Contents
New Traffic Rules In Hindi 2020:- Hello Guys, Aap sabhi ko pata hoga ki Government of India ke dwara New Traffic Rules ko 1 September 2019 se Desh bhar me lagu kar diya gya hai. Jiske baad New Traffic Rules and Fines ko bhi badha di gayi hai. Ab logo dwara Motor Vehicle Act 2020 me Implementation ke baad (Traffic Rules) ko todne par Vehicle Drivers ko pahle ki tulna me ab any time kafi guna jyada Fines dena hoga.
Bata den ki Central Government ne din prtidin badh rahi Road Accidents ko rokne ke liye New Traffic Rules ko Lagu kiya hai. Isliye ab logo ko Vahan Calate samay New Traffic Rules ko dhyan rakhna hoga. Kyonki Sarkar ki Niyamo ka ulanghan karne par aapko kafi jyada Fines dena pad sakta hai, Evan Challan bhi ho sakta hai.
Motor Vehicle Act 2020, अब 100 रुपए की जगह 500 रुपए का लगेगा जुर्माना
Aapki jankari ke liye bata den ki Bharat me Traffic Rules New Motor Vehicle Act 2019 ke anusar hai. Ab Motor Vehicle Act 2020 tahat standard less engine ki Car banane bali Companies par karib 500 Crore taak ka Fines lagaya ja sakta hai.
Is New Traffic Rules 2020 ke anusar (DHARA – 177) aur (NEW DHARA – 177) ke tahat Traffic Rules ka Ulanghan karne par pahle 100 Rupaye Fines dena hota tha. Lekin ab ise badhakar 500 Rupaye kar diya gya hai.
Isliye aaj ke is article me ham New Traffic Rules 2020 ke bare me puri jankari pradan karne ja rahe hain. Aap is post ko last tak Padhkar New Traffic Rules ki saari jankari prapt kar sakte hain.
Road Safety Rules 2020 (सड़क सुरक्षा नियम)
1. Sabse pahle to Driving License Rules ka ulanghan karne bale logo par 1 Lakh Rupaye tak Fines lagaya ja sakta hai, Aur Road par High Speed Van chalne par karib 1,000 se 2,000 Rupaye tak Fines lagega.
2. Agar Road Safety Rules ke tahat koi Navalik Car Drive karta hua pakda gya to use 25,000 Rupaye Fine bharna hoga, Aur uske Car ka Registration Cancel kar di jayegi. Yaha tak ki uska Driving License 25 Years tak nahi ban payega.
3. Jo log Driving karte samay Mobile se Call karne ya Traffic Jump karne, Wrong Side me Drive karne, Dangerous Drive karne ke sath without reason Traffic Jaam karne bale logo ko kafi jyada Fine dena hoga.
New Traffic Rules 2020 Highlights
Article | New Traffic Rules In Hindi |
Launched by | Central Government |
Year | 2020 |
Beneficiary | Citizen of India |
Objective | New Traffic Rules se Related Information provide karna |
मोटर वाहन अधिनियम 1989 में संशोधन
Motor Vehicle Act 1989 me Sansodhan kar New Traffic Rules ko 1 October 2020 se pure Desh me lagu kar di gayi hai. New Traffic Rules 2020 me kai badlav kiye gaye hain. Jaise ki ab aapko Physical Documents ko har jagah leker jane ki jarurat nahi hai. Aap apne Document or Driving License ki Shoft Copy apne paas rakh sakte hain.
Mukhya roop se yah faisla Degitalikaran ko badhawa dene ke liye Lagu kiya gya hai. Moter Vehicle Act me aur bhi kai Sansodhan kiya gya hai, Jo nimnlikhit hai
दस्तावेजों का भौतिक सत्यापन
- New Traffic Rules me Documents ka Physical Verification nahi hoga, Yadi Traffic Officer Driving License ko Cancel karna chahta hai, To web Portal ke madhyam se Driving License ko Cancel kar sakte hain.
चालक तथा ट्रैफिक अधिकारी की जानकारी
- Driver ka behavior bhi New Motor Vehicle Act ke tahat dekha jayega, Aur Police Officer ki pahachan bhi Portal me upadte ki jayegi.
नए मोटर व्हीकल एक्ट के अंतर्गत ई चालान
- Jo log Traffic Rules ka ulanghan karenge, Unhe Motor Vehicle Act 1989 ke tahat Fine dena hoga. Official site ke madhyam se sabhi Traffic Rules ka ulanghan karne ke liye E Challan jaari kar diya jayega.
वाहन निरीक्षण
- Aur jab kisi Driver ya Car ka inspection kiya jayega, To uska record bhi portal par update kiya jayega. Driving License Cancel hone par criminal ko Degital Portal par Report karna hoga.
डिजी लॉकर तथा एम परिवहन
- Digi Locker ya phir M Transport ke madhyam se Driving License and other Document jaise Registration Certificate ko Play Store kiya jayega.
ड्राइविंग से संबंधित दस्तावेजों की सॉफ्ट कॉपी
- New Traffic Rules me Car Driver ko apne sabhi document ko Mobile par Store karna hoga. Isse unhe koi bhi Document Physical taur par apne sath nahi rakhne honge. Yadi Traffic Police Driving License ya koi anya Document chek karti hai, To vah Shoft Copy dikha sakta hai.
हैंडहेल्ड संचार उपकरण
- Digi locker ya phir M Transport ke madhyam se Driving License aur other Document ko Store kiya jayega.
Objective of New Traffic Rules 2020
Aap jante honge ki Bharat me bahut aise log hai, Jo Road Traffic Rules ka palan nahi karte hain, Aur Traffic ka ulanghan karte hain. Jisse Desh me bahut jyada Road Accidents badhti ja rahi hai. Isi ko dekhte huye Central Government ne New Traffic Rules 2020 ko Lagu kiya hai.
Is New Traffic Rules ka Ulanghan karne par Logo ko pahle se jyada Fine bharna hoga, Aur ab sabhi log Sarkar ki is Rules ka palan karenge. Nahi to unhe Fine bharne ke sath punishment (सजा) bhi di jayegi. New Traffic Rules ke madhyam se Road me hone bale accidents me kami aayegi.
Official Portal:- https://parivahan.gov.in/parivahan/
New Traffic Rules List 2020
Download New Traffic Rules List 2020:- Download Here
SECTION | OLD PENALTY | NEW PENALTY |
सामान्य (177) | 100 रूपये | 500 रूपये |
रेड रेगुलेशन नियम का उल्लंघन (177A) | 100 रूपये | 500 रूपये |
अथॉरिटी के आदेश की अवहेलना (179) | 500 रूपये | 2000रूपये |
अनाधिकृत गाड़ी बिना लाइसेसं चलाना (180) | 1000रूपये | 5000 रूपये |
अयोग्यता के बावजूद ड्राइविंग (182) | 500 रूपये | 10000 रूपये |
बिना लाइसेंस के गाड़ी चलाना (181) | 500रूपये | 5000 रूपये |
ओवर साइज वाहन (182B) | 5000 रूपये | |
ओवर स्पीडिंग (183) | 400 रूपये | 1000 रूपये |
खतरनाक तरीके से गाड़ी चलाना(184) | 1000 रूपये | 5000 रूपये |
शराब पीकर गाड़ी चलाना (185) | 2000रूपये | 10000 रूपये |
रेसिंग और तेज़ गति से गाड़ी चलाना (189) | 500 रूपये | 5000 रूपये |
ओवर लोडिंग (194) | 2 हज़ार रूपये और 10000 रूपये प्रति टन अतिरिक्त | 20 हज़ार रूपये और 2 हज़ार रूपये प्रति टन |
सीट बेल्ट (194B) | 100 रूपये | 1000 रूपये |
बिना पर्मिट के गाड़ी चलाना (192A) | 5 हज़ार रूपये तक | 10 हज़ार रूपये तक |
लाइसेंस कंडीशन का उल्लंघन (193) | कुछ भी नहीं | 25 हज़ार रूपये से 1 लाख रूपये तक |
पैसेंजर की ओवर लोडिंग (194A) | कुछ भी नहीं | 1000 रूपये प्रति पेसेंजर |
दोपहिया वाहन पर ओवर लोडिंग | 100 रूपये | 2 हज़ार रूपये और तीन महीने के लिए लाइसेंस रद्द |
हेलमेट न पहनने पर | 100 रूपये | 1000 रूपये और तीन महीने के लिए लाइसेंस रद्द |
एमरजेंसी वाहन को रास्ता न देने पर (194E) | कुछ भी नहीं | 10000 रूपये |
बिना इंशोरेंस के गाड़ी चलाने पर (196) | 1000 रूपये | 2000 रूपये |
दस्तावेज़ों को लगाने की अधिकारियो की शक्ति (206) | कुछ भी नहीं | 183,184,185,189,190,194c,194D 194Eके तहत ड्राइविंग लाइसेंस को रद्द किया जायेगा |
अधिकारियो को लागू करने से किये गए अपराध (210B) | कुछ भी नहीं | सम्बंधित अनुभाग के तहत दो बार जुर्माना |