Contents
Magadh University Part 1 Exam Form 2021: Ji Haa, Magadh University (MU, Gaya) ne part 1 ke exam form bhare jaane ka notice nikal diya hai aur aap iske liye online form bhar sakte hain. Is article me aap sabhi ko MU part 1 ke form online kaise bhare jane hai, important dates kya hai aur iski fees kitni hai un sabhi ki jankari di ja rahi hai.
To aap Sabhi Ko Bata De ki Magadh University ke part 1 ka exam form online Bhara Jayega Magadh University official site par. Aur iske liye online form 19.07.2021 to 26.07.2021 Tak Bina Kisi late fine ke Bhar sakte hain aur late fine ke saath aap iske liye 31 July 2021 tak form bhar sakte hain.
Aapko bata den ki iske liye form aapko online bharna hoga aur uske baad iske printed form ko fees ke saath apne college me jama karna hoga.
Niche aap sabhi ko MU Part 1 Form ke bare me puri jankari di ja rahi hai aur saath hi wo link diya ja raha hai jiske dwara aap iske form ko online bhar sakte hain.
Magadh University Part 1 Exam Form 2021
Magadh University ke part 1 ka exam form online Bhara jana hai aur iske liye aap 19 July 2021 se online form Bhar sakte hain. aapko Bata Den Ki Magadh University ke part 1 ka form bharane ka last date 19.07.2021 to 26.07.2021 Bina Kisi late fine ke. yadi aap late karte hain to 31 July ke bich late fine ke sath iska form online Bhar sakte hain. niche aap sabhi ko Iske form bhare jaane ki puri Jankari di ja rahi hai aur saath hi aap niche ke news Mein dekh sakte hain Iske bare mein Jankari detail se aap sabhi ko di gai hai. To yadi aap bhi Magadh University ke part 1 ke student hai aur iska is bar exam Dene Wale Hain session 2018-21 ka to iske liye form online Bhar sakte hain.
MU Part 1 Exam Form Fill Up Overview
Name of the University | MU (Magadh University) |
Start Date | 19.07.2021 |
Last Date | 26.07.2021 |
Session | 2019-22 |
Official Site | magadhuniversity.ac.in |
Form Fill Up Mode | Online |
How to fill up the Magadh University Part 1 Exam Form Online?
- Magadh University ke official site par visit karen.
- Uske baad Form Fill Up ke link par click karen.
- Ab ke naya page open ho jayega.
- Apna registration number yaha par enter karen.
- Uske baad submit par click karen.
- Aapka sabhi details yaha par show ho jayega.
- Baki ki puchhi gayi jankari yaha par bharen.
- Uske baad submit kar den.
- Is form ko print kar len.
- Ab is form ko fees ke saath apne college me jama kar den.
- Step by step process PDF
Fill Exam Form | Log in Registration |
Official Site | Go Here |
Application Fee
General Category (Without Late Fee) | Rs.600/- |
General Category (With Late Fee) | Rs.700/- |
SC/ ST/ BC-1 (Without Late Fee) | Rs.410/- |
SC/ ST/ BC-1 (With Late Fee) | Rs.510/- |
ABOUT MAGADH UNIVERSITY
मगध विश्वविद्यालय यूजी पीजी वोकेशनल पीएचडी पाठ्यक्रमों के लिए परीक्षा आयोजित करता है। MA, M.Com, M.Sc, MCA BA, बायोटेक्नोलॉजी, BBM, TTM, B.Com B.Ed, BBA, B.Sc, BBE, BMCA, BOMSP, EEM और BASPSM इत्यादि के लिए एग्जाम लिए जाते हैं और फिर उनका रिजल्ट जारी किया जाता है.
Magadh University was established on 1st March 1962. It is the largest university of Bihar situated in a sprawling campus of 460 acres of land enjoying the spiritual breeze of the Bodhi Tree which enlightened Lord Buddha. Dr. Sarvapali Radhakrishnan, the then President of India laid the foundation of this university. Dr. K.K Dutta, a renowned Historian was the Founder Vice-Chancellor of this University.
ATI Sundar
Part 1 from Olin
B . A .Honours political science
BA honour political science
bhai correction part 1 ka exam form me kaise hoga
PURA FILL KRO THEN UPDATE KA OPTION AYEGA KR LENA
sir from Bhara Gaya pr photo and Singature upload Nahi ho rha hai
night me try karen. server issue hoga.
Reg year 2018 होगा या 2019 ये फॉर्म तो 2018 का ही है लेकिन सेशन लेट के कारण 2019 में Reg हुआ है तो Reg year क्या भरा जाएगा?
sir form lock hone ke bad form me koi crection kese kre pzl sir rpl
please contact on helpline number or college
Sar B.a part 1 ka रजिस्ट्रेशन kab hoga 2020 ka
Sir mra 2016-17 ka registration h aur mujhe form fill krne ni diya ja rha h,aisa kyu?
Jo promot hua h usko kese form fill up karen
Sir 1st year session 2019-22 ka examination form fillup ho raha kya
Sir mera form nhi bharya hai kya date aur badhega
बी ए पार्ट वन सेशन 2018-19 की परीक्षा कब होगी , एक विद्यार्थी कितने साल तक पार्ट वन में ही रहेगा , दो साल से पार्ट वन में ही है , मिथिला यूनिवर्सिटी के छात्र पार्ट 2 का भी एग्जाम दे दिया है , इतना लेट सेशन क्यों ?
Sir mai gj college ka vidyarthi hu mai magadh university ba session 2017 ka student hu mera part1 ka exam aur gorm economics ka done chart gaya hai is hm kaise pura kare
Candidate name me correction kaise kare