ITI Result

NCVT Result 2022 – Get Marksheet for ITI Exam (All States)

NCVT Result
Written by A to Z Classes

NCVT ITI MIS Result 2022:- Yadi aap NCVT (National Council of Vocational Traning) MIS Result check karne ke liye direct link ki khoj kar rahe hai, To yaha aap sabhi ke liye NCVT ITI MIS Result 2022 Semester wise Check kar sakte hai. Yadi aapko kisi bhi tarah ka problem ho raha hai, Iske official site se check karne me to yaha aap sabhi ke liye ek Direct Link provide kiya hai, Jiski madad se NCVT ITI MIS Result aasaani se check kar sakte hai.

NCVT MIS ITI 2022 ke liye 1st, 2nd, 3rd & 4th Semester Exam ka Result iske official website www.apprenticeship.gov.in. par jari kiya gaya hai, Jiske bare me puri jankari aap is post se prapt kar sakte hai. Aur bahut jald hi aap NCVT MIS Sem-5, Sem-6, Sem-7, Sem-8, Sem-9, Sem-10, Sem-11 and Sem-12 ka Result jari kiya jayega. Jise aap niche bataye gaye tarike ke ansuar check kar sakte hai.

Latest Update:- कौशल विकास और उद्यमिता मंत्रालय के तहत व्यावसायिक प्रशिक्षण के लिए राष्ट्रीय परिषद ने 24 अगस्त 2022 को आईटीआई परिणाम जारी किया है. आप सभी अपना रिजल्ट निचे दिए गए लिंक से चेक कर सकते हैं. रिजल्ट की सभी जानकारी निचे अपडेट है. एनसीवीटी एमआईएस आईटीआई प्रथम और द्वितीय वर्ष परिणाम 2022 आधिकारिक वेब पोर्टल ncvtmis.gov.in पर उपलब्ध है जिसका डायरेक्ट लिंक निचे दिया गया है.

NCVT MIS 1st Semester ka Result ghoshit kar diya gaya hai. Sabhi Candidates 1st Semester Result check karne Download Link prapt kar sakte hai. Jyada Traffic ke karan Official Website thik se kaam nahi kar rahi hai.

Jo students MIS ITI Semester Exam 2022 me shamil the, Ve ab NCVT MIS ITI 2022 Result check kar sakte hai. Students is page ki madad se NCVT MIS ITI Result Mark Sheet 2022 iske official site www.ncvtmis.gov.in par Check kar sakte hai.

NCVT MIS Result 2022

Jo Students iske NCVT MIS Exam me shamil the, Ve NCVT MIS ITI Result 2022 jald se jald check kar len taki unhe pata chal sake ki unhone Exam pass ki hai ya nahi. Jo students apna Result check karn chahte hai, Ve iske official website www.ncvtmis.gov.in par Log.in karna hoga. NCVT ITI Result 2022 sabhi Rajyon aur ek Semester ke liye jari kiya gaya hai. Students apne Registration Number or Roll Number ki madad se apna Result Check kar sakte hai.

AuthorityNational Council of Vocational Traning
MinisteryMinistery of Skill Development and Entrepreneurship (MIS)
Name Of ExamNCVT MIS ITI Exam 2022
Type of Exam Semester Exam
Courses of ExamAll ITI Technical Trades
ResultDeclared on 24 August 2022
Location All Over India
Official Websitewww.ncvtmis.gov.in

NCVT MIS ITI 1st, 2nd, 3rd, 4th, 5th, 6th, 7th Semester Result 2022

NCVT MIS Result 2022 sabhi ITI Students ke liye bahut mahatvpurn hai. Kyonki bina Exam Passed kiye, Students apne agale Semester ke liye promote nahi kar sakte hai. Board ne sabhi Semester ke Students ke liye ek hi Online Portal par sabhi Semester Result jari kiye jayenge.

ncvtmis.gov.in National Council for Vocational Training ki ek official website hai. Students aur Candidates ke sath samvad karne ke liye Website ko Indian Government ke dwara banaya gaya hai. Site ka Mukhya udeshya 1st, 2nd, 3rd & 4th-semester results jari karna hai.

NCVT 4th Semester ki Marksheet/Result ncvtmis.gov.in. par upload karne ja raha hai. Isliye sabhi candidate jo August 2022 ke Exam me present the, Ve is Page ko bookmark kar sakte hai, Kyunki iske Result ka sabse pahle Update isi Page par update kiya jayega.

How To Download NCVT MIS 2022 Result Online?

  • Sabse pahle diye gaye Link se iske official site par visit kare.
  • Iske bad homepage par State Result Link select kare.
  • Iske bad Registration No. aur Date of Birth enter kare.
  • Submit button par click kare.
  • Aapka Result Show ho jayega.
एनसीवीटी एमआईएस आईटीआई परिणाम 2022 लिंकयहां उपलब्ध है 
आधिकारिक वेबसाइटncvtmis.gov.in

Get Result

State Wise NCVT MIS ITI Results 2022

Andhra Pradesh Himachal Pradesh Meghalaya
Arunachal PradeshJammu & KashmirMizoram
Assam Karnataka Odisha
Bihar KeralaPunjab
ChandigarhLakshadweepRajasthan
GoaMadhya PradeshTripura
GujratMaharashtraUttarakhand
West Bengal ManipurUttarpradesh

About NCVT

National Council of Vocational Training is a government’s advisory body that was established in 1956. The first name of NCVT was the National Council of Training in Vocational Trades (NCTVT). NCVT’s main objective is to promote technical education through various affiliated institutes across all over India. NCVT is working under the Ministry of Skill Development and Entrepreneurship department.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment