Jankari

AP Grama Sachivalayam Salary 2020 – Postwise Salary + Grade Pay

AP Grama Sachivalayam Salary
Written by A to Z Classes

AP Grama Sachivalayam Salary 2020:- Yadi aap Andhra Pradesh me Grama Sachivalayam ke liye nikali gayi vacancy ke liye taiyari kar rahe hai, To aap jarur iske alag alag Post ke liye Salary janna chahte honge. Aap yaha se sabhi post ke liye AP Grama Sachivalayam ka Salary dekh sakte hai. Gram Sachivalayam ke alag alag Department me 16000 se adhik Vacancy hai. Hamne aapko AP Gram Sachivalayam Salary Scale pradan kiya hai.

Aap Andhra Pradesh ke Gram Sachivalayam ke liye nikali gayi vacancy ke liye aavedan kar sakte hai. Lekin usse pahle aap check kar sakte hai, Ki kis Post par kitni Salary milti hai, Aap usi anusar application form bhar sakte hai. Hamne 7th Pay Commission ke anusar Salary scale provide kiya hai. Aap niche Gram Sachivalayam ke liye Post wise list bhi dekh sakte hai, Aur apne eligibility ke anusar iske liye aavedan bhi kar sakte hai.

एपी ग्राम सचिवालयम वेतन 2020 पदवार वेतनमान, ग्रेड सैलरी यहाँ प्रदान किया गया है। आप यहाँ से सभी पदों के लिए एपी ग्राम सचिवालयम वेतन की जाँच कर सकते हैं। विभिन्न विभागों में 16000 से अधिक रिक्तियां हैं। नौकरी के लिए आवेदन करने से पहले प्रत्येक उम्मीदवार जानना चाहता है कि इन पदों के लिए वेतन क्या है। तो, हमने आपको एपी ग्राम सचिवालयम वेतनमान प्रदान किया है।

AP Grama Sachivalayam Salary 2020

Andhra Pradesh Grama Sachivalayam me pratyek Post ke liye Salary alag alag hota hai. Is Article me hamne Panchayat Secretary, Village Revenue Officer, ANM/ Multi-Purpose Health Assistant, Fisheries Assistant, Horticulture Assistant, Agriculture Assistant, Sericulture Assistant, Mahila Police, Engineering Assistant, Digital Assistant, Village Surveyor, Welfare aur Education Assistant, Animal Husbandry Assistant ke salary pradan kiye hai.

Post wise AP Grama Sachivalayam Salary niche diya gaya hai. Aap yaha diye gaye Salary ke anusar aap is vacancy ke liye aavedan kar sakte hai. Aur aapke aasani ke liye Check kar sakte hai ki aap kis Job ke liye aavedan karna chahte hai. Hamne 7th Pay Commission ke anusar Salary ka detail pradan kiya hai. Is Salary Detail ko Official notification se collect kiye jate hai. Aur ham Salary me kisi bhi achanak badlav ke liye jimedar nahi hai. Niche se aap AP Grama Sachivalayam ka Latest Salary dekh sakte hai.

AP Grama Sachivalayam Panchayat Secretary Salary

Andhra Pradesh ke official notification ke anusar Panchyat sachiv (Panchayat Secretary) ke liye Salary 15030 – 46060 INR hoga. Ek bar jab ek Candidate ko Panchayat Sachiv ke rup me chune jane ke bad, Use pahle 2 Varsh tak prati mahine Rs 15000 ka bhugtan kiya jayega. Ye 2 Saal probation period honge. Ek bar jab koi candidate in 2 Varsh ko safltapurvak pura kar leta hai, To uske Salary ka bhugtan 7th Pay Commission ke anusar kiya jayega.

Probation period ke bad Panchyat Sachiv ke hath me Salary lagbhag Rs 25000 prati mahine hoga.

AP Grama Sachivalayam Village Revenue Officer Salary (VRO)

VRO Andhra Pradesh me sabse reputed jobs me se ek hai. Village Revenue Officer ka initial salary – VRO pahle 2 Varsh ke liye prati mahine Rs 15000 hoga. In 2 varsho ko probation period mana jayega. In 2 varsho ko pura ho jane ke bad, VRO ko uski salary range 14,600- 44870 INR se milni shuru ho jayegi. In hand salary 25000 prati mahine hogi.

ANM/ Multi-Purpose Health Assistant salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 26050

Fisheries Assistant Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 25200

Horticulture Assistant Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 24600

Agriculture Assistant Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 24560

Sericulture Assistant Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 25000

Mahila Police Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 24360

Engineering Assistant Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 26600

Digital Assistant Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 26000

Village Surveyor Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 24500

Welfare and Education Assistant Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 25000

Animal Husbandry Assistant Salary

PeriodSalary in INR
Probation period (1st 2 years)15000
After Probation14,600-44,870
In-hand salaryApprox 25000

Official Website:- Check here

Jaisa ki aap upar diye gaye Table me dekh sakte hai ki AP Gram Sachivalayam ke har Post Panchayat Secretary, Village Revenue Officer, ANM/ Multi-Purpose Health Assistant, Fisheries Assistant,  Horticulture Assistant, Agriculture Assistant, Sericulture Assistant, Mahila Police, Engineering Assistant, Digital Assistant, Village Surveyor, Welfare and Education Assistant, Animal Husbandry Assistant ke liye Salary lagbhag same hai.

Har Post ke liye Probation period aavashyak hai, Aur patyek paas candidate ko iski seva deni hogi. Probation period ke bad Salary badhaya jayega aur 7th Pay Commission ke anusar Salary ka bhugtan kiya jayega.

Yadi aapko AP Grama Sachivalayam Salary ke bare me koi problem hai, To niche apna problem comment me puch sakte hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment