Result

UP Legislative Assembly Sachivalaya Mains Result 2021 (Out) | Check UP Vidhan Sabha Samiksha Adhikari Cut off & Merit List Online

UP Legislative Assembly Sachivalaya Mains Result 2021:- UP Legislative Assembly Sachivalaya Mains Result 2021 bahut jald ghoshit karne ja raha hai. Uttar Pradesh Legislative Assembly dwara Sachivalaya ke Post par nikali gyi vacancies ke liye aavedan kar chuke candidate jo 24 January 2021 ko aayojit Prelims Exams 2021 ko qualify kiya hai aur UP Vidhan Sabha Sachivalaya Main Exams me participates karne ke liye aavedan kiya hai, ve jald hi http://uplegisassembly.gov.in/ se UP Legislative Assembly Sachivalaya Mains Result dekh sakte hain.

Hamne bhi aapki suvidha ke liye is article me Mains Results check karne ke sath sath ‘UP Vidhan Sabha Samiksha Adhikari Cut Off 2021’ and ‘UP Samiksha Adhikari Merit List 2021’ download link share kiya hai, jo Mains Examination ke liye hai. ‘UP Vidhan Sabha Sachivalaya Mains Exam Result 2021 ke bare me janane ke liye page ko niche scroll karen.

UPDATE:- UP Legislative Assembly Sachivalaya Mains Result Exam Saphaltapurvak Aayojit Karne Ke 1 Ya 2 Week Baad Jaari Kar Diya Jata Hai. Mains Result Dekhne Ke Liye Niche Ke Direct Link Se Official Page Par Visit Kar Sakte Hain.

UP Legislative Assembly Sachivalaya Mains Result 2021

Uttar Pradesh Vidhan Sabha Department ne Advt. No. 01/2020 ke against 07 December 2020 ko Sachivalaya/ Samiksha Adhikari ke Posts par bharti ke liye aavedan jaari kiya tha. Iske sath hi Assistant Review Officer, Editor, Assistant Private Secretary, Security Assistant, and Suchikar ke liye bhi Vacancies nikali gyi thi.

To jin bhi candidates ne in Posts ke liye aavedan karke 24 January 2021 ko aayojit Prelims Exam ko qualify kiya hai, aur iske Mains Examinations me bhag liya hai ve apna Result jald hi online dekh sakenge.

UP Vidhan Sabha Samiksha Adhikari Result 2021 – Details

UP Vidhan Sabha Samiksha Adhikari Mains Results 2021 download karne ke liye direct link ke sath niche step by step tarika share kiya gya hai. Adhik jankari ke liye yaha section ko dekhen.

Department Name Uttar Pradesh Legislative Assembly
Post Name Review Officer/ Samiksha Adhikari
Advertisement No. 01/2020
Date of Prelims Examination24th January 2021
Prelims Result Dates 6th February 2021
Mains Exam Date February/ March 2021
Mains Result Date March 2021 (Expected)
Official Websitehttp://uplegisassembly.gov.in/

UP Legislative Assembly Samiksha Adhikari Cut off Marks 2021

To aapko batate chalen ki UP Legislative Assembly Samiksha Adhikari Mains Exam pass karne ke liye candidates ko minimum cut off prapt karna hoga.

Lekin sabhi candidates ke liye Category & Post Wise Cut off Marks hoga. UP Legislative Assembly Sachivalaya Expected Cut off Marks 2021 ki janch karne ke liye niche diya gya hai.

UP Vidhan Sabha Samiksha Adhikari Cut Off Marks 2021

Name of PostUnreserved (General)OBCSCSTEWS
Editor68********
Stenographer66.2566.25******
Review Officer (RO)89.259085**86.25
Assistant Review Officer (ARO)788068.754976.25
Private Secretary (Assistant)79.50********
Administrator66.75********
Research and Refresh48.50********
Suchikar73********
Security Assistant (Male)71.2575.2560.75**73
Female Security Assistant62********

How to Check UP Vidhan Sabha Samiksha Adhikari Mains Result 2021?

UP Legislative Assembly Sachivalaya Prelims Mains Result 2020 check karne ke liye aap niche bataye gye steps ko follow kar sakte hain.

  • UP Legislative Assembly ke official website par sabse pahle visit karen.
  • http://uplegisassembly.gov.in/
  • Website ke home page se ‘Career Section’ me jayen.
  • Iske baad aapko ‘New & Update’ section me jana hoga.
  • Yaha aapko “UP Vidhan Sabha Samiksha Adhikari Mains Result 2021” ka link dikhadi dega.
  • Ab aapke screen par ek new page open ho jayega.
  • Isme apna Application ID & Password ko enter karke Submit kar den.
  • Aapka Mains Result screen par show ho jayega.
  • Is prakar apna Mains Result online check kar sakte hain.

Useful Link:-

UP Vidhan Sabha Samiksha Adhkari Mains Result 2021:- Click Here (Link will be active soon)

Official Portal:- Link 1. http://uplegisassembly.gov.in/

Download Important Notice:- Click Here

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment