Result

UK Board 12th Result 2020 – Check Online @ubse.uk.gov.in

UK Board 12th Result
Written by A to Z Classes

UK Board 12th Result 2020:- Hello Friends, Uttarakhand Board Class 12th ka Result bahut jald hi apne Official Website par jari karne bala hai. UK 12th Inter ka Result is bar May 2020 me jari kiya jayega, Yadi aapne bhi Uttarakhand Board se 12th Inter ka Exam diya hai, To aap iske Result ke latest update ke liye is website par visit karte rahe. Ham jaise hi UK Board 12th Result jari kiya jata hai, yaha Result Check karne ka direct Link Update kar denge.

Uttarakhand Board pichle saal bhi May ke mahine me 12th Inter Result jari kiya tha, Isliye hame ummid hai ki is bar bhi Result May ke mahine me hi jari kiya jayega. Aapko bata den UK Board 12th Inter Result iske Official website ubse.uk.gov.in or uaresults.nic.in. par jari kiya jayega, Jiska Link niche bahut jald hi update kar diya jayega. Aap apna Result Roll No. aur Security Code ki madad se check kar sakte hai.

Uttarakhand Board Class 12th ke Result ke bare me adhik janne ke liye, Jaise ki Name or Roll no. dwara apna Result kaise check kare, Result scrutiny or rechecking ke liye kaise apply kare, In sabhi chijo ke liye aap is post ko ant tak follow kare.

UK Board Class 12th Result 2020

Uttarakhand board of secondary education (UBSE) ke dwara 10th aur 12th Exam ka aayojan kiya jata hai. Har saal ki tarah is saal bhi Class 12th Inter Exam me lakho students shamil huye the. UK Board Class 12th ka Exam 2nd to 25th March 2020 tak liya jana tha, Lekin Rajya me Lockdown ke chalte kuch Exam Postponed kar diya gaya hai, Lekin Board me unka rescheduled kar diya hai.

Exam hone ke bad sabhi students Class 12th Result 2020 ka besabri se intejar kar rahe hai, Jo ki bahut jald hi May ke mahine me jari hone bala hai. Aur ek bar jab UK Board Result jari kar dega, Ham is Page par Result Check karne ka Link Active kar denge.

UK Class 12 result 2020: Overview

Board NameUttarakhand Board
Class name12th class
Session2019-2020
Date of examination2nd to 25th March 2020
Result release dateMay 2020
Result statusAvailable soon

How To Check UK Board 12th Result Online?

Uttarakhand Board Class 12th Result iske official Site @uaresult.nic.in par jari kiya jayega. Isliye aap iske official website par visit kar sakte hai, Aur niche diye Steps ko follow kar aasaani se Result Download kar sakte hai.

  • Sabse pahle diye gaye Link ki madad se iske Official site par visit kare.
  • Iske home page par Result Section ke Tab par click kare.
  • Vaha aapko Class 12th Intermediate Result ka link milega.
  • Link par click kare, Aur Roll No. bhar den.
  • Submit karte hi aapka Result show ho jayega.
  • Result check kar ise download bhi kar sakte hai.

Download Result Form Here – Click Here

UK BOARD RESULT ONLINE DOWNLOAD

Details mentioned on the UK Class 12 result

  • Name of the students
  • Class name
  • School name
  • Name of the board
  • Father’s and mother’s name
  • Date of birth of the students
  • The subject name and marks secure in each of them
  • Total marks
  • Status of the result

Last Year UK Board 12 Results 2020 Statistics

Pichle Saal Uttarakhand Board Class 12th Exam me hajaro students shamil huye the, Pichle saal 1, 24, 867 Students UK Board 12th Exam me shamil huye the, Jinme lagbhag 98 Hajar Students sahmil huye the. Statistical data niche diya gaya hai.

UK Board 12th Scrutiny 2020

Ve Students Jo UK Board Class 12th Result 2020 se khush nahi hai. Ve niche batye gaye Tarike ke anuasar Scrutiny and Re-evaluation. ke liye Apply kar sakte hai.

  • Re-evaluation and Scrutiny ke liye May 2020 me Apply kar sakte hai.
  • Result jari ho jane ke bad Students ke pass 5 – 6 Days ka Time milega.
  • Re-evaluation and verification ke liye Rs. 500 per subject ke Fees hoga.
  • Re-evaluation karane bale Students apne Answer Sheet ki Photocopy ki mang kar sakte hai.
  • Answer sheet mang karne par aapko Rs. 500 per subject. Fees lagega.

RBSE 12th Compartment Examination 2020

Jo Students UK Board Class 12th Examination me pass hone me asafal ho jate hai. Unhe UK Board ek aur Chance deti hai Compartment Examinations ke rup me. Isme shamil hone ke liye Students Application Form ko bhar sakte hai. Iska Exam July 2020 me hoga, Aur Result July ke end tak jari kar diya jayega. Compartment Exam ke liye Alag alag Date Sheet aur Admit Card jari kiye jate hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment