Contents
Maharashtra Postal Circle Gramin Dak Sevak Result 2020:- Hello Guys, Maharashtra State Postal Circle Department ne Gramin Dak Sevak Result 2020 online jaari karne ke liye liye puri taraha se taiyar ho chuka hai, iska Result jald hi jaari kiya jayega. Aap is post ke madhyam se Maharashtra State Postal Cercle Department Gramin Dak Sevak Result 2020 ko aasani se download kar sakte hain. Kyonki is page me iske bare me puri jankari aap sabhi ke saath share kiya ja raha hai jise follow kar check kar sakte hain gds result.
Aapko bata den ki officials authority ke dwara iske web portal www.appost.in par (GDS) Gramin Dak Sevak ka Result 2020 online publish kiya jayega. Is Exam me bhag lene bale, sabhi candidates, GDS Merit list ki janch karne ke liye is post me niche diye gye link se registration number aur name wise ke anusar download kar sakte hain.
Maharashtra Circle GDS Result 2020
Aap sabhi to jante hi honge ki kuchh din pahle hi India Post Head ke officials dwara Maharashtra Postal Circle Gramin Dak Sevak (GDS) ke liye 3650 Post me Bharti nikala gya tha. Aur Maharashtra Gramin Dak Sevak Post ke liye aavedan form ki process ke baad iska Exam December 2019 me liya gya tha. To ab sabhi candidates iske official website ke madhyam se apne Gramin Dak Sevak GDS ka Result aur Merit list 2020 ki janch kar sakte hain. Online Result check karne ke liye aap Registration number ke madhyam se GDS ka Result check kar sakte hain.
Yadi aap Maharashtra Gramin Dak Sevak ke bare me aur bhi lastest jankari prapt karna chahte hain to aap iske official web portal par continue visit kar sakte hain, ya phir aap atozclasses.com par se check kar sakte hain.
Overview of Maharashtra Postal Exam 2019-20
Organization Name | India Post GDS Online Engagement Portal |
Post Name | DAK SEVAK (GDS Posts)BRANCH POSTMASTER (BPM)ASSISTANT BRANCH POSTMASTER (ABPM) |
Basis of Selection | Merit list |
Status | Available |
Result Declare Date | March 2020 |
Official Site | www.appost.in |
www.appost.in GDS Result 2020 Date
Aap sabhi ko bata den ki Maharashtra Postal Circle Departments me Gramin Dak Sevak (GDS) Post ke liye bahut saare candidates ne aavedan kiye hain. Isliye ab sabhi apne Result check karne ke liye wait kar rahe hain. Isliye iske authority ke dwara bahut jald GDS ke Result ki ghosna kiya jayega. Kyonki Class 10th ke sabhi candidates ke madhyam se unki Merit list Exam authority ke dwara banaya ja raha hai. Iske prakriya ko pura hone ke baad authority ke dwara official web portal par GDS Merti list 2020 publish kar diya jayega jiske baad aap ise online check kar sakte hain. Niche diye gye link se.
To Maharashtra Gramin Dak Sevak ki merit list download karne ke liye aap is post ke madhyam se aapko yaha par jankari pradan karaya gya hai. Aur saath hi aap sabhi ke liye is page me iska direct link bhi uplabdh karaya gya hai jisse aap download kar sakte hain.
FAQs on Maha GDS Result
Maharashtra Postal Service ka Gramin Dak Sevak ka Result 2020 kab jaari kiya jayega.
Maharashtra Postal Service ka GDS Result February ke last date tak ya March 2020 ke 1st week me online jaari kar diya jayega.
Gramin Dak Sevak Result 2020 ka basis kya hoga.
Maharashtra Postal ke authority ke dwara Class 10th ke Result ke adhar par Gramin Dak Sevak ka Result jaari kiya jayega.
Gramin Dak Sevak ka Result online check karne ke liye website kya hai.
Maharashtra Gramin Dak Sevak ka Result iske official web portal www.apost.in par jaari kiya jayega jisse aap online check kar sakte hain.
How To Download Maharashtra GDS Result 2020?
Agar aap bhi Maharashtra Postal Circle Gramin Dak Sevak ka Result download karna chahte hain to yaha par bataye gye step ko follow karke apna Result aasani se check kar sakte hain. Jiska direct link aapke samne diya gya hai.
- Aap sabse pahle iske official site sss.apost.in par log in karen.
- Iske baad ek page open ho jayega.
- Yaha par aapko Maharashtra ke link par click karna hai.
- Ab aap apna roll number aur puchhi gyi details ko enter karen.
- Aapka Result aapke screen par show ho jayega.
- Ise aap apne future ke liye download karke ek print jarur kar len.
Result Download | Click Here |
Official Website | www.appost.in |