Sarkari Yojna

WB Krishak Bandhu List 2021: Check Beneficiary List, Status, Death Benefits

WB Krishak Bandhu List 2021:- Jaisa ki aap jante honge West Bengal Government ne state ke Kisano ke liye Krishak Bandhu Scheme launched ki thi. Government dwara Agriculture Department ke tahat is Scheme ko launched kiya gya tha. Jiske antargat West Bengal ke Kisano ko different different types ka labh diya jata hai. Aapko bata den ki West Bengal Krishak Bandhu Scheme ke State Govt. Kisano ko per year Rs. 2,000 to 5,000/- tak financial help pradan karti hai. But iske liye farmers ko eligible hona jaruri hai tabhi is Scheme me register karke benefits le sakte hain.

To WB Krishak Bandhu Scheme Online Registration 2021 shuru ho chuka hai. Aur registered farmers ka WB Krishak Bandhu list 2021 jari kar diya gya hai check kar sakte hain hamare is website se. Iske alava Online Registration kar sakte hain agar nahi kiya hai to is article me hamne sabhi details share kiya hai. Aap sabhi ke liye niche online portal ka link bhi provide karaya hai.

WB Krishak Bandhu List 2021

Chief Minister of West Bengal Mamta Banerjee ke dwara Agriculture Department ke through launched ki gayi Krishak Bandhu Scheme ke tahat registered state’s farmers ko different different labh di jati hai. Is Scheme me 1 acre se adhik landholding bale kisano ko basically (Rabi & Kharif Season) me sahayata ke liye Rs. 5000/- tak di jati hai.

Itna hi nahi WB Krishak Bandhu Yojana me registered farmers ko agar death ho jati hai to uske family members ko 2 lakh rupees tak financial help di jati hai. Is scheme ke tahat sirf 10-60 Years tak age bale Kisano ko labh ka avsar milta hai. Iske sath hi atleast 1 or 2 acre land hona jaruri hai.

Krishak Bandhu Scheme 2021 – Highlights

Name of Scheme West Bengal Krishak Bandhu Scheme
Launched By.State Government of West Bengal
Registration ModeOnline
Beneficiary List Available Now
Objective Providing benefits to the farmers of the state
Status Given Below
Official Website https://krishakbandhu.net/

West Bengal Krishak Bandhu Scheme Objective

To West Bengal Krishak Bandhu Scheme ka main udeshya state’s farmers ko benefits pahunchana. Aap jante honge ki natural disasters ke karan kisan ke fasal ko jyada prabhavit karta hai, jiske karan kafi nuksan hota hai. Kisan ke financial conditions ko bhi loss karta hai. Inhi sab loss or unwanted situations se niptane ke liye WB Govt. ne Krishak Bandhu Scheme launched kiya hai, Jinka labh kisan ghar baithe utha sakte hain. Ab aap is tarah se Registration kar sakte hain, and Beneficiary List & Status bhi check kar sakte hain.

WB Krishak Bandhu Scheme Eligibility

  • West Bengal ka ek permanent citizen hona chahiye.
  • Applicant’s ke pass 1 or 2 acre land honi chahiye.
  • Iske alava farming practices me regularly shamil hona chahiye.
  • WB Krishak Bandhu Scheme Amount milne ke bad agricultural practices jari rakhna chahiye.

Documents Needed for Death Benefit

  • Farmer name
  • Wife/Son name
  • Address
  • Age of claimant
  • Farmer’s death date
  • ID Proof number
  • Land Details
  • And Other Important Document

How to Check Beneficiary List in Krishak Bandhu 2021?

Krishak Bandhu List 2021 janch karne ke liye niche diye gaye steps ko follow karen.

  • Sabse pahle WB Krishak Bandhu ke official website par visit karen.
  • I.e. https://krishakbandhu.net/
  • Website ke home page se “Beneficiary List” option par click karen.
  • Iske bad District & Block enter karen.
  • Ab Submit button par click kar den.
  • Krishak Bandhu List 2021 screen par show ho jayega apna name check kar sakte hain.

How to Register in WB Krishak Bandhu Scheme 2021?

  • Sabse pahle WB Krishak Bandhu ke official website par visit karen.
  • I.e. https://krishakbandhu.net/
  • Iske home page se “Farmers Registration” link par click karen.
  • Ab ek login page open ho jayega, apni User ID & Password enter karke login karen.
  • Ab computer screen par ek application form open ho jayega.
  • Application form me personal and family members details enter karen.
  • Iske bad required document upload kar den.
  • And last me Submit button par click kar den.

Important Links

Beneficiary List CLICK HERE
Online Register CLICK HERE
Official Website CLICK HERE

We hope you have got all the information about WB Krishak Bandhu List 2021 in this article. But if you have any query related to this scheme in your mind then you can ask in the comment box.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment