Contents
BSE Manipur HSLC / 10th Result 2020 Release:- Hello Guys, Yadi aap Board of Secondary Education Manipur (BSEM) Board se Class 10th ka Exam diye hain, Aur apna Result check karne ke liye wait kar rahe hain to ab apna Result BSEM ke official portal par jakar online check kar sakte hain.
Bata den ki BSE Manipur Board ne Class 10th Matric Result 2020 apne official website par saphaltapurvak jaari kar diya hai, Exam me upshthit hone bale sabhi Students Board ke official website par jakar Matric Result online check kar sakte hain.
Aap sabhi ko HSLC Class 10th Exam Result 2020 Board ke official website se Check karne ke liye is page me puri jankari ke sath iske official website ka link bhi Share kiya gya hai, Jise follow karke apna Result kafi aasani se online check kar sakte hain.
BSEM Board HSLC / Class 10th Result 2020 Declared
Aapko pata hoga ki Board of Secondary Education Manipur dwara Class 10th ka Exam 17 February se lekar 5 March 2020 tak Various Examination Centers par aayojit kiya gya tha, Jisme bahut saare Students upshthit huye the, Jo apne Result ki janch karne ke liye kafi utsuk hain.
Isliye is post ke madhyam se Exam me upshthit hone bale sabhi Students ko suchit kiya ja raha hai ki BSEM Board ne apne official website www.manresults.nic.in itna par Class 10th ka Result 2020 jaari kar diya hai, Aap is page me diye gye direct Link ki madad se Roll Number ke jariye online check kar sakte hain.
Latest Update:- माध्यमिक शिक्षा बोर्ड मणिनपुर BSEM कक्षा 10 वीं का परिणाम 2020 अपने अधिकारिक वेबसाइट पर 15 जून 2020 को जारी कर दिया है, जिसे चेक करने के लिए आप अपना रोल नंबर और इस लेख में निचे दिए गये सीधे लिंक का उपयोग कर सकते हैं.
BSE Manipur Class 10th Exam Result 2020 – Details
Higher Authority | Board of Secondary Education Manipur (BSEM) |
Name of Class | 10th Matric |
Academic Session | 2020 |
Declaration of Result | 15 June 2020 Released |
Check Result | Online Mode |
Category | BSEM 10th Result 2020 |
Official Website | bsem.nic.in or www.manresults.nic.in |
Manipur BSEM HSCL Exam Result 2020
Aapko bata den ki Manipur Class 10th Examination me lagbhag 38,390 Students shamil huye the, Jo ki Board ne Manipur State me 140 Examination Center ka Exam ka aayojan kiya tha. Jisme se kul 25,084 Students Pass huye hain.
Students Category | Pass Percentage |
Male Students | Regular 70.88% |
Female Students | Regular 66.75% |
How To Check BSEM Manipur HSLC Examination Result 2020?
Board of Secondary Education Manipur HSLC Class 10th Result 2020 iske official website se online check karne ke liye yaha par kuchh aasan Method batlaya gya hai, Aur niche direct link bhi provide karaya gya hai.
- Sabse pahle niche diye gye link se BSEM ke official website par visit karen.
- Itna www.bsem.nic.in par.
- Main page ko niche tak Scroll karke Exam Result ke link par click karen.
- Aap HSLC Main Exam Result 2020 ke Link par click karen.
- Yaha par ek page open ho jayega, Jisme apna Roll No. aur DOB enter karen.
- Ab Submit par click kar den.
- Aapka result aapke screen par show ho jayega.
Check Result | Check Here |
Official Website | www.bsem.nic.in |