Hindi Yojna Sarkari Yojna

PM Kisan Yojana List 2023 जारी हुआ: देखें यहाँ PM किसान सम्मान निधि योजना नई लिस्ट

PM Kisan Samman Nidhi Yojana
Written by A to Z Classes

PM Kisan Yojana List 2023:- Jin kisano ne PM Kisan Nidhi Yojna ke liye Register karbaya hai, Ve niche ke diye gaye Link se Labhrthi Suchi (Beneficiary List) check kar sakte hai. Register karane bale sabhi kisan is Scheme ka labh utha sakte hai, Yadi aap bhi PM Kisan Nidhi Yojna me register karbaya hai, To aap niche se apna naam List me dekh sakte hai PM Kisan Yojana List 2023.

PM Kisan Samman Nidhi Yojana jari ho jane ke bad kisano me khushi ki lahar dour padi hai. Kisano ko PM Kisan Samman Nidhi Yojana ke tahat 3 installment me 6000 Rupaye milenge. Jo kisan is Scheme ke tahat patra hai, Ve apne Mobile No. aur Aadhar No. ka upyog kar ke apna Payment Status dekh sakte hai.

To aap sabhi ko apna Payment Status dekhne ke liye sabse pahle List me Name ka rahna bahut jaruri hai. Jo ki aap niche ke diye gaye link ki madad se PM Kisan Yojana List 2023 PM Kisan Samman Nidhi Yojana ki New List dekh sakte hai. Yaha direct link diya gaya ise Online Check karne ke liye.

PM Kisan Yojana List 2023

PM kisan Samman Nidhi Yojana ke antargat 14 Crores kisan parivar labh utha sakte hai. Lekin keval 12 Crores Kisan parivar ko hi is Yojana ka labh mila hai. Jin Kisan parivaro ko is Yojana ka labh mila hai, Ve parivar iske Official Website @www.pmkisan.gov.in se iska Payment Status dekh sakte hai.

PM kisan Samman Nidhi Yojana ke tahat Kisan parivaro ko har saal tin kisto me 6000 Rupaye milne bale hai, Yani ki har 4 mahine par 2000 Rupaye milenge. Bahut se Kisan parivaro ko iska Payment mil chuka hai, Lekin kuch kisan abhi bhi is Scheme ka labh nahi utha sake hai.

PM Kisan Yojana 2023 – Overview

Scheme NamePM Kisan Yojana List 2023
Launched byPiyush Goyal (Interim Finance Minister)
BenefitsRs 6000/- (get in 3 Installments of 2000 each)
ImplementationActivated
Official Websitepmkisan.nic.in
Selected Farmers12 Crore

PM Kisan Beneficiary List 2023, PM KISAN YOJANA, PM Kisan List Download Pdf

Jo kisan parivar Labharthi suchi (Beneficiary list) ka wait kar rahe the. Ve www.pmkisan.gov.in. ki official website par labharthi suchi ka labh utha sakte hai. Iske alava Kisan official site ki madad se apna Application aur Payment Status bhi Check kar sakte hai.

Jin Kisano ko Labharthi Suchi me naam hoga, keval unhe hi us Scheme ka labh milega. Kisan Parivar apne Bank Account me Fund transfer karne ke bad apna Payment Status dekh sakte hai. Kai Rajyo ka naam Beneficiary List me aa gya hai, Aur kuch rajyo ka naam jald hi Update kar diya jayega.

PM Kisan Yojana 14th List

PM Kisan Samman Nidhi Yojana ka 14th beneficiary list ab jari kar di gayi hai. Ve sabhi kisan parivar Labharthi suchi ki janch Mobile Number, Aadhar Number aur Bank Account Number se check kar sakte hai. Aap niche diye gaye Link ki madad se behad aasaani se iska List Check kar sakte hai.

Central Government ne kisano ke liye Android App launch bhi kiya hai. Yadi aap iska App download karna chahte hai to ise Google Play Store se PM Kisan Samman Nidhi Yojana Android App Download kar sakte hai. Android App ka upyog karke aap PM Kisan Yojana Beneficiary List 2023 bhi check kar sakte hai.

How to Check PM Kisan Yojana List 2023?

  • Sabse pahle diye gaye Link ki madad se aap iske Official website par visit kare.
  • Iske webpage par “Farmer Corners” ki khoj kare.
  • Vaha Beneficiary List ke Link par click kare.
  • Report Button par click kare.
  • Aap beneficiary List Check kar sakte hai.

Important Links

Beneficiary Status Click here
Beneficiary List Click here
4th Beneficiary List Click here
Official Website https://www.pmkisan.gov.in/

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment