Contents
PMJDY Online Account Opening & Application Form Status 2020:- Hello Friends, Finance Government of India ne is lockdown ke chalte PMJDY Account dharko ko Rs 500 dene ki ghoshna ki hai. Corona Virus ke karna jo Lockdown hua hai usme Sakar ke taraf se PMJDY me jinka Account open hai, Unke liye 3 mahine tak 500 Rupaye dene ki ghoshna ki hai. Yadi aapka abhi tak PMJDY me Account nahi hai, To abhi yaha se Online Account open kar sakte hai, Vo bhi Zero balance par. Aur Sarkar ke dwara is Yojana ka labh utha sakte hai.
Bharat Sarkar ke Department of Financial Services Ministry of Finance ke dwara Pradhan Mantri Jan-Dhan Yojana (PMJDY) ghoshit kiya gaya hai. Pradhan Mantri Jan Dhan Yojana (PMJDY) pure desh me financial inclusion ke pahlo me se ek hai. PMJDY Yojana ki ghoshna 15th August 2014 ko Bharat ke Pradhan Mantri Shri Narendra Modi ke dwara ki gayi thi. Aur 28th August 2014 ko PMJDY launch kiya hai.
PMJDY ke tahat ichhuk har ghar ke liye kam se kam ek basic Banking Account ke sath Banking facilities jaise ki financial literacy, access to credit, insurance & pension ka labh utha sake. Candidate kisi bhi bank branch or Business Correspondent (Bank Mitr) outlet me me account kho sakte hai. Zero balance ke sath kisi bhi Bank me Jan Dhan Yojana ka Account khol sakte hai. Niche aap diye gaye Link ki madad se Account Opening & Application Form ka Details check kar sakte hai.
कोरोना वायरस के कारण जो लॉक डाउन हुआ है उसमे सरकार की तरफ महिला जन धन खाता धारकों को अगले तीन महीने तक हर माह 500 रुपये मिलेंगे! पूरी खबर आप निचे देखे!
Pradhan Mantri Jan Dhan Yojana 2020 Status
PM Narendra Modi Coronavirus (COVID-19) ke karan pure Bharat me 21 Days Ka Lockdown ki ghoshna ki hai. Kisi ko bhi apne ghar se bahar nikalne ki anumati nahi hai. Bharat Sarkar ne sabhi religious gatherings, marriage ceremony or Fair gatherings par rok laga di hai, Kyunki yah Virus ek vyakti se dusre vykti tak bahut teji se failti hai. Sabhi logo ko infection rokne ke liye Social Distancing ka palan karna hoga.
Lockdown ke karan, Sabhi log berojgar ho chuke hai, unke pass daily kharch ke liye praypt paisa nahi hai. Isliye Bharat Sarkar ne 500 Rupaye pratyek Mahila ko unke Jan Dhan accounts me dene ka faisla kiya hai. Sabhi mahilaye is Yojana ka labh utha sakte hai. Jin mahilao ka Jan Dhan Account hai, Ve is yojana ka labh to utha sakte hai, Par jinka Account nahi hai ve PMJDY ke Official Site par visit karke account khol sakte hai.
प्रधानमंत्री जन-धन योजना (पीएमजेडीवाई) राष्ट्रीय वित्तीय समावेशन मिशन है जो वहनीय तरीके से वित्तीय सेवाओं नामतः, बैंकिंग/बचत तथा जमा खाते, विप्रेषण, ऋण, बीमा, पेंशन तक पहुंच सुनिश्चित करता हो।
खाता किसी भी बैंक शाखा अथवा व्यवसाय प्रतिनिधि (बैंक मित्र) आउटलेट में खोला जा सकता है। पीएमजेडीवाई खातों जीरो बैलेंस के साथ खोला जा रहा है। हालांकि, खाता धारक अगर किताब की जांच करना चाहती है, वह / वह न्यूनतम बैलेंस मानदंडों को पूरा करना होगा।
Pradhan Mantri Jan Dhan Yojana 2020 Details
Authority | Government of India |
Name of Department | Department of Financial Services Ministry of Finance |
Scheme Name | Pradhan Mantri Jan Dhan Yojana (PMJDY) / प्रधानमंत्री जन धन योजना |
Total No. of Beneficiary Accounts | 38.33 Crore |
Paid Amount to Beneficiaries | Rs. 118,434.41 Crore |
Total Bank Mitras | 1.26 Lakh |
Fresh Announcement | Rs 500 /- Deposit in Jan Dhan Account for next 3 Months in LockDown |
Official Website | pmjdy.gov.in |
PM Jan Dhan Scheme Yojana Benefits in Hindi
- Deposit par interest.
- 2 Lakh ka Accidental insurance cover.
- Koi minimun balance ki aavashykta nahi hai.
- Yah Yojana Rs 30,000 ka Life Insurance pradan karta hai.
- Bharat bhar me paiso ka aasani se transfer.
- Government Schemes ka beneficiary direct aapke account me transfer kar diya jayega.
- 6 Mahine tak Account ka satisfactory operation ke bad, Ek overdraft facility ki suvidha pradan ki jayegi.
- Pension, insurance products tak pahuch.
- Ek parivar ki mahila ke liye sirf ek Account me Rs 10,00 tak ki Overdraft ki suvidha uplabdh hai.
Jan Dhan Yojana Beneficiary List
Bank type | Number of Total Beneficiaries | Deposits in Accounts (In Crore) | Number of Rupay Debit Cards issued to Beneficiaries |
Public Sector Bank | 30.52 | 93919.97 | 24.57 |
Regional Rural authorizedBank | 6.55 | 21331.80 | 3.59 |
Private Sector Bank | 1.26 | 3182.64 | 1.15 |
Total | 38.33 | 118434.41 | 29.30 |
How to Apply for PMJDY Online Account Opening & Application Form 2020?
- Sabse pahle Candidates ko Pradhan Mantri Jan Dhan Yojana @www.pmjdy.gov.in par visit karna hoga.
- Iske Homepage par “Quick Link” ke section par click kare.
- Ab vaha Pradhan Mantri Jan Dhan Yojana ke link par click kare.
- Iska Application Form Hindi aur English me show ho jayega.
- Vaha se direct aap Application form bhar skate hai.
- Form sahi se bharne ke bad, Sare Documents upload kar den.
- Form bharkar submit kar den.
- Jiske bad aapka apllication form register ho jayega.
PMJDY Account Opening Form | English Hindi |
Official Website | www.pmjdy.gov.in |
Document Required for Pradhan Mantri Jan-Dhan Yojana
✔ Passport.
✔ Driving Licence.
✔ Permanent Account Number (PAN) Card.
✔ Voter’s Identity Card .
✔ NREGA Job Card.
✔ Aadhar Card with Permanent Address Proof.
✔ Any other document as notified by the Central Government.
Schemes Under PMJDY
Pradhan Mantri Jeevan Jyoti Bima Yojana
- जीवन बीमा Insurance 2 लाख की दर से सिर्फ 330 प्रति वर्ष
- Account सभी बैंक खाता धारकों के लिए जिनकी आयु 18 से 50 वर्ष के बीच है।
- आपके बाद आपके परिवार के लिए जीवन बीमा राशि।
- बीमा की अवधि, वार्षिक: 1 जून – 31 मई।
Pradhan Mantri Suraksha Bima Yojana
- दुर्घटना बीमा केवल ₹ 12 Annum प्रति वर्ष की दर से 2 लाख
- Account सभी बैंक खाता धारकों के लिए जिनकी आयु 18 से 70 वर्ष के बीच है।
- बीमा दुर्घटना के कारण स्थायी विकलांगता को भी कवर करता है।
- बीमा की अवधि, वार्षिक: 1 जून – 31 मई।
Atal Pension Yojana
- न्यूनतम निवेश, वृद्धावस्था के दौरान अधिकतम लाभ।
- रुपये से मासिक पेंशन निश्चित। 1000 से रु 5000 योगदान के आधार पर।
Pradhan Mantri Jan Dhan Yojana Toll Free Number
Helpline Number :- 1800-180-1111/ 1800-11-0001
sir kese chak kare ke mere khate me 500 aaye he kya