Contents
Bihar Berojgari Bhatta Online Form 2023 :- Bihar Sarkar ke dwara shuru ki gayi मुख्यमंत्री निश्चय स्वयं सहायता भत्ता योजना ke antargat Bihar ke yuva berojgaro ko aarthik madad ke rup me Rashi sahayta ki jati hai. Bihar me rojgar talashne bale berojgaro ko 2 varsh tak rashi pardan ki jati hai. Yadi aap bhi Bihar Rajya se hai, Aur is Sarkari Yojaka ka labh uthana chahte hai, To is Article ke dwara aap is Yojana ki puri jankari prapt kar sakte hai.
Bihar Sarkar ke dwara मुख्यमंत्री निश्चय स्वयं सहायता भत्ता योजना ke registration centre ka Trial run 15th September 2015 se shuru kiya gaya tha, Aur iska formal rup se 2nd October 2016 se sanchalan prarambh kiya gaya. Is Yojana me Education Department, Planning and Development Department aur Labor Resources Department ke dwara Bihar Rajya ke berojgaro jo 20 se 25 Varsh ke berojgar yuva hai, Unko rojgar talashne ke douran prati mahine Rs1000 diye jayenge kul 2 Varsho tak.
बिहार मुख्यमंत्री निश्चय स्वयं सहायता भत्ता योजना (Bihar Berojgari Bhatta) ke liye Online Registration kiya jata hai, Jo ki aap is post ki madad se ghar biathe Registration kar sakte hai. Bihar Berojgari Bhatta ka online registration ke bad District Registration and Counseling Center me jakar apne Documents ko janch karvani hoti hai.
योजना का नाम | बिहार बेरोजगारी भत्ता |
शुरू की गयी | मुख्यमंत्री नितीश कुमार |
लाभार्थी | राज्य के बेरोजगार युवा |
उद्देश्य | बेरोजगार युवाओ को बेरोजगारी भत्ता प्रदान करना |
आवेदन प्रक्रिया | ऑनलाइन |
ऑफिसियल वेबसाइट | https://www.7nishchay-yuvaupmission.bihar.gov.in/ |
Bihar Berojgari Bhatta Registration 2023
Bihar Rajya Sarkar ke dwara soch samjhkar “Chief Minister Fixed Self-Help Allowance Scheme” shuru karne aur implement karne ka nirnay liya gaya hai. Is Yojana ka कार्यान्वयन Implementation Planning and Development Department ko soupa gaya hai. मुख्यमंत्री निश्चय स्वयं सहायता भत्ता योजना ke safltapurvak aayojan ke liye pratyek District headquarter me District Registration and Counseling Center sthapit kiya gaya hi.
Is Yojana me 20 se 25 varsh aayu varg ke 12th Passed verojgar students ko rojgar talashne ke douran sway sahatya ki rashi pradan ki jayegi. Self-help allowance ki rashi ka bhugtan yogya aavedan ko pratimah 1000 Rupaye ki dar se adhiktam 2 Varsh tak kiya jayega.
Berojgari Bhatta Online Form 2023
Article | Bihar Berojgari Bhatta Online Registration 2023 |
Name of Yojana | मुख्यमंत्री निश्चय स्वयं सहायता भत्ता योजना |
State | Bihar |
Chief Minister | Nitish Kumar |
Start Date of Yojana | 02nd October 2016 |
Mode of Apply | Online Mode |
Document Verification | Offline in Center |
Official Website | Click Here |
बिहार मुख्यमंत्री निश्चय स्वयं सहायता भत्ता योजना
Chief Minister’s Self-Help Allowance Scheme Ke Liye Yogyta
- Bihar Rajta ke 20 se 25 Varsh ke yuva varg jo berojgar hai, Ve is yojana ke liye apply kar sakte hai.
- Berojgar aavedak ko 12th Inter pass hona jaruri hai.
- Aavedak ko Bihar Rajya ka sthyi nivasi hona chahiye.
- Aavedak ko kisi bhi prakar ke aur scholarship/student credit card/education loan ki sahayta nahi mili ho.
- Aavedak ko koi bhi government or non-government employment prapt nahi ho.
- Aavedak ko jis din temporary employment or self-employment mil jayega, Us din unka scholarship rok diya jayega.
- Is yojana ka labh uthane ke liye labor resources department ke dwara sanchalit basic language communication aur basic computer knowledge prapt hona chahiye.
How To Apply For CM’s Self-Help Allowance Scheme Online?
Yadi aap Chief Minister’s Self-Help Allowance Scheme ke liye online registration karna chahte hai, To Niche diye gaye link aur bataye gaye Steps ko follow kar online registration kar sakte hai.
- Sabse pahle online aavedan karne ke liye iske official website par visit kare.
- Website
- Iske homepage par New Registration par click kare.
- Registration form me Name aur Mobile no. dal den.
- OTP submit karne ke bad aapko Username aur Password diya jayega.
- Log.in karne ke bad iska Application form bhar sakte hai.
- Iska application form bharne ke bad, iska Print out nikal len.
- Aur fir “District Registration and Counseling Center” par janch kara len.
Documents required for Bihar Berojgari Bhatta
- Class XII Certificate
- Class 10th Certificate
- Date of Birth in 10th Certificate
- Residential certificate
- Bank passbook
- Aadhar Card
- And other papers.
Important Link:-
Apply Online | Registration Login |
Official Notice | Download |
Step By Step Information | Download |
Official Notice | Website |
Check This Bihar Scholarships:-
Garib h jee
Garib h z bahot cast se jindagi katte h har chiz ke liy sochna padta h
mere pass koi Kam nahi h
Bihar rozgari
Bahot garib h khane pine ke liy taras jate h