Contents
CM Abhyudaya Yojana 2021 Apply Online:- Hello Friends, Uttar Pradesh ke Mukhyamantri Yogi Adityanath ne Rajya ke students ke liye jo Competitive Exams ki taiyari karna chahte hain, lekin aarthik sthiti kamjor hone ke karan Coaching nahi ja pate hain. Aise sabhi students ke liye Uttar Pradesh Sarkar “Mukhyamantri Abhyudaya Yojana 2021” ki shuruat ki hai. CM Abhyudaya Scheme ke antargat Rajya Sarkar ki taraf se Competitive Exams ki taiyari karne bale students ko muft me Coaching ki suvidha uplabdh karvaya jayega. Jiske liye online Registration iske official online portal par 10 February 2021 se shuru ho chuka hai.
Isliye aaj ke is article me ham Mukhyamantri Abdyudaya Yojana2021 se sambandhit sari jankari jaise UP मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना क्या है?, Benefits, Objective, Eligibility Criteria, Important Date, Application Process etc. pradan karaya hai. Aap is post ko ant tak padhkar “UP CM Abdyudaya Yojana 2021 se related sabhi jankari hindi me prapt kar sakte hain.
Is Sheme me UPSC/ UPPSC Prelims & Mains/ UPSC/ UPPSC Interview/ NDA/ CDS/ NEET & JEE ki taiyari kar rahe eligible sabhi candidates puri jankari prapt karke online Registration form bhar sakte hain.
Mukhyamantri Abhyudaya Yojana 2021 | UP Free Coaching Training Scheme
UP Chief Minister Yogi Adityanath ne Uttar Pradesh ke 71st Foundation Day (71 वें स्थापना दिवस) par ‘UP Mukhyamantri Abhyudaya Yojana’ ko launch kiya hai. Is Scheme ke tahat IAS, IPS, PCS, NDS, CDS, NEET & JEE jaise mahatvapurn Competitive Exams ki taiyari ke liye students ko Free Coaching (नि:शुल्क कोचिंग) ki suvidha di jayegi. Lekin Rajya Sarkar muft coaching ki suvidha un students ko pradan karegi jo in Exams ki taiyari karna chahte hain lekin vah aarthik sthiti kamjor hone ke karan nahi kar pate hain.
Is CM Abhyudaya Scheme 2021 me students ko online study material ke sath sath offline classes bhi uplabdh karvaya jayega. CM Yogi Adityanath ne is Scheme ko announced karte huye kaha ki is Yojana ke antargat Basant Panchami yani 16 February 2021 se classes start kar diya jayega. Isliye online Registration 10 February 2021 se official website par shuru kar di gyi hai. Candidates is http://abhyuday.up.gov.in/ par jakar Registration form bhar sakte hain.
मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना 2021
Aapko bata den ki Uttar Pradesh State ke lagbhag 4-5 lakh students har saal Union Public Service Commission (UPSC), various state PSC, JEE and NEET Exams me bhag lete hain. Lekin inme se bahut aise students hain jinki aarthik sthiti sahi nahi hoti hai, ya phir kitno ka financial resources ki kami hoti hai.
Aur yahi karan hai ki aise students pichhe rah jate hain. But ab Uttar Pradesh ke aise sabhi students ko Yogi Sarkar ki is package se kafi madad milegi. Aur coaching centers yuvaon ko taiyari karne ka new plateform milega. Mukhya roop se Competitive Exams ki taiyari karne bale students ko ek nayi uchaiyon par leker jane ke liye motivate kiya jayega.
UP Mukhyamantri Abhyudaya Yojana 2021 Highlights
Name of Scheme | Mukhyamantri Abhyudaya Yojana |
Launched By. | Government of Uttar Pradesh |
Organized By. | U.P. Academy of Administration and Management (UPAAM) |
Beneficiaries | Students of Uttar Pradesh |
Major Benefit | Providing free coaching & Stipend to students |
Objective | To prepare for IAS, IPS, PCS, NDS, CDS, NEET & JEE or other Competitive Exams |
State | Uttar Pradesh |
Post Category | State Govt. Scheme 2021 |
Official Website | http://abhyuday.up.gov.in/ |
मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना 2021 का लाभ और विशेषताएँ
- यह योजना उत्तर प्रदेश के स्थापना दिवस पर मुख्यमंत्री योगी आदित्यनाथ द्वारा आरंभ किया गया है|
- मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना के तहत UPSC/ UPPSC Prelims & Mains/ UPSC/ UPPSC Interview/ NDA/ CDS/ NEET & JEE जैसे प्रतियोगी परीक्षाओं की तयारी के लिए मुफ्त कोचिंग की सुविधा प्रदान की जाएगी|
- उत्तर प्रदेश के जो छात्र इन परीक्षाओं के लिए कोचिंग करना चाहते हैं लेकिन आर्थिक स्थिति कमजोर होने के कारण नहीं कर पाते हैं, उन्हें मुफ्त कोचिंग की सुविधा उपलब्ध करवाया जायेगा|
- इसके अलावा, उच्च-स्तरीय कोचिंग संस्थानों की अध्ययन सामग्री भी प्रदान की जाएगी। इसकी जिम्मेदारी उत्तर प्रदेश प्रशासन और प्रबंधन अकादमी (UPAAM) को सौंपी गई है|
- इस योजना की पहल की देखरेख मुख्यमंत्री योगी आदित्यनाथ करेंगे|
- छात्र को इस योजना में ऑनलाइन के साथ-साथ ऑफलाइन भी कक्षाएं प्रदान की जाएगी|
- और साथ हीं छात्रों के लिए परीक्षा की तैयारी, सामग्री से संबंधित मार्गदर्शन, किताबें आदि से संबंधित टिप्स देते हुए एक वीडियो अपलोड किया जाएगा|
- मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना 2021 के अंतर्गत कक्षाएं बसंत पंचमी से शुरू की जाएगी|
- परीक्षा की तैयारी से जुड़े अपने अनुभव साझा करते हुए इस प्लेटफ़ॉर्म पर विभिन्न अधिकारियों द्वारा वीडियो अपलोड किए जाएंगे|
- और छात्रों को प्रारंभिक परीक्षा पास करने के बाद ख्य परीक्षा की तैयारी करवाने की जिम्मेदारी भी उपाम को दिया गया है|
- छात्रों के लिए इसमें लाइव सेशन और सेमिनार भी होगा, जहाँ से छात्र ई-लर्निंग प्लेटफॉर्म पर अपने प्रश्नों और प्रश्नों को प्रस्तुत करने में भी सक्षम होंगे|
- उत्तर प्रदेश के इच्छुक और योग्य सभी छात्र अधिकारिक पोर्टल पर ऑनलाइन आवेदन कर सकते हैं|
Important Date to CM Abhyudaya Scheme 2021
Events | Important Dates |
Online Registration Start Date | 10 February 2021 |
Class Start Date | 16 February 2021 |
Last Date to Apply | — |
CM Abhyudaya Yojana 2021 – Eligibility Criteria
Online application form bharne se pahle candidates ko eligible hona jaruri hai. Eligility Criteria niche dekh sakte hain.
- Applicant Uttar Pradesh ka ek permanent nagrik hona chahiye.
- Aur jo expensive coaching me jakar UPSC/ UPSSC/ NDA/ CDS/ NEET & JEE Competitive Exams ki taiyari nahi kar sakte.
- Jin students ko financial resource me kami hai.
Required Document for CM Abhyudaya Yojana 2021
- Aadhar Card
- Ration Card
- Birth Certificate
- Mobile Number
- Passport Size Photograph
How to Apply Online for CM Abhyudaya Yojana 2021?
Online apply karne ke liy eligible and interested sabhi candidates niche bataye gye steps ko follow kakre application form bhar sakte hain.
- Sabse pahle CM Abhyudaya Yojana ke official website http://abhyuday.up.gov.in/ par visit karen.
- Aur iske home page par jakar “Register Now“ button par click karen.
- Aapke samne is type ka new page open hoga.
- Yaha se us Course ke niche “Register Now” par click karen, Jiski taiyari karna chahte hain.
- Register Now par click karte hi ek form open ho jayega.
- Form me puchhi gyi sari details ko enter karke Submit par click kar den.
- Form submit hone par aapko Register Mobile No. or Email ID par conformation mil jayega.
- Reference No. or Application No. ko safe rakhen.
Important Link:-
Apply Online | Click Here |
मुख्यमंत्री अभ्युदय योजना अधिकारिक वेबसाइट पर जाने के लिए यहाँ क्लिक करें
Last Word:-
I hope, Aap sabhi students ke liye yah article kafi useful raha hoga. Aap diye gye link se official website par jakar UP Mukhyamantri Abhyudaya Yojana 2021 online Registration kar sakte hain.
Lekin agar aapke paas is Scheme se related koi question hai to comment ke through hamse jarur puchhen.
Bahit achha
Ek bihar sarkar hai