Result

NIOS Class 12th Result 2020 – Check National Open School 12th Result Date

NIOS Board Class 12th Result Date 2020:- Hello Guys, National Institute of Open Schooling (NIOS) Class 12th ka Result iske official website par jaari ki gyi hai. Ve Students jo NIOS ke dwara liye gye Class 12th Examination 2020 me bhag liye hain aur NIOS 12th Result ka wait kar rahe hain, To vah NIOS ke official portal par jakar apne Result ki janch kar sakte hain.

Jaisa aap jante hain ki National Institute of Open Schooling me Class 12th ka Exam hal hi me aayojit kiya gya tha, Jisme kafi jyada Sankhya me Students Shamil huye the jo ab apne Result ki janch karne ke liye kafi utsahit hain.

Jitne bhi Students Science, Arts aur Commerce Stream ke 12th Examination 2020 me shamil huye hain unko bata den ki NIOS Result 2020 June Yani isi Month me official website www.nios.ac.in par ghosit ho sakta hai. Jo ki Students is page se apna NIOS 12th Result prapt kar sakte hain. Agar Students NIOS Result 2020 se judi adhik jankari prapt karna chahte hain is post ko pura padh sakte hain.

NIOS Class 12th Result Dates 2020

Agar aapne bhi is Varsh 2020 me NIOS se Class 10th aur 12th ke Examination me upshthit huye hain to aapke liye is article kafi Mahatvapurn hai. Kyonki is Post ke madhyam se aap sabhi ko saari information ke sath sath NIOS Result 2020 ki Link bhi Provide karaya ja raha hai, Jo aapke liye kafi upyogi hoga. Aap NIOS Result 2020 se Sambandhit Dates niche diye gye table me dekh sakte hain.

NIOS Event NameExam Result Date 2020
NIOS Class 10thJune 2020 (Expected)
NIOS Class 12thJune 2020 (Expected)

NIOS 12th Result 2020

Aapki jankari ke liye bata den ki NIOS ne Science, Arts And Commerce tino Stream yani Class 12th Result June 2020 Mahine me hi NIOS ke official website par jaari kiya ja sakta hai. To Exam me upshthit hone bale Candidates ko apni Result ki janch karne ke liye Enrollment Number ka upyog kar sakte hain. Aur Result check karne ke liye hamne is page me official ink bhi provide karaya hai, Taki NIOS 12th Result official website par publish hone ke baad aap yaha se direct apna Result check kar saken.

National Institute of Open Schooling Result 2020

Name of BoardNational Institute of Open School (NIOS)
Page DetailsNIOS 12th Result 2020
Exam Date17th July 2020 to 13th August 2020
CategoryResults
Result LinkGiven Below
Official Websitewww.nios.ac.in

www.nios.ac.in Class 12 Results 2020

National Institute of Open Schooling 12th Result ki Wait kar rahe Students ko bata den ki Board ne apne official website www.nios.ac.in par Result online jaari kar diya hai, Student niche diye gye direct link ke madhyam se 12th Result 2020 online check kar sakte hain.

How To Check NIOS Class 12 Result 2020

Aap sabhi ko NIOS Science, Arts or Commerce Stream Result 2020 online check karne ke liye yaha par step by step tarika batlaya gya hai, Aap ise follow karke kafi aasani se apna Result online check kar sakte hain.

  • Students NIOS ke official website par sabse pahle visit karen.
  • www.nios.ac.in par.
  • Iske baad NIOS 12th Result ke Right Link par click karen.
  • Click karne ke baad ek page open ho jayega.
  • Isme apna Enrollment Number aur Captecha Code ko enter karen.
  • Enter karne ke baad Submit bale button par click kar den.
  • Aapka Result Computer Screen par show ho jayega.
  • Aap apne Marksheet ko download karke ek print out nikal len.
Check NIOS 12th ResultClick Here
Official Websitewww.nios.ac.in

Check Details in NIOS Result 2020

National Institute of Open Schooling 12th Result iske official website se check karte samay Marksheet me di gyi sabhi Details ko ek baar check jarur kar len. Jo niche diya gya hai.

  • Name of Examination
  • Board Name
  • Reactive class
  • Name
  • Result date
  • List of subject
  • Score
  • Total marks

NIOS 12th Result Re-cheking / Re-evaluation 2020

Yadi koi Students NIOS 12th Result check karne ke baad apne Result se satisfied nahi ho pa rahe hain, Un sabhi ke liye National Institue of Open Schooling NIOS Re-cheking or Re-evaluation ki suvidha pradan karta hai, Students iske liye aavedan kar sakte hain.

NIOS ne Re-check aur Re-evaluation ki Process ke liye Aavedan Form Main Examination Result ki ghoshan ke baad apne official website par jaari karta hai. Aur Application Process Smapt hone ke kuchh din baad iska Result official portal par Declare kar diya jata hai.

NIOS की महवपूर्ण जानकारी,

NIOS Board Class 10th Aur 12th Ka Exam Saal Me 2 Baar Aayojit Karta Hai, Ek April Month Aur 2nd October Ke Mahine Me Karta Hai. Bata Den Ki National Institute of Open Schooling Ko Pahle National Open School Ke Roop Me Bhi Jana Jata Tha. Yah NIOS Secondary And Senior Secondary Exams Ke Sanchalan Ke Liye Ek Responsible National Board Hai. NIOS Ko Varsh 1979 Me Developed Kiya Gya Tha, Jiska Headquarters India Kke Noida Me Sthit Hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment