Contents
UP Board 10th Exam Time Table 2020: Hello Friends, Yadi aap UP Board Matric Class 10 Exam Time Table 2020 download karna chahte hain to ise download karne ka direct link ke saath step by step jankari niche di ja rahi hai.
To yadi aap bhi UP Board High School Exam 2020 me bhag lene bale hain aur iska exam date sheet download karna chahte hain taki aapko pata ho sake ki kaun sa exam kaun sa date hai to niche ke link se directly download kar sakte hain.
Iska time table up board ke official site par jari kiya gya hai aur ise download karne ka direct link niche diya gya hai taki aapko ise download karne me jyada problem na ho.
UP Board High School Time Table 2020
BOARD NAME | UP BOARD |
EXAM | HIGH SCHOOL EXAM 2020 |
EXAM START DATE | 18/02/2020 |
ARTICLE TYPE | TIME TABLE / DATE SHEET |
OFFICIAL SITE | https://upmsp.edu.in/ |
Exam aane se pahle sabhi students ke liye jauri hai ki ve apna UP Board High School Exam time table download kar len taki kis date ko kaun sa subject hai aur uske anusar ve taiyari kar saken.
atozclasses.com aap sabhi ko isme help karta hai aur aap sabhi ko UP Board High School Exam date sheet 2020 download karne ki direct link bhi de raha hai.
Vaise to aap sabhi jaante hain ki iska time table official site par release kiya jata hai lekin use khojne me kafi samasya aati hai aur yaha aapko direct link diya jata hai taki koi bhi problem na ho UP Board class 10 ke exam time table ya date sheet download karne me.
Uske saath hi aap sabhi ko up board ke bare me bhi puri jankari di ja rahi hai.
To aaiye jaante hain ki kaise up board ke official site se step by step iske time table ko download kar sakte hain.
How to Download UP 10th Exam Date Sheet Online?
- SABSE PAHLE UP BOARD KE OFFICIAL SITE PAR VISTI KAREN.
- AB YAHA PAR US CLASS KO CHUNE JISKA TIME TABLE AAP DOWNLOAD KARNA CHAHTE HAIN.
- JAISE CLASS 10 TIME TABLE YA CLASS 12 TIME TABLE.
- AB PROPER LINK PAR CLICK KAREN AUR PHIR ISKA PDF AAPKE PHONE YA PC ME SAVE HO JAYEGA.
- ISE AAP CHAHEN TO PRINT KAR KE RAKH SAKTE HAIN.
- DIRECT LINK NICHE DI GYI HAI DATE SHEET DOWNLOAD KARNE KE LIYE
DOWNLOAD 10TH & 12TH TIME TABLE | Click Here |
UP Board 10th Class Time Table 2020
18 फरवरी मंगलवार | 8:00 – 11:15 am | Hindi (Initial Hindi)/हिंदी (प्रारंभिक हिंदी) |
20 फरवरी बृहस्पतिवार | 8:00 – 11:15 am | Home Science/गृह विज्ञान |
22 फरवरी शनिवार | 8:00 – 11:15 am | English/अंग्रेजी |
25 फरवरी मंगलवार | 8:00 – 11:15 am | Maths/गणित |
27 फरवरी बृहस्पतिवार | 8:00 – 11:15 am | Social Science/सामाजिक विज्ञान |
28 फरवरी शुक्रवार | 8:00 – 11:15 am | Sanskrit/संस्कृत |
29 फरवरी शनिवार | 8:00 – 11:15 am | Science/विज्ञान |
2 मार्च सोमवार | 8:00 – 11:15 am 2:00 – 5-15 pm | Paiting/चित्रकला, Computer/कंप्यूटर |
Important Links
ABOUT UP BOARD
माध्यमिक शिक्षा परिषद्, उत्तर प्रदेश, प्रयागराज हाईस्कूल एवं इण्टरमीडिएट स्तर की परीक्षाओं को संचालित करने वाली विश्व की एक सर्वौच्च संस्था है।
इस प्रगतिशील युग में नित नवीन तकनीक के उपयोग के बिना प्रगति की कल्पना भी नहीं की जा सकती है। माध्यमिक शिक्षा परिषद् द्वारा भी इसी पथ का अनुसरण करते हुए प्रथम बार अपने पारम्परिक परिवेश से बाहर निकल कर नवीन तकनीकी को अपनाते हुए शैक्षिक सत्र 2013-2014 से अग्रिम पंजीकरण की समस्त कार्यवाहियों को इस नवसृजित वेबसाइट के माध्यम से ऑनलाइन कराया गया, जो कि शतप्रतिशत सफल रहा था। इससे परिषदीय कार्यों की गुणवत्ता एवं विश्वसनीयता में आशातीत वृद्धि हुई। इस सफलता के लिये हम प्रदेश के समस्त शिक्षाधिकारियों एवं समस्त संस्थाओं के प्रधानाचार्यो आदि का विशेष आभार व्यक्त करते है।
[…] UP Board Matric Class 10 Exam Time Table 2020 […]
[…] UP Board Matric Class 10 Exam Time Table 2020 […]
[…] UP Board Matric Class 10 Exam Time Table 2020 […]
[…] Friends, Jaisa ki aap sabhi jaante hain ki abhi up board class 10th ka exam le raha hai aur ye apne date sheet ke anuar up ke alag alag centers par exam aayojit kar raha hai. Aaj 22 Feb 2020 ko English paper ka […]