Scholarship UP

UP Scholarship Status 2022 @scholarship.up.nic.in

UP Scholarship Status
Written by A to Z Classes

UP Scholarship Status 2022:- Uttar Pardesh ke Students iske Scholarship ka labh utha sakte hai. Yah pahal Uttar Pradesh Sarkar ke dwara Rajya ke chhtron ko financial help pradan karne ke liye shuru ki gayi hai. Jis suvidha ke tahat Scholarship online provide ki jati hai, Us Scheme ko Saksham naam diya gaya hai. Is scheme ke andar UP ke Lakho students Scholarship ka fyada utha rahe hai, Iske bare me aap puri jankari is Post me dekh sakte hai.

Uttar Pradesh Sarkar dwara Hon’ble Chief Minister Shri Yogi Adityanath ke netritv me shuru ki gayi Scholarship Scheme class 9th,10th, 11th, 12th, UG, PG, Diploma/Certificate aur bhi kai courses ke liye scholarship pradan karti hai. Uttar Pradesh Scholarship 2020 ke liye badi sankhya me students ne application form bhara hai.

Latest Update:- Uttar Pradesh ke students Public Financial Management System ke official site se apne Account no. & Bank name ki madad se UP Scholarship Status check kar sakte hai.

Jo students aarthik rup se kamjor hai, Aur apni padhai nahi kar sakte ve UP Scholarship 2020 ka labh utha sakte hai. UP ke Officials ke dwara Scholarship Payment 26 January 2020 se Batna shuru kar diya gaya tha, Jo students abhi bhi iska labh utha nahi paye, Ve abhi iske liye Onlie Application form bhar sakte hai. Lekin abhi is session ke liye online application form closed ho chuka hai.

Uttar Pradesh Scholarship Status 2022

Uttar Pradesh dwara shuru kiye gaye Scholarship Scheme Program ke liye badi sankhya me aavedan kiya hai. UP Scholarship ke liye 90 Lakhs students ne online aavedan kiya hai, Jisme se 89,57,764 aavedan jama kiye gaye the. Scholarship scheme ka labh uthane ki prakriya me kuch Eligibility Criteria hai. Students ko Scholarship ka labh uthane ke liye Family Income aur important details ke bare me jankari deni hogi.

UP Scholarship ke liye Online Application form bharne ki prakriya samapt ho chuki hai. Hamne is Page par UP Scholarship Status 2020 check karne ka Direct Link provide karya hai. Students iske Public Financial Management System (Ministry of Finance) ke official site se Payment Process ko track kar skate hai. Payment/Scholarship ko track karne ke liye Students ko Account No. ke sath Bank Name darj karna hoga.

Organization NamePublic Financial Management System
Scholarship NameUP Scholarship
Scholarship Scheme 9th,10th, 11th, 12th, UG, PG, Diploma
Mode Of Application FormOnline
Scholarship StatusReleased
Official Website @pfms.nic.in

Uttar Pradesh Scholarship Scheme 2022

Scholarship scheme aam tour par institutions dwara Stdudents ko financial boost dene ke liye pradan ki jati hai. Jo students School/Colleges ka fees nahi bhar sakte, Ve school/college me admission lene se bachte hai. Fundamental right hone ke nate, Pratyek students ko skshit(Educated) hone ka adhikar hai. Is praker UP Government ke dwara studetns ko kai prakar ke Loans aur Scholarship pradan karti hai. Jo unhe apni shiksha jari rakhne me madad karti hai.

Uttar Pradesh ne UP Scholarship scheme shuru ki hai, Jo un students ke liye bahur upyogi sabit hoti hai, Jo fees ka bhugatan nahi kar pate. Is Scheme ke tahat aaveda ke thiti sampt ho chuki hai. Lekin future ke liye, Ham aapko Scheme se sambandhit mahtvpurn jankari pradan karenge. Scheme niche di gayi Class ke liye Scholarship pradan karti hai.

  • Pre-Matric Class 9th-10th.
  • Post-Matric Class 11th-12th.
  • Post-Matric other than UG/PG/Diploma, Certificate Courses.
  • Post-Matric outside the State.

The income eligibility criteria to avail the Scholarship scheme are:

Pre Matric (Class 9th & 10th )
Scholarship SchemeThe income per Anumm.
For General/SC/ST1 Lakhs
For Minorities1 Lakhs
For OBC1 Lakhs
Post Matric (Class 11th & 12th )
Scholarship SchemeThe income per Anumm.
For General/SC/ST2 Lakhs
For Minorities2.5 Lakhs
For OBC2 Lakhs
Post Matric (other than Intermediate)
Scholarship SchemeThe income per Anumm.
For General/SC/ST2 Lakhs
For Minorities2 Lakhs
For OBC2 Lakhs

UP Scholarship Scheme – Skasham

Uttar Pradesh government ke dwara shuru kiye gaye Scholarship scheme ke madhyam se kai Students labh le rahe hai. Saksham Scheme ki shuruat jisme scholarship ka introduction shamil hai. Scholarship program me kai sare students ne application form bhara tha, Jisme se niche di gayi table ke anusar Rupaye diye jata hai.

Monthly Amount
Category For Hostler(Rs/Month) For Day Scholars(Rs/Month)
Category 11200550
Category 2820530
Category 3570300
Category 4380230

How to Check UP Scholarship Fund Status Online?

Jo students iske UP Scholarship Status check karna chahte hai, Ve niche diye gaye simple steps ko follow kar skate hai.

  • Sabse pahle Public Finance Management System ke official site par visit kare.
  • pfms.nic.in
  • Iske homepage par aapko “know your Payments” bale link par click kare.
  • Aap payment status bale page pe chale jaoge.
  • Ab vaha Bank name, Account no., aur scrutiny captcha. ko bhar len.
  • Submit button click karte hi, scholarship scheme payment ka details mil jayega.
  • Aap ise save kar sakte hai.

Official Site:- Click Here

Track Your Payment Status:- Click Here

Uttar Pradesh Scholarship Status 2022 Important Details

Authorityछात्रवृत्ति एवं शुल्क प्रतिपूर्ति ऑनलाइन प्रणाली 
Official Websitescholarship.up.nic.in
Check Status Pre matric (Fresh Student)
पूर्व दशम (नवीन)
Click Here
Check Status Pre matric (Renewal Student)
पूर्व दशम (नवीनीकरण)
Click Here
Check Status Postmatric Intermediate (Fresh Student)
दशमोत्तर (नवीन)
Click here
Check Status Postmatric Intermediate (Renewal Student)
दशमोत्तर (नवीनीकरण)
Click Here
Check Status Postmatric Other than Intermediate (Fresh Student)
दशमोत्तर (नवीन)
Click Here
Check Status Postmatric Other than Intermediate (Renewal Student)
दशमोत्तर (नवीनीकरण)
Click Here
Public Financial Management System (PFMS)pfms.nic.in
Know Your PaymentClick Here
Track Your PaymentClick Here

UP scholarship customer, care phone no. – 0522-2209270, 0522-2288861, 0522-2286199
Toll-free Number. – 18001805131 (Backward Class Welfare), 18001805229 (Minority Welfare)

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment