Scholarship

Sonu Sood Scholarship Scheme 2020 | Apply Online at scholarships@sonusood.me

Sonu Sood Scholarship Scheme 2020 Apply Online:- Hello Friends, Jaisa aap jante honge ki hamare Bharat me COVID-19 ko lekar Central Government ke dwara Lockdown lagu karne ke baad Bollywood Film Celebrity Sonu Sood har tarah se logo ki madad ke liye samne aaye hai. Jo ab Unorganised Sector aur anya Nagriko ke liye Various Yojnao ko bhi lagu kar rahe hain.

Ji ha, Migrant Workers, Berojgar ke liye Rojgar aur jarurat mand logo ko har samay madad pahuchane bale Sonu Sood ab Desh ke Students ki Future ko Safe kar rahe hain. Sonu Sood ne hal hi me Students ko Scholarship pradan karne ke liye ek nai Scheme ki shuruaat ki hai. Desh ke jo bhi Students Higher Education ki Degree prapt karna chahte hain, Ve Sonu Sood Scholarship Scheme 2020 ke liye online aavedan kar sakte hain.

Latest News:- सोनू सूद ने छात्रों को छात्रवृत्ति प्रदान करने के लिए एक मुहीम निकाली हैं, जो छात्र उच्च शिक्षा हासिल करना चाहते हैं, उन छात्रों को स्कॉलरशिप प्रदान किया जायेगा. क्योंकि एक्टर ने कहा कि वित्तीय चुनौतियों को अपने लक्ष्यों को प्राप्त करने वाले छात्रों के रास्ते में नहीं आना चाहिए. इसलिए हम ऐसे छात्रों को स्कॉलरशिप प्रदान करके उनकी मदद करेंगे, और उनके भविष्य को आगे तक लेकर जायेंगे. सोनू ने इस खबर की घोषणा अपने ट्विटर हैंडल पर की है. जिसकी पूरी जानकारी इस पृष्ट में देख सकते हैं|

Sonu Sood Scholarship Scheme 2020 Online Registration

Aap sabhi ki jankari ke liye bata den ki Actor Sonu Sood ne mukhya roop se Desh ke garib parivar se bilong karne bale Students jo Higher Education ki Degree prapt karna chahte hain, Un sabhi ke liye apni Maa Saroj Sood ke Naam par Garib Chhatron ko Scholarship Provide karne ki ghoshna ki hai. Is Scholarship ka Labh un Garib Parivar ke bache ko pradan kiya jayega, Jinki Annual Income 2 Lakh Rupaye se kam hai.

Yadi aap bhi ek Students hain aur ek Garib Parivar se bilogn karte hain, Aur Higher Education prapt karne ke liye Sonu Sood Scholarship Scheme 2020 me aavedan karna chahte hain, To aap Sonu Sood Scholarship 2020 ke liye aavedan kar sakte hain. Aise sabhi Students Scholarship prapt karne ke liye scholarships@sonusood.me par entries bhej sakte hain.

Agar aap Sonu Sood Scholarship Scheme 2020 ka Labh uthana chahte hain, To aapko is post ko last tak padhna hoga. Kyonki is article me Scholarship ka Labh, Application Process, Application Status, Eligibility Criteria etc. Jankari pradan karaya gya hai. Aap Eligibility Criteria ko pura karke Sonu Sood Scholarship Schme ke liye online aavedan kar sakte hain.

The key fact of Sonu Sood Scholarship Scheme 2020

Name of Scheme Sonu Sood Scholarship Scheme 2020
Started by Bollywood Actor Sonu Sood
Beneficiary Underprivileged students
BenefitsProvide Scholarship for Studies
Scholarship ObjectiveScholarship for poor students in mother’s name
Starting Date to Apply Online12 September 2020
Category Scholarship
Application Process E-Mail द्वारा
Email IDscholarship@sonusood.me
Official Website http://sonusood.me/

Sonu Sood Scholarship 2020 Online Application Process

Aapki jankari ke liye batana chahunga ki Actor Sonu Sood apni late mothers Saroj Sood’s ke naam par banchit chhatro ko Scholarship pradan karne ki ghoshna ki hai. Jin garib parivar se aane bale Students aur unki Annual Income 2 Lakh Rupaye se kam hai, Ve Saroj Sood’s Scholarship 2020 Application form / Sonu Sood App 2020 ke liye aavedan kar sakte hain. Students Scholarship ke liye scholarships@sonusood.me par apni entries bhej sakte hain.

Sonu Sood Scholarship 2020 Eligibility Criteria

Jo Students Sonu Sood Scholarship Scheme 2020 ke liye aavedan karna chahte hain, Unhe aavedan karne se pahle kuchh Eligibility Criteria ko pura karna hoga, Jo nimnlikhit hai.

  • Applicant must be resident of India.
  • Students ki Family Annual Income 2 Lakh Rupaye se kam honi chahiye.
  • Is Scholarship ke liye Students ke paas ek Academic Record hona bahut jaruri hai.
  • Aur is Scholarship ke liye Students ke paas Minimum Qualification Class 12th Pass hona chahiye.

Required Document

  • Academic Documents
  • Identity Proofs of the students like Aadhar Card, Voter Card etc.
  • Income Certificate of the Applicant’s Family
  • Student Certificate
  • Student’s Bio-Data and CV
  • Mobile Number
  • 10th / 12th Marksheet and Certificate
  • Degree and course description

Sonu Sood Scholarship Eligible Course

  • Management Studies, Education & Technology, MBBS, LAW,
  • Agriculture, Computer Applications, Hotel Management,
  • HealthCare Science, Para Medical Sciences, Airlines & tourism
  • And many courses

How To Apply For Sonu Sood Scholarship Scheme 2020?

Sonu Sood Scholarship Scheme ke liye aavedan karne bale ichhuk Candidates apne Computer ya Mobile se Gmail or Outlook jaise Email Account par Mail bhej kar aavedan kar sakte hain. Aavedan karne ke liye niche bataye gaye Steps ko Follow kar sakte hain.

  • Eligible Candidates Sonu Sood Scholarship prapt karne ke liye niche diye gye Email par aavedan kar sakte hain.
  • scholarships@sonusood.me 
  • Aap apne Mobile ke System me Chrome Browser ko open karen.
  • Phir Gmail.Com type karen, Jo aapko Gmail Log.In page par redirects karega.
  • Log.In page par apna Credentials enter karen, Aur Gmail Account me jayen.
  • Apna Mail likhe, Aur Email Id scholarship@sonusood.me enter karen.
  • Aap ek Short Note ke sath apne sabhi aavashyak Scanned copies ke sath ek Mail likhe.
  • Ab aap Sonu Sood Personal Id scholarship@sonusood.me par apne Important Document ke sath Send kar den.

What To Send In An Email For Scholarship:

Agar aapke paas 10th ya 12th Certificate hai, Aap is Scholarhip ke liye aavedan kyon karna chahte hain, Aap kaun se Course ya Degree karna chahte hain, Aur aap kaha Course karna chahte hain, Address, Mobile Number, Aapko kaise Help chahiye, Apne Parivar ki Status Send kar sakte hain. Iske sath hi aapko jo sahi lage, Aap Sonu Sood ke official Email ID Scholarship@Sonusood.me par Send kar sakte hain.

Helpline No.Contact Address

Helpline:- scholarships@sonusood.me

Conclusion:-

Aap sabhi is tarah se Sonu Sood Scholarship Scheme ke liye Application Form bhar sakte hain, Jiski saari information is page me provide karaya gya hai. Yadi aapke paas is Scholarship Scheme se judi koi Saval hai, To niche comment section se puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

1 Comment

Leave a Comment