Magadh University

Magadh University Part 1 Registration 2021 Session (2020-23)

Magadh University
Written by A to Z Classes

Magadh University Part 1 Registration 2021: Hello Friends, Magadh University ke 1st year ke student jo session 2019-22 me padh rahe hain wo apna registration karwa sakte hain. Aur is article me aaps abhi ko Magadh University part 1 registration 2021 ki puri jankari hindi me di ja rahi hai. Aapko bata den ki part 1 ka registration online kiya jayega Magadh University ke official site par iske liye direct link niche update kiya gya hai. Aapko bata den ki iske liye online registration May 2020 me ho sakta hai aur iske liye kaise registration karna hai uski puri jankari is article me aap sabhi ke saath share ki gyi hai. To yadi aapne bhi Magadh University ke part 1 me admission le rakha hai UG course jaise BA B.SC B.COM ityadi me to aapko registration karna bahut jaruri hai. Registration karne ke liye official site ka direct link niche diya gya hai.

Magadh University Part 1 Registration 2021

To jaisa ki aap sabhi ko pata hai ki Magadh University apne sabhi kaam apne official site par karta hai jiska link magadhuniversity.ac.in hai. To MU part 1 registration 2021 bhi aap iske official site par kar sakte hain aur niche detail me bataya gya hai ki kaise iske liye online registration karna hai. To yadi aap Magadh University ke part 1 exam 2021 me bhag lena chahte hain to uske liye jaruri hai ki aap iske liye registration karen, uske baad online form bharen aur phir aapka admit card online jaari kiya jayega jise lekar aap exam dene ja sakte hain.

University Name Magadh University
Article BA BSc BCOM Part 1 Registration 
Session 2020-23
Official Site magadhuniversity.ac.in
Registration Mode ЁЯСЙ Online 
Registration Fee ***

How to fill MU Part 1 Registration Form 2021?

  • Magadh University ke official site par visit karen.
  • Uske baad BA BSc BCOM Part-I Registration 2021 ke link par click karen.
  • Ab ke naya page open ho jayega.
  • Apna Details Yaha par Bharen.
  • Uske baad submit par click karen.
  • Baki ki puchhi gayi jankari yaha par bharen.
  • Uske baad submit kar den.
  • Is form ko print kar len.
  • Ab is form ko fees ke saath apne college me jama kar den.
Fill Registration FormClick Here
Official SiteGo Here

MU Part 1 Registration 2021 Important Dates

EventsDate
Notification Release03 December 2020
Start Date04 December 2020
Last Date22 December 2020
ABOUT MAGADH UNIVERSITY

рдордЧрдз рд╡рд┐рд╢реНрд╡рд╡рд┐рджреНрдпрд╛рд▓рдп рдпреВрдЬреА рдкреАрдЬреА рд╡реЛрдХреЗрд╢рдирд▓ рдкреАрдПрдЪрдбреА рдкрд╛рдареНрдпрдХреНрд░рдореЛрдВ рдХреЗ рд▓рд┐рдП рдкрд░реАрдХреНрд╖рд╛ рдЖрдпреЛрдЬрд┐рдд рдХрд░рддрд╛ рд╣реИред MA, M.Com, M.Sc, MCA BA, рдмрд╛рдпреЛрдЯреЗрдХреНрдиреЛрд▓реЙрдЬреА, BBM, TTM, B.Com B.Ed, BBA, B.Sc, BBE, BMCA, BOMSP, EEM рдФрд░ BASPSM рдЗрддреНрдпрд╛рджрд┐ рдХреЗ рд▓рд┐рдП рдПрдЧреНрдЬрд╛рдо рд▓рд┐рдП рдЬрд╛рддреЗ рд╣реИрдВ рдФрд░ рдлрд┐рд░ рдЙрдирдХрд╛ рд░рд┐рдЬрд▓реНрдЯ рдЬрд╛рд░реА рдХрд┐рдпрд╛ рдЬрд╛рддрд╛ рд╣реИ.

Magadh University was established on 1st March 1962. It is the largest university of Bihar situated in a sprawling campus of 460 acres of land enjoying the spiritual breeze of the Bodhi Tree which enlightened Lord Buddha. Dr. Sarvapali Radhakrishnan, the then President of India laid the foundation of this university. Dr. K.K Dutta, renowned Historian was the Founder Vice-Chancellor of this University.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

33 Comments

Leave a Comment