Contents
MP Jail Prahari Admit Card 2020 (Released):- Hello Guys, Madhya Pradesh Professional Examination Board (MPPEB) Jail Prahari Examination 2020 ke liye Jail Department ne PEB ke official website http://peb.mp.gov.in par Admit Card jaari kar diya hai. Yadi aapne MP Vyapam Jail Prahari Recruitment 2020 ke liye online Aavedan kiya hai, To ab Exam me upsthit hone ke liye MP Vyapam Jail Prahari Hall Ticket 2020 online download kar sakte hain is page se.
Bata den ki MPPEB Jail Prahari Written Exam 20 November 2020 se 29 November 2020 tak aayojit karne ja raha hai various exam centers par. Aur Exam me shamil hone bale Candidates ke liye Admit Card saphaltapurvak online portal par upload kar diya gya hai.
Jise download karne ki puri jankari hamne is post me pradan kiya hai, Sath hi direct link bhi share kiya hai. Aap is page me niche diye gye link se apna MP Jail Prahari Admit Card 2020 bahut hi aasani se Application ID & DOB ke upyog karke online download kar sakte hain.
UPDATE:- Doston, MP Professional Examination Board Ke Official Site http://peb.mp.gov.in Par MP Vyapam Jail Prahari Admit Card 2020 09 November 2020 Ko Release Kar Di Gyi Hai. Aur Exam Ka Aayojan 20 Nov To 29 Nov 2020 Tak Kiya Jayega. Aap Sabhi Application ID & DOB Ke Jariye Admit Card Online Download Kar Sakte Hain, Niche Diye Gye Direct Link Se.
MP PEB Jail Prahari Admit Card 2020
Aap sabhi jante honge ki MPPEB ne 284 Post par MP Jail Prahari Recruitment 2020 ke liye 27 July 2020 se 24 August 2020 tak online Application Form jama liya tha. Jisme kafi sankhya me logo ne Aavedan Form bhara tha. Isliye is post ke madhyam se Aavedan kar chuke sabhi Candidates ko inform kiya jata hai ki MP PEB Jail Prhari Exam Date 2020 and Admit Card jaari kar diya gya hai official website par.
Aap sabhi is article me diye gye direct link se Jail Prahari Admit Card 2020 Madhya Pradesh Credential ka upyog karke online download kar sakte hain PEB MP Vyapam Prahari Hall Ticket 2020.
Aap niche se MP Vyapam Jail Prahari Exam Schedule 2020 ki janch kar sakte hain.
MP Vyapam Jail Prahari Admit Card 2020 – Details
Recruitment Board | Madhya Pradesh Professional Examination Board (MPPEB) |
Name of Post | Jail Prahari |
Number of Post | 284 Posts |
Exam Date | 20 November 2020 To 29 November 2020 |
Admit Card Release Date | 09 November 2020 |
Download Admit Card | Online |
Selection Process | Written Exam & physical |
Salary of Jail Prahari in MP | 5200- 20200+1900 Grade Pay |
Category | MP PEB Admit Card 2020 |
Official Website | http://peb.mp.gov.in/ |
MP Jail Prahari Exam Date & Admit Card 2020
Aapko bataya gya ki MP PEB Jail Prahari Exam 20 Nov To 29 Nov 2020 tak Madhya Pradesh ke various Exam Centers par aayojit kiye jayenge. Jiske liye Admit Card 09 November 2020 official website par online jaari kar di gyi hai. Exam me upsthit hone bale sabhi Candidate ab apna MP Vyapam Jail Prahari Admit Card Application ID & DOB ke jariye online download kar sakte hain.
Note:- आप सभी जान लें की परीक्षा का टाइम 2 घंटे का है, इस अवधि में आपको कुल 100 प्रश्न को हल करने होंगे. प्रश्न सामान्य ज्ञान, हिन्दी, अँग्रेज़ी, गणित तथा विज्ञान विषय से पूछे जाएँगे, और पेपर कुल 100 नंबर का होगा|
PEB MP Jail Prahari Admit Card 2020 kaise download karen, Iske liye direct link ke sath niche step by step tarika bataya gya hai.
How To Download MP Jail Prahari Admit Card 2020 Online?
Niche bataye gye steps ko follow karke Exam me upsthit hone bale Candidate apna Admit Card online download kar sakte hain.
- Sabse pahle nich diye gye link se MP PEB ke official website par visit karen.
- http://peb.mp.gov.in/
- Home page par jane ke baad Admit Card bale Option par click karen.
- Ab ek new page open ho jayega.
- Yaha se aap “Jail Prahari (Karyapalik) Recruitment Test – 2020″ par click karen.
- Aap Important Instruction ko padhe, Aur Next Page par jayen.
- Ab Search Test Admit Card me Application ID & DOB enter karke Search par click kar den.
- Aapka Admit Card Screen par show ho jayega.
- Admit Card ko download karen, Aur ek Print Out jarur nikal len.
Important Link
MP Jail Prahari Admit Card 2020 | Download Here (Available) |
Check Exam Instruction | Check Here |
Official Website | Visit Here |
Details Mentioned on MP Vyapam Jail Prahari Hall Ticket 2020
- Candidate’s Name
- Roll Number
- Exam Center Name & Location
- Exam Date
- Date of Birth
- Application Number
- Photograph & Signature
- Any Other Related Details
Aap is tarah se PEB MP Jail Prahari Admit Card 2020 official website se online download kar sakte hain. Lekin agar aapke paas is Exams se related koi Saval hai to niche comment box me puchh sakte hain.