JOBS

Bihar NIOS Teacher Recruitment 2020 – CTET/ D.El.Ed Passed Online Registration

Bihar NIOS Teacher Recruitment 2020:- Hello Guys, Kya aap D.El.Ed Course pura kar chuke hain aur Bihar me Teacher Bharti Application Form ke liye kafi din se wait kar rahe hain. To is article me bahut hi mahatvapurn jankari lekar aaya hun jo aapke liye kafi upyogi sabit hone bali hai.

Jin Students ne Saphaltapurvak Diploma in Elementry Education (D.El.Ed) Course pura kar liye hain aur vah Teachers Eligibility Test (TET) ya Central Teacher Eligibility Test (CTET) ko bhi Clear kar chuke hain, To vah Bihar National Institute of Open Schooling (NIOS) ke madhyam se liye ja rahe Bihar Teacher Bharti 2020 ke liye Online Registration kar sakte hain.

Is Post me aap sabhi ke liye Bihar NIOS Teacher Recruitment 2020 se Sambandhit sabhi jankari jaise Important Dates, Elegibility Criteria, Application Process, Ityadi Mahatvpurn Jankari Share kiya ja raha hai.

Bihar Teacher Recruitment 2020 – Overview

OrganizationNational Institute of Open Schooling (NIOS)
Article NameBihar NIOS Teacher Bharti – CTET/ D.El.Ed Passed
Total VacanciesNot Mentioned
Name of PostTeacher
Start Online Appliction15 June 2020
Mode of ApplicationOnline
AuthorityBihar Education Department
Official WebsiteNIC Website of District

Bihar NIOS Teacher Bharthi 2020 Update

Aapko bata den ki yah Bihar National Institute of Open Schooling (NIOS) Teachers Recruitment 2020 Mukhy Roop se D.El.Ed Aur TET/ CTET Course Passed kar chuke Candidates ke liye jaari kiya gya hai, Jiske liye Aavedan Prakriya Online madhyam se 15 June 2020 se Start hone ja raha hai. Agar aap bhi iske liye eligbile hain to District ke NIC Website se Application Form online bhar sakte hain.

Latest Update:- जो भी उम्मीदबार NIOS के माध्यम से प्राप्त सेवाकालीन प्रशिक्षण की डिग्री D.El.Ed की मान्यता प्राप्त कर चुके हैं, वे अपने जिले की एनआईसी वेबसाइट के माध्यम से ऑनलाइन बिहार शिक्षक भर्ती के लिए आवेदन फॉर्म भर सकते हैं. आवेदन फॉर्म भरने की प्रक्रिया 15/06/2020 यानि इसी महीने में शुरू होने जा रहा है, जो छात्र को इसके लिए योग्य हैं वो इसके अंतिम तिथि 14/07/2020 से पहले इसके लिए आवेदन कर सकते हैं.

National Institute of Open Schooling (NIOS) Teacher Bharti

NIOS Se D.El.Ed karne bale Students ko hi Teachers me Niyojna ka Labh mil payega, Jo TET Ya CTET Saphaltapurvak Pass kar chuke hain.

Aur Bata den ki Highcourt ke dwara Sirf D.El.Ed Teachers ko hi Niyojan me Shamil karne ka aadesh kiya gya hai, iska Benefit Lagbhag 50,000 Se adhik Teacher ko hone bala hai.

Is Teacher Recruitment 2020 me Private School ke liye Jo CTET Pass kar chuke hain unhe hi Primary and Middle School ke Niyojan me bhi Aavedan karne ka Mauka mil payega. Jabki Sarkari school ke un sabhi Teachers ko Fyada milega jo Class 6th se 8th tak ke Teacher Niyojan ke liye Application Form bharna chahte hain.

NIOS Bihar Teacher Bharti Important Dates

Starting Date Of Application15/06/20 June
Last Date To Apply Online14 July 2020
Prepartion of Merit List18 July
Approval of Merit List By Planning Committee21 July
Publication Of Merit List Date23 July
Objection To Merit List24th July to 07th Aug
Final Publication of Merit List Date10 Aug 2020
Approval of Merit List By District13Aug to 22 Aug
Publication of Merit List25 Aug 2020
Construction of Counselling And Selection List Dates28 Aug
Employment Letter Issue Date31 August 2020

Important Information NIOS Bihar Teacher Bharti 2020

Download NotificationDownload
Official WebsiteClick Here

Agar aap Bihar NIOS Techer Recruitment 2020 se Sambandhit aur koi jankari prapt karna chahte hain ya aapke man me koi Saval hain to niche comment box ke madhyam se puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

1 Comment

Leave a Comment