Contents
UP Board 12th Exam Time Table 2021: Hello Friends, Aaj ke is article me aap sabhi ko UP Board Inter Class 12 Exam Time Table 2021 download karne ki puri jankari di ja rahi hai. Aap sabhi ko ise download karne ka direct link diya jayega aur saath hai step by step jankari bhi di ja rahi hai jise follow karke iska time table aap download kar sakte hain.
To yadi aap bhi up board ke intermediate exam me is bar bhag lene bale hain to iske liye bahut jaruri hai ki sabse pahle aap iske official site se iske time table ko download karen aur uske baad aap iske anusar apne exam ki taiyari karen.
Vaise aapko pata hoga ki iska time table ya date sheet hamesha up board ke official site upmsp.edu.in par release kiya jata hai aur ise kaise download karna hai uski jankari aap sabhi atozclasses.com par mil jati hai.
UP Board Inter Time Table 2021
Exam aane se pahle sabhi students ke liye jauri hai ki ve apna UP Board High School Exam time table download kar len taki kis date ko kaun sa subject hai aur uske anusar ve taiyari kar saken.
atozclasses.com aap sabhi ko isme help karta hai aur aap sabhi ko UP Board High School Exam date sheet 2021 download karne ki direct link bhi de raha hai.
BOARD NAME | UP BOARD |
EXAM | INTER EXAM 2021 |
EXAM START DATE | 19/04/2021 |
ARTICLE TYPE | TIME TABLE / DATE SHEET |
OFFICIAL SITE | https://upmsp.edu.in/ |
Vaise to aap sabhi jaante hain ki iska time table official site par release kiya jata hai lekin use khojne me kafi samasya aati hai aur yaha aapko direct link diya jata hai taki koi bhi problem na ho UP Board class 10 ke exam time table ya date sheet download karne me.
Uske saath hi aap sabhi ko up board ke bare me bhi puri jankari di ja rahi hai.
To aaiye jaante hain ki kaise up board ke official site se step by step iske time table ko download kar sakte hain.
How to Download UP 12th Exam Date Sheet
- SABSE PAHLE UP BOARD KE OFFICIAL SITE PAR VISTI KAREN.
- AB YAHA PAR US CLASS KO CHUNE JISKA TIME TABLE AAP DOWNLOAD KARNA CHAHTE HAIN.
- JAISE CLASS 10 TIME TABLE YA CLASS 12 TIME TABLE.
- AB PROPER LINK PAR CLICK KAREN AUR PHIR ISKA PDF AAPKE PHONE YA PC ME SAVE HO JAYEGA.
- ISE AAP CHAHEN TO PRINT KAR KE RAKH SAKTE HAIN.
- DIRECT LINK NICHE DI GYI HAI DATE SHEET DOWNLOAD KARNE KE LIYE
DOWNLOAD 10TH & 12TH TIME TABLE FOR 2021 EXAM | Click Here |
UP Board 12th Class Time Table 2021
Exam Dates | Subjects Name | Time Duration |
---|---|---|
19/04/2021 | Hindi | 2 PM to 5:15 PM |
20/04/2021 | Music Singing, Musical Instruments | 8 AM to 11:15 AM |
General Basics:Agricultural Science (First question paper)Agricultural Science (Sixth question paper) | 2 PM to 5:15 PM | |
21/04/2021 | Painting (Drafting), Painting (Official), Art of Art | 8 AM to 11:15 AM |
Geography, Physical Science, Bookkeeping and Accountancy | 2 PM to 5:15 PM | |
22/04/2021 | Military Science | 8 AM to 11:15 AM |
Business organisation and correspondence, Home Science | 2 PM to 5:15 PM | |
26/04/2021 | Urdu, Gujarati, Punjabi, Bangla, Marathi, Assamese, Odiya, Kannada, Malayalam, Tamil, Telugu, Sindhi, Nepali | 8 AM to 11:15 AM |
Civics, Chemistry, Economics, Commercial Geography | 2 PM to 5:15 PM | |
27/04/2021 | Computer, Agricultural Botanics, Economics | 2 PM to 5:15 PM |
28/04/2021 | Pali, Arabic, Persian | 8 AM to 11:15 AM |
English | 2 PM to 5:15 PM | |
30/04/2021 | Rich Element, Agricultural Physics and Climatology, Agricultural Animal Science | 2 PM to 5:15 PM |
History | 2 PM to 5:15 PM | |
31/04/2021 | Industrial Organisation | 8 AM to 11:15 AM |
Life Sciences, Mathematics, Agricultural Husbandry, Agricultural Engineering, Veterinary Science | 2 PM to 5:15 PM | |
03/05/2021 | Agricultural Mathematics and Early Statistics, Agricultural Chemistry | 8 AM to 11:15 AM |
Psychology, Pedagogy, Logic | 2 PM to 5:15 PM | |
04/05/2021 | Economics, Insurance Theory and Behaviour | 2 PM to 5:15 PM |
05/05/2021 | Sanskrit | 2 PM to 5:15 PM |
06/05/2021 | Sociology | 2 PM to 5:15 PM |
07/05/2021 | Science (Professional), Human Science | 8 AM to 11:15 PM |
ABOUT UP BOARD
माध्यमिक शिक्षा परिषद्, उत्तर प्रदेश, प्रयागराज हाईस्कूल एवं इण्टरमीडिएट स्तर की परीक्षाओं को संचालित करने वाली विश्व की एक सर्वौच्च संस्था है।
इस प्रगतिशील युग में नित नवीन तकनीक के उपयोग के बिना प्रगति की कल्पना भी नहीं की जा सकती है। माध्यमिक शिक्षा परिषद् द्वारा भी इसी पथ का अनुसरण करते हुए प्रथम बार अपने पारम्परिक परिवेश से बाहर निकल कर नवीन तकनीकी को अपनाते हुए शैक्षिक सत्र 2013-2014 से अग्रिम पंजीकरण की समस्त कार्यवाहियों को इस नवसृजित वेबसाइट के माध्यम से ऑनलाइन कराया गया, जो कि शतप्रतिशत सफल रहा था। इससे परिषदीय कार्यों की गुणवत्ता एवं विश्वसनीयता में आशातीत वृद्धि हुई। इस सफलता के लिये हम प्रदेश के समस्त शिक्षाधिकारियों एवं समस्त संस्थाओं के प्रधानाचार्यो आदि का विशेष आभार व्यक्त करते है।
[…] UP Board Inter Class 12 Exam Time Table 2020 […]
[…] UP Board Inter Class 12 Exam Time Table 2020 […]
[…] UP Board Inter Class 12 Exam Time Table 2020 […]
[…] UP Board Inter Class 12 Exam Time Table 2020 […]
[…] UP Board Inter Class 12 Exam Time Table 2020 […]
[…] UP Board Inter Class 12 Exam Time Table 2020 […]