Result

MP Board 9th Result 2020 Released – Check @vimarsh.mp.gov.in

MP Board
Written by A to Z Classes

MP Board 9th Result 2020:- MP Board Class 9th ka Result jari kar diya gaya hai, Iska Result 23rd March 2020 ko jari kiya gaya hai, Jo bhi Class 9th ke Students is Exam me shamil the, Ve apna Result apne Name aur Roll No. ki madad se iske official site se Check kar sakte hai. MP Board class 9th ka Exam January 2020 me liya gaya tha, Jiska Result ab jari kar diya gaya hai, Yaha is Post me Result Check karne ka Direct Link provide kiya gaya hai.

MP Board ne Class 9th ka Result apne official site @vimarsh.mp.gov.in par jari kiya hai. Iska Link aapko is Post me mil jayega, Aap yaha bataye gaye tarike ke anusar iska Result aasaani se Check kar sakte hai. Jo Students Class 9th ke Exam me pass kar jate hai, Ve agale Class 10th me promote kar diye jayenge.

Latest Update:- मध्य प्रदेश बोर्ड ने 9वीं कक्षा का परीक्षा परिणाम जारी कर दिया गया है जिसे निचे दिए गए ऑफिसियल लिंक से चेक कर सकते है!

MP Board Class 9th Result 2020

Madhya Pradesh Board of Secondary Education (MPBSE) ne Class 9th ka Result 2020 ke liye 23rd March ko jari kar diya hai. MP Board ne Class 9th ka Exam alag alag Examination Centres pe aayojan kiya tha. Ab Board Departement apne official portal par iska Result jari kar chuka hai. Result se juri sari janakri aapko is Post me mil jayega.

MP Board ke Students iska Result apne Roll No. ki madad se Check kar sakte hai. Ab students Class 9th se 10th me promote kar diye jayenge. Is bar ke Exam me bahut sare Students shamil huye the, jo ki ab Result ka wait kar rahe the, Unhe ham bata den iska Result ab Jari kar diya gaya hai, Result aap is Post me diye gaye Link ki madad se check kar sakte hai.

Board Name Madhya Pradesh Board of Secondary Education
Academic Session2019-20
Examination9th Class Exam
Result ModeOnline
Result Date23rd March 2020
Result Status Released
Official Websitewww.vimarsh.mp.gov.in, www.mpbse.nic.in

MP Board 9th Result 2020 Name wise

Madhya Pradesh Board Class 9th ka Exam 21st & 22nd January 2020 ko aayojan kiya gaya tha, Is bar ke Examination me bahut sare Students shamil the, Jo ki ab Result ka wait kar rahe hai, Jiska Result ab 23rd March 2020 ko jari kar diya gaya hai. Aap apne Marksheet me subject wise marks, internal assessment, result status (pass / fail / compartment) sabhi chij Check kar sakte hai.

Aap sabhi ko is post me Madhya Pradesh Board of Secondary Education Class 9th Result online check karne ke liye puri jankari share kiya gya hai taki Exam me upshthit hone bale sabhi students iske Result ke bare me jaan saken. Aur Result Check karne ke liye iska direct link ka bhi yaha par uplabdh karaya gya hai.

How To Check MP Board 9th Result 2020 Online?

Aap sabhi ko yaha par Madhya Pradesh Board of Secondary Education (MPBSE) Class 9th Result online check karne ke liye step by step tarika bataya ja raha hai jise follow karke aap apna Result kafi aasani se download kar sakte hain. Aur saath hi iska direct link bhi niche me provide karaya gya hai.

  • Aapko sabse pahle MP Board ke official site par visit karna hai, jiska link niche diya gya hai.
  • Ab aap iske home page par Class 9th Result check karne ke liye open ho jayega.
  • Uske baad aap Class 9th Result 2020 ki janch karne ke liye us link par click karen.
  • Ab apna roll number, name aur puchhi gyi details ko enter karen.
  • Iske baad aap ise final submit par click kar den.
  • Aapka Result aapke phone ya computer screen par show ho jayega.
  • Jise aap apne future ke liye download karke ek print jarur kar len.
  • Is prakar se aap MP Board ke official site se Result publish hone ke baad online check kar sakte hain.
MP 9th Class Result LinkAvailable Here
Official Websitewww.mpbse.nic.in

Details On MP Board Class 9th Result

Aap apna MP Board Class 9th ka Result online check karne ke baad apne Marksheet par apna details ko sahi se check kar len taki usme koyi error to nahi hai. Jiske liye aapko yaha par niche diye gye table me bataya gya hai kin details ko aap check kar sakte hain.

  • Candidates name
  • Father’s name
  • Mother’s name
  • Roll number
  • School code
  • Marks obtained in every subject (Theory and practical)
  • Grade
  • Division
  • Result (Fail/ Pass)

About MP Board

Madhya Pradesh Board of Secondary Education is a state-level education board established in 1965 Expected. The main campus of the board is located in Bhopal, MP. The MPBSE is responsible to conducting Intermediate, Secondary, 9th & 11th Class exams.

Board of Secondary Education, Madhya Pradesh
Shivaji Nagar, Bhopal- 462011
Phone- 0755- 2551166-71
Email- mpbse@mp.nic.in
Fax- 0755- 2552061

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment