |
Total | 155000 |
Fee Charges per semester:-
1st Semester | 54000/- + 5000 (Caution Money) |
2nd Semester | 32000/- |
3rd Semester | 32000/- |
4th Semester | 32000/- |
Magadh University M.Ed Admission 2022 Entrance Test ke liye jald hi Admit Card jari kar diya jayega jiske bad aap iske Entrance Test me shamil ho skate hai. Aapko bata den iska Admit Card 04.04.2022 ko jari kar diya jayega.