Sarkari Yojna

Viklang Pension Yojana 2020 – Apply Online Form विकलांग पेंशन योजना (All States)

Viklang Pension Yojana
Written by A to Z Classes

Viklang Pension Yojana 2020:- Viklang Pension Yojana ke tahat sabhi Rajya ke Vikalag (Divyang) logo ke bank ke account me Sarkar aarthik madad ke liye kuch rashi degi. Aap sabhi viklang pension ke bare me puri jankari yaha se prapt kar sakte hai. Is yojana ke labh ke liye aapko iske official website par online application form bharna hoga. Jiske liye yaha direct link share kiya gaya hai. Aur application form bharne ka step by step method bhi share kiya gaya hai.

Sabhi logo ko Pension ka adhikar hai, Vo able ho ya differently able. Differently able logo ke behtar jivan sthiti ke sahayata ke liye, Uttar Pradesh Sarkar ne Viklang Pension Yojana ke rup me financial help dene ka nirnay liya hai. Is yojana ko Viklang Pension Yojana kaha jata hai. Is Yojana ki shuruat 2016 me kiya gaya tha. Aapko is post me Viklang Scheme ke bare me puri jankari pradan ki gayi hai.

Uttar Pradesh Sarkar ka Viklang kalyan kendra Viklang pension yojana chala raha hai. Yah viklang vyaktio Persons with Disabilities (PWDs) ke liye hai. UP viklang pension yojana ke labho ki complete aur latest list varsh 2020-21 tak iske official website @sspy-up.gov.in par uplabdh hai. Koi bhi is Viklang pensio yojana list 2020-21 tak bahut aasaani se prapt kar sakte hai.

UP Viklang Pension Yojana 2020

UP Viklang pension yojana ke tahat, 18 varsh se adhik aayu ke sabhi viklang vyakti (minimum 40% disability) jinka naam akhil bhartiye antim BPL list me aata hai, Ve is yojana ke antargat Rs.500 sahayata rashi prapt kar sakte hai. Eligible candidates UP Viklang Pension Yojana 2020 ke liye online registration form bhar sakte hai. Aur pens ion ki list aur status bhi check kar sakte hai. List aur Status check karne ke liye aap iske official website sspy.up.gov.in par visit kar sakte hai.

Viklang pension scheme list 2020-21 check kar sakte hai niche ke diye gaye Link se, Yah list district, block aur gram panchayat ke aadhar par hai. Yah UP Viklang pension yojana ke labharthio ki puri list timahi aadhar par pratyek labharthi ke registration number, name, father name, gender, age, category, amount & bank ka naam show karti hai.

Viklang Pension Yojana List 2020

विकलांग पेंशन योजना 2020 के तहत सभी राज्य के विकलांग (दिव्यांग) लोगो के बैंक के खाते में सरकार आर्थिक मदद के लिए कुछ रकम देगी, इसके लिए आप वेबसाइट पर रजिस्टर करना होगा, सभी राज्य के अलग अलग वेबसाइट पोर्टल बनाया गया है, आप अपने राज्य के ऑफिसियल वेबसाइट से कर सकते है

Name of ProgrammeViklang Pension Yojana
GovernmentUttar Pradesh
PaymentOnline Mode
SchemesViklangta pension, Vidhwa pension, Vridhavastha pension
Official Websitehttp://sspy-up.gov.in/

Eligibility Criteria

Aap niche se  Viklang Pension Yojana ke eligibility criteria check kar skate hai:-

  • Uttar Pradesh ka nivasi hona chahiye.
  • Aavedak ki Age 18 to 26 ke bich honi chahiye.
  • 40% se adhik vikalngata vale vykati.
  • Monthly income 1000 se kam honi chahiye.

Non-eligible persons

  • Agar ek viklang vyakti ko koi dusri pension mil rahi ho.
  • Three-wheel or four-wheel vehicle ka malik.
  • Government sectors me kaam karne vala vyakti.

How to Apply For UP Viklang Pension Yojana Online

Jo candidate UP Handicapped / Viklangjan Pension Scheme 2020 ke liye online application form bharna chahte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow kare:-

  • Sabse pahle diye gaye Link se iske official site par visit kare.
  • @sspy-up.gov.in
  • Iske homepage par ”विकलांग जन पेंशन” ke link par click kare.
  • Aur fir vaha “ऑनलाइन आवेदन करें” ke link par click kare.
  • Application form aapke samne show ho jayega.
  • Aur fir vaha se sahi tarike se form bhar den.
  • Form bharne ke bad Submit button par click kar den.

How to Check UP Viklang Pension List 2020-21?

Yadi aap UP Viklang Pension List 2020-21 check kar na chahte hai, To niche diye gaye Link aur bataye gaye Steps ko follow kar iska List check kar sakte hai:-

  • Sabse pahle niche diye gaye Link se iske official site par visit kare.
  • http://sspy-up.gov.in/HandicapPension
  • Iske homepage par aapko “पेंशनर सूची (2020-21)” dikhegi, Us link par click kare.
  • Aur fir aapse “जनपद”, block “विकासखण्डं”, gram panchayat “ग्राम पंचायत” pucha jayega.
  • Vaha se aap iski Viklang Pension List check kar sakte hai.
  • Aap vaha se apana sara details dekh sakte hai.

Jo aavedak Uttar Pradesh aur any Rajyo ki Viklang Pesnsion Yojana ke liye register hai, ya unhone hal me hi is Yojana ke liye aavedan kiya hai. Ve upar di gayi Steps ko follow karke apna naam online list me dekh sakte hai.

Viklang pension list 2020-21 or handicap pension report ab district wise list me uplabdh hai. Aap apana naam list dekh sakte hai, Yadi aapka naam us list me shamil hai, To aap isa yojana ka labh utha sakte hai. Aur yadi aapko apna Naam list se khojne me problem aa rahi hai, To use comment me jarur puchhe.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

5 Comments

Leave a Comment