Sarkari Yojna

Elabharthi Bihar Virdha Pension List 2023- स्टेटस चेक करें @elabharthi.bih.nic.in

Written by A to Z Classes

Elabharthi Virdha Pension List 2023:- Bihar ke jin logo ne Virdha Pension ke liye online aavedan kiya hai, Ve apne aavedan aur payment status elabharthi.bih.nic.in par dekh sakte hai. Yah ek Online website hai jise Bihar Sarkar aur NIC ke dwara Application aur Payment ki Status check karne ke liye kiya gaya hai. Aap is official portal par Bihar Sarkar dwara shuru ki gayi aur bhi kai Yojanao ke bare me jan sakte hai.

Aavedak apne Virdha Pension Application ki status online @elabharthi.bih.nic.in par Application Number/Mobile Number/ Beneficiary Id/RTPS Number ka upyog karke check kar sakte hai. Aap apne register Mobile number ki madad se payment status ki transfer status check kar sakte hai. Aap is official website par kai yojano ki status check kar sakte hai jaise ki:-

  • Viklangta pension,
  • Vidhwa pension,
  • Vridhavastha pension

Elabharthi Bihar Virdha Pension

Yadi aapne bhi Bihar Virdha Pension ke liye online registration karbaya hai, Unke liye Elabharthi ke portal par ek list taiyar karti hai, Jiske anusar Vridha Logo ko aarthik sahayata ke rup me Rashi pradan ki jati hai. Aap yaha diye gaye Direct Link ki madad se Bihar Virdha Pension List 2023 check kar sakte hai.

Name of ProgrammeE-Labharthi Bihar
GovernmentBihar
Payment Online Mode
SchemesViklangta pension, Vidhwa pension, Vridhavastha pension
Official Website elabharthi.bih.nic.in
Website StatusUnder Maintenance

Elabharthi Bihar Pension Payment Status

Aap Viklangta pension, Vidhwa pension, Vridhavastha pension ka Payment Status ki janch kar sakte hai. Aavedako ko Viklangta pension, Vidhwa pension, Vridhavastha pension ki payment status janch karne ke liye Elabharthi ke official website par jana hoga aur Application number/Mobile number bharna hoga.

Elabharthi Bihar Pension Application Status

Aap Viklangta pension, Vidhwa pension, Vridhavastha pension ka Application Status ki janch kar sakte hai. Aavedako ko Viklangta pension, Vidhwa pension, Vridhavastha pension ki application status janch karne ke liye Elabharthi ke official website par jana hoga aur Application number/Mobile number bharna hoga.

How to Check Elabharthi Pension Payment List 2023?

Aap apna Payment Status aur List Elabharthi ke official website se check kar sakte hai. Payment status Check karne ke liye niche diye gaye link aur bataye gaye Steps ko follow kare:-

  • Sabse pahle niche diye gaye Link se iske official site par visite kare.
  • Iske homepage par Payment Status ke Tab par click kare.
  • Aab vaha Check beneficiary payment status ke link par click kare.
  • Ab vaha Mobile Number/Application Number/RTPS Number bhar den.
  • Aap apna Payment List check kar sakte hai.

Official Website:- Visit Elabharthi

Aur is prkar aap sabhi Elabharthi Bihar Virdha Pension List 2023 check kar sakte hai, Aur bataye gaye steps se payment status bhi check kar sakte hai. Yadi aapko abhi bhi Payment Check karne se juri koi problem aa rahi ho to, To use comment me jarur puchhe.

Check These Bihar Government Scheme:-

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment