Admission

Kendriya Vidyalaya Admission Online Form 2022 पूरी जानकारी

Kendriya Vidyalaya Admission
Written by A to Z Classes

Kendriya Vidyalaya Registration Form 2022:- Kendriya vidyalaya bahut jald hi Session 2022 ke liye Online Registration ki prakriya shuru karega. Desh ke sabhi Kendriya Vidyalaya me me Admission ke liye Official Notification agale saptah tak jari kar diya jayega. Jiske bare me puri jankari aap is Post se prapt kar sakte hai.

Aapko bata den Kendriya Vidyalaya 1st, 2nd, 3rd, 4th, 5th, 6th, 7th, 8th, 9th, 10th, 11th, 12th Class ke liye Admission pradan karta hai. Yah Central government ke employee jaise Defence and Para-military personnel ke bache(Children) ke liye hai. Candidates March mahine me Kendriya Vidyalaya me admission le sakte hai.

Kendriya Vidyalaya ke Admission form 2022-21 ki jankari yaha uplabdh hai KVS admission process 2022 jald hi shuru hoga aur iski admission ki prakriya Online hogi. Ab niche ke diye gaye Link se iske Application form ke bare me puri jankari prapt kar sakte hai.

तो केंद्रीय विद्यालय में एडमिशन के लिए यहाँ पर पूरी जानकारी दी जा रही है. यहाँ से आप इसके एडमिशन फॉर्म को डाउनलोड कर सकते हैं या फिर डायरेक्ट ऑनलाइन फॉर्म भर सकते हैं इसके ऑफिसियल साईट से. KVS Admission 2022 Online Form.

Kendriya Vidyalaya Admission Form 2022-21 की जानकारी

Kendriya Vidyalaya KVS me kuch aavashyak badlav aur sansodhan kar raha hai. Union State ke dwara official notice me likha gaya hai ki badlab aur sansodhan kiye jane ke turant bad, Admission process shuru ho jayegi. Adhik jankari ke liye aap KVS ke Official website par visit kar sakte hai.

Kendriya Vidyalaya me preference ke anusar admission di jaati hai aur iske preferences ko nihce ke list me aap dekh sakte hain.

  • 1st Preference –  Central Govt employees ward.
  • 2nd Preference – Army and Ex-Army’s children.
  • 3rd Preference – Government employees’ children.
  • 4th Preference – Single girl child quota.
  • 5th Preference -Private or self-employed personnel.
Org NameKVS (Kendriya Vidyalaya Sangathan)
ClassesClass I to XI
Application ModeOnline
Registration for 1 to 10Coming Soon
Registration for Class XIBoard Result Ke Baad
Official Websitekvsonlineadmission.in

KVS Admission Form Age Limit क्या है

Apna Registration Online karne se pahle, bas yah sunischit kar le ki KV School me Admission lene ke liye eligibility condition ko pura karna chahiye. KV School me Class 1 me Admission lene ke liye bache ka kam se kam 5 Years hona jaruri hai.

Niche table me maximum aur minimum age di gayi hai, Aap KVS Admission Form 2022-21 ke liye eligibilty criteria check kar le.

ClassMinimum AgeMaximum Age on 31st March
10507
20608
30709
40810
50911
61012
71113
81214
91315
101416

Kendriya Vidyalaya में एडमिशन के नियम क्या हैं

  • Registration KVS ki aadhikarik website kvsonlineadmissions.in par Online aayojit ki jayegi.
  • Kendriya Vidyalaya me admission lene ke liye Online registration karana hota hai.
  • Registration form free of cost uplabdh karaye jayenge, Aur class 11 ke liye registration form class 10th ki result jari ho jane ke bad jari kiya jayega.
  • Class 1 ke Registration ke liye aavashyak document Birth certificate hai.
  • Dusre class ke Registration ke liye, Transger Certificate ka mang kiya jayega.
  • Class 1 ke Admission me 15% Seat SC ke liye aur 7.5% Seat ST ke liye Reserved hota hai.
  • Class 2 se Class 12 ke liye, Parents aur students yaha se official notification dekh sakte hai.
  • Sabhi students registration form ki prakriya jald se jald pura karna hoga, Kyunki last date ke bad iska Form accept nahi kiya jayega.

Important Points For Admission in Kendriya Vidyalaya

  1. Ek hi School me 2 bachon ko Admission dilane ke liye Registration karba skate hai.
  2. Ek aavedak 2 School me Registration form bhar sakte hai, Jaha seat khali hoga vaha unhe Admission de diya jayega.
  3. Form bharte samy agar koi gadbadi hui ho, To aap registration edit bhi kar sakte hai. Aur nahi to iske liye dobara online registration karba sakte hai.
  4. Kendriya vidyalaya me sirf aur sirf Central government ke employee ko hi Admission diya jata hai.

KVS Admission के लिए फॉर्म कैसे भरें?

  • Aap KVS me admission ke liye KVS ke official site par visit karen jiska direct link niche diya gya hai.
  • Uske baad Aap jis bhi class ke liye register karna chahte hain kar len.
  • Ab baaki ke sabhi personal details ko bharen.
  • Required documents ko upload karen.
  • Aur Final Submit kar den.
  • Jyada Jankari ke liye Iske Admission Guidelines ko Yaha se download kar len.

Official Website of KVS:- kvsonlineadmissions.in

KVS Admission Fee Structure

1Admission FeeRs. 25.00
2Re-Admission FeeRs 100.00
3Tuition Fee
3(a)Class IX & X (Boys)Rs 200.00
3(b)Class XI & XII Commerce & Humanities (Boys)Rs 300.00
3(c)Class XI & XII Science (Boys)Rs.400.00
4Computer Fund
4(a)Class III onwards wherever Computer Education is being impartedRs 100.00
4(b)Computer Science Fee. (for elective subjects) + 2 stageRs 150.00
5Vidyalaya Vikas Nidhi (Classes I – XII)Rs. 500.00

To upar ke diye gaye Link se aap KV School me kisi bhi Class ke liye Admission le sakte hai. Admission se juri Application Form ke ke Notification ke liye aap iske official site par regular visit kar sakte hai. Aur jaise hi iska notification jari kiya jata hai, Yaha use Update kar diya jayega.

Kendriya Vidyalaya se juri koi bhi saval ka javab ke liye aap niche Comment me puch sakte hai.

इसके अलावे आप सभी को बताना चाहेंगे की यदि आप “सरकारी नौकरी” “एडमिट कार्ड” “रिजल्ट” “करंट अफेयर्स” “जीके क्विज” इत्यादि की ताजा अपडेट सबसे पहले पाना चाहते हैं तो आप atozclasses.com को अपने मोबाइल या कंप्यूटर में बुकमार्क कर लें तथा निचे के दायें साइड में स्थित ‘घंटी’ पर क्लिक करके इसका नोटिफिकेशन पर क्लिक करके Allow कर दें. आगे से सिर्फ गूगल पर सर्च करें ATOZCLASSES.COM

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment