Contents
EBC Scholarship Bihar Puri Jankari Hindi Me:- Hello Friends, Bihar scholarship un students ko ek educational opportunities provide karti hai, Jo Bihar Rajya me sthayi rup se rahte hai. Bihar sarkar aur Shikha vibhag rajya ke yogy aur gareeb vidbano ke liye bahut sari Scholarship prdan karti hai. Scholarship ka mukhya udeshya Students ko kisi bhi financial situation ke bavjud padhne me sahyata karna hai. Ye saari jankari http://bcebcwelfare.bih.nic.in/ par uplabdh hai.
Scholarship ka udeshya Rajya ke BC-EBC Students ko unki higher education ka samarthan karne ke liye financial sahyata prdan karti hai. Is Article me aap sabhi ke liye Extremely Backward Class Scholarship, Bihar ke bare me puri jankari di ja rahi hai. Aap EBC Scholarship ki puri jankari ke sath sath ise kaise Apply kare iske bare me bhi puri jankari di gayi hai.
Isliye Bihar Board EBC Scholarship 2022 ke liye Online aavedan karne karne ke ichhuk sabhi students Bihar EBC Scholarship 2022 ki last date se pahle apna Scholarship form bhar sakte hai. Official dwara iske Application form jari kar diye jane par niche diye gaye Direct Link ko Active kar diya jayega.
EBC Scholarship Bihar 2022
Yaha Bihar Sarkar ke dwara sabhi Scholarship ke bare me puri jankari di gayi hai, Aap isme kisi bhi Scholarship ke liye aavedan kar sakte hai, Lekin uske niche di gayi Eligibility ke anusar hi. Isme sabse jayda fyada Extremly Backward Class ke students ko fyada hogo.
Organization Name | National Scholarship Portal (NSP) |
Scholarship Name | Bihar Scholarship |
Type of Facility | BC – EBC Scholarships |
Mode Of Application Form | Online |
Official Website | scholarships.gov.in |
Chief Minister Medhavi Yojana, Bihar, for EBC/ BC Students
- Jin students ne Bihar School Examination Board ke dwara aayojit ki gayi Class 10th ke Exam me First Class (over 60% marks) ke sath pass hote hai, Ve is scholarship ke liye aavedan kar sakte hai.
- EBC ke students ke liye Family annual income 1.50 Lakh se kam honi chahiye.
Post Matric Scholarship (PMS), Bihar for OBC/ SC/ ST Students
- Matric ke bad (Class 11 se Postgraduation level tak) me padhne vale students is Scholarship ke liye aavedan kar sakte hai.
- Family annual income 2.50 Lakh (SC/ ST candidates) aur 1 Lakh (OBC candidates) se kam honi chahiye.
- Is scholarship me aavedan karne se pahle unhe dhyan rakhna hai ki ve koi aur scholarship ka labh na utha rahe ho.
- Aur aavedan karne bale students apne pichle sare Qualifying Exam pass kar liye ho.
Bihar Scholarship List PDF
- Post Matric Scholarship (PMS) For OBC/ SC/ ST Students, Bihar
- Pre-Matric Scholarship for OBC Students
- Chief Minister Medhavi Yojana for EBC/ BC Students, Bihar
- BTSE Bihar Talent Search Examination
- Combined Counselling Board (CCB) Scholarship, Bihar
How To Submit Bihar Scholarship Application Form 2022 Online?
Bihar EBC Scholarship 2022 Application form bharne ke liye aap niche ke diye gaye Links ka upyog kar sakte hai. Aur bataye gaye Steps ko follow kar sakte hai.
- Sabse pahle diye gaye Link se iske Official site par visit kare.
- @scholarships.gov.in.
- Ab vaha Bihar Scholarship Application Form bale Link par click kare.
- Application Form ko sahi se bharne ke bad ise submit kar den.
- Ab iska ek print nikal le.
For More Details – Bihar Scholarships 2022: Click Here
For New Registration – Click Here
Already Registered Candidates – Log in Here
For Renewal Bihar Scholarship Login – Click Here
Documents Required For Application Form
- Category Certificate
- Family Income Certificate
- Bank Passbook
- Last Qualifying Exam Mark Sheet
- Annual Non Refundable Amount
- Enrollment Number
- Student ID Proof
- Fee Receipt Number
- Domicile Certificate
- Aadhar Card Number
- Latest Passport Size Photograph