Contents
Purnea University UG Admission 2022:- Hello Friends, Purnea university ne Under Graduate Admission lene ke liye online application form jari kar diya hai. Jo bhi candidates 12th Intermediate Pass kar chuke hai, Ve Purnea University me UG Courses B.A B.Sc B.com ke liye Online Application form bhar sakte hai.
Purnea University ke alag alag College me admission lene ke liye aap sabhi iske official site par online application form apply kar sakte hai. Iska application form bharne ke bad Purnea University Merit list jari karega. Jiske aadhar par aap sabhi ko best college me Admission diya jayega.
Jo candidates Purnea University me UG courses ke liye admission lena chahte hai, Ve iske official site par visit kar sakte hai. To niche iske bare me puri process batayi gyi hai aur wo direct link bhi diya gya hai jis par kar aap Purnea University UG Admission ke liye online form bhar sakte hain.
Purnea University UG Admission ki sabhi jankari iske official site par di jaati hai aur iske official site ka direct link niche diya gya hai.
http://www.purneauniversity.ac.in/
Latest Update:- पूर्णिया यूनिवर्सिटी ने UG Part 1 Admission Online Form अप्लाई करने के लिए नोटिस जारी कर दिया गया है, सभी कैंडिडेट्स June 2022 से यूजी ऑनलाइन एडमिशन फॉर्म अप्लाई कर सकते है.
Purnea University UG Admission 2022
Purnea university ne B.Com (Hons.), BA (Hons) jaise vibhin Stream me UG Courses me Admission ke liye online application form jari kiya hai. Candidates iske official website par University Management Information System (UMIS) ke madhyam se aavedan kar sakte hai. Aavedan lene ke bad University merit list suchi taiyar karega. Jo merit list ke tahat aayenge unhe UG Courses me me admission ke liye bulaya jayega.
Aapko bata den Purnea university me lagbhag 40,000 Students ko B.Sc (Hons) BA (Hons) and B.Com (Hons) ke courses me har academic session me admission diya jata hai. Purnea University Class 12th Exam Result ke aadhar par Online Admission System pradan karta hai.
University name | Purnea University, Purnia (Bihar) |
Admission | UG Admission 2022-25 |
Courses | Graduation (B.A. B.Sc, B.Com) |
Session | 2022-2025 |
Form Apply Start Date | June 2022 |
Form Apply Last Date | Update Soon |
Apply Mode | Online |
Official Website | www.purneauniversity.ac.in |
Eligibility Criteria
Purnea university ne official website par University Management Information System (UMIS) ke madhyam se Online application form shuru kiya hai. Lekin iska Application form bharne se pahle University ke dwara jari kiye gaye Eligibility Criteria ko jarur dekh len.
Alag alag Courses ke liye Purnea University 2022 me admission lene ke liye eligibility criteria niche di gayi hai:-
- For Undergraduate: Completed Class 12th or Intermediate
Application Fee:-
Category | Application Fee |
General/ OBC | Rs.300/- |
SC/ ST | Rs.300/- |
How To Apply For Purnea University UG Admission Online?
Aap sabhi ko Purnea University ke UG Courses me admission lene ke liye iske official site par visit karna hoga, Aur niche bataye gaye Steps ko follow kar iska Application form bhar sakte hai.
- Sabse pahle diye gaye link se iske official site par visit kare.
- Iske homepage par UG Registration Form ke link par click kare.
- Apne sare Personal Details bhar den.
- Aap apna Educational qualification upload kare.
- Phota aur Signature upload kar den.
- Aur Registration form bharne ke bad ise Submit kar den.
- Aur ant me Online Payment kar den.
- Aur fir iska Registration form ka ek print out nikal len.
UG Part 1 Admission Form | Click Here |
UG Admission Notice | Click Here |
Official Website | Click Here |
Document Required for Admission
- Valid Email ID
- Active Mobile Number
- Photo & Scanned Signature
- Aadhar Card
- Photo ID proof
- Caste Certificate
- Income Certificate
GOVT. COLLEGE OF PU
1.) पूर्णिया कॉलेज, पूर्णिया | 2.) पूर्णिया महिला कॉलेज |
3.) एमएलए कॉलेज, कस्बा | 4.) एमएलए कॉलेज, कस्बा |
5.) आरएल कॉलेज, माधवनगर | 6.) डीएस कॉलेज, कटिहार |
7.) केबी झा कॉलेज, कटिहार | 8.) एमजेएमएम कॉलेज, कटिहार |
9.) आरडीएस कॉलेज, सालमारी | 10.) मारवाड़ी कॉलेज, किशनगंज |
11.) नेहरू कॉलेज, बहादुरगंज | 12.) अररिया कॉलेज, अररिया |
13.) फोर्ब्सगंज कॉलेज |
PRIVATE COLLEG OF PU
1.) एसएनएसवाई डिग्री कॉलेज, रामबाग, पूर्णिया | 2.) एनडी कॉलेज, रामबाग, पूर्णिया |
3.) केडी कॉलेज, रानीगंज | 4.) केडी कॉलेज, रानीगंज |
5.) एजेएम कॉलेज, बनमनखी | 6.) जेडीएसएस महिला कॉलेज, फोर्ब्सगंज |
7.) जेडीएसएस महिला कॉलेज, फोर्ब्सगंज | 8.) एएम कॉलेज, बरारी |
9.) पीपल्स कॉलेज, अररिया | 10.) एसआरसी, डिग्री कटिहार |
11.) बीएनसी धमदाहा | 12.) बी। डी। कॉलेज, बारसोई |
13.) एमएलडीपीकेवाई कॉलेज, अररिया | 14.) वाईएनपी डिग्री कॉलेज, रानीगंज |
15.) एमएचएंड कॉलेज, ठाकुरगंज | 16.) आरवाई मनिहारी कॉलेज, मनिहारी |
17.) आरकेएस महिला कॉलेज, किशनगंज | 18.) आरकेके कॉलेज, पूर्णिया |
About Purnea University
Purnea University, Purnia which was carved out of Bhupendra Narayan Mandal University, Madhepura on 18th March 2018 by an act of Bihar Assembly which was notified in Bihar Gazette (Ashadharn) on 17th August 2016 under Bihar State University Act (BSU ACT 1976) amended under section 3(1) of Bihar Act 23, 1976 and called the Bihar State Universities Amendment Act 13, 2016. The nomenclature ‘Purnea University’ has sprung from the name of the Purnea district itself. Purnea University is formed to cater to the needs of higher education of Purnea Division spread over four districts namely Purnea, Araria, Kishanganj and Katihar.
Technical Helpline: 06454-223223; 223226
Mobile- 7667499590.
Email ID: admissionpup@gmail.com
Purnia University B.A part 1 admission open date
Kya maulvi ki degree se BA me admission kra sakte hain?
Pat 1 ke liye phorm bhara jachuka h ya nahi rajkumarmatwala@gmail.com
kiya subject badla ja sakta hai
Pat 1 ka online kab se hoga