Contents
MP Board 11th Result 2020:- Hello Friends, MP Board Class 11th ka Result jari kar diya gaya hai, MP Board ne apne Official website par 23rd March 2020 ko jari kar diya hai, jo students iske Class 11th ke Exam me shamil the, Ve ab iska Result official website se Check kar skate hai. MP Board ne class 11th ka annual exam February ke mahine me aayojan kiya tha, Jiska result ab jari kar diya gaya hai. Apna Result check karne ke liye is Post me diye gaye Link ka upyog kare.
Aap sabhi ko bata den MP Board Class 11th ka Result jari kar diya gaya hai, Jo bhi students is bar iske Exam me shamil the, Ve iska Result ab iske official website @vimarsh.mp.gov.in se check kar sakte hai. Students iska Result kafi dino se wait kar rahe the, Aur ab iska Result jari ho jane ke bad iska Result aasaani se apne Roll No. aur Name ki madad se Online Check kar sakte hai
Latest Update:- MP Board Class 11th ka Exam Result 23rd March 2020 ko jari kar diya gaya hai, Result iske Official Website par jari kiya gaya hai, Jiska Link aapko is Post me mil jayega.
MP Board 11th Class Result 2020
Madhya Pradesh Board ne 1st February se 28th February 2020 tak iska Annual exam schedule ke anusar Exam ka aayojan kiya tha. Ab Students iske Result ka wait kar rahe hai, Aur alag alag website par iske Result ki khoj kar rahe hai, Isliye aap sabhi ke liye is Post ki madad se Result Check ka Direct link provide kiya gaya hai.
Madhya Pradesh School Education Department ke dwara class 11th ka Result successfully aayojan kar diya hai, Ab Students iska Result apne Roll No. aur Name ki madad se check kar sakte hai. Result Check karne ke liye step by step method bhi share kiya gaya hai.
Board Name | Madhya Pradesh School Education Department |
Name of examination | MP Board Class 11th Exam |
Academic year | 2019-20 |
Type Of Exam | Annual Exam |
Class 11th Exam Date | 1st Feb to 28th Feb 2020 |
Exam Result Issue Date | 23rd March 2020 – Released |
Official web site | www.vimarsh, mp.gov.in |
MP Board Class 11th Result 2020 Name Wise
MP Board Class 11th ke Examination me Lakhon students ne Registration karbaya tha, Jiske liye ab Exam bhi le liye gaya hai, Aur ab students iska Result iske official website se check bhi kar sakte hai. MPBSE 11th Result District Wise bhi check kar sakte hai, Iske Official site se Aap apne Marksheet me subject wise marks, internal assessment, result status (pass / fail / compartment) sabhi chij Check kar sakte hai.
Aap sabhi ko is post me Madhya Pradesh Board of Secondary Education Class 11th Result online check karne ke liye puri jankari share kiya gya hai taki Exam me upshthit hone bale sabhi students iske Result ke bare me jaan saken. Aur Result Check karne ke liye iska direct link ka bhi yaha par uplabdh karaya gya hai.
How To Download MP Board 11th Result 2020?
Jitne bhi Students MP Board Class 11th ka Result online download karna chahte hain to ve yaha par bataye gye step ko follow kar Result download kar sakte hain.
- MP Board ke official site par aap sabse pahle visit karen.
- Aur Class 11th Result ki link ko home page par check karen.
- Aur Class 11th Result online check karne ke liye baha par diye gye link par click karen.
- Ab aapna roll number aur puchhi gyi details ko enter karen.
- Ukse baad ise final submit par click kar den.
- Aapka Result aapke screen par show ho jayega.
- Ab apna Result check karen aur ise donwload karke ek print kar len.
MP 11th Class Result Link | Available Here |
Official Website | www.mpbse.nic.in |
Details on MP Board 11th Result 2020
To aap apna Result online download karne ke baad apne Marksheet me diye gye details ko ek baar check jarur kar len taki aapke Marksheet me koyi details galat to nahi hai. Iske liye aapko niche ke table me bataya gya hai ki aap kin details ko check kar sakte hain.
- Student’s name
- Father’s name
- Mother’s name
- Mode of the exam (Private/ Regular)
- Centre number
- Roll number
- Total marks
- Division
- Result status (Fail/ Pass)
About MP Board
Madhya Pradesh Board of Secondary Education is a state-level education board established in 1965 Expected. The main campus of the board is located in Bhopal, MP. The MPBSE is responsible to conducting Intermediate, Secondary, 9th & 11th Class exams.
Board of Secondary Education, Madhya Pradesh
Shivaji Nagar, Bhopal- 462011
Phone- 0755- 2551166-71
Email- mpbse@mp.nic.in
Fax- 0755- 2552061
Hello to all
In this puzzling time, I proclivity you all
Appreciate your strain and friends
Mujhe result check karna hai please bataiye dekhna chahte Hain