BNMU Time Table

BNMU Part 1 Date Sheet 2023 – Download BA BSc BCom Time Table

BNMU RESULT
Written by A to Z Classes

BNMU Part 1 Date Sheet 2023:- Hello Friends, Bhupendra Narayan Mandal University Madhepura, Bihar BNMU Part 1 ka Exam Date Sheet ki ghoshna karne ke liye tayar hai. Jo Students BNMU me UG & PG Courses me padh rahe hai, Ve niche diye gaye link se BNMU Part 1 Exam Schedule download kar sakte hai. Session 2023 ke liye University ke dwara BNMU Part 1 Routine jari kiya jayega. BNMU Madhepura UG/PG First Year Exam Program 2023 university ke official website par jari kiya jayega. Regular aur Private students is post ki madad se BNMU Part 1 ke Time table download kar sakte hai.

To jo Students BNMU Part 1 Time Table aur Exam Schedule ki khoj kar rahe hai ve is article ki madad se aasaani se apna Time Table Check kar sakte hai. University ke official site se Feb – March mahine me BN Mandal University Part 1 BA BSc BCom 2023 Exam Schedule ki ghoshana karne ja raha hai, Jiska Direct link aapko niche mil jayega. To is article ki madad se aap BNMU UG/PG Part 1 ka Time Table ki puri Detail aasaani se Check kar satke hai.

BNMU Part 1 Exam Date Sheet 2023

BNMU Ba Bsc Bcom part 1 Exam jald hi aayojit ki jayegi. Bhupendra Narayan Mandal University jald hi UG/PG ke liye Date sheet jari karega. Lekin usse pahle University iske Exam form filling ki prakriya ko puri kar len. Sabhi Students iske official site bnmu.ac.in se Ba Bsc Bcom Part 1 Exam Form check aur download kar sakte hai. Niche di gayi list se BN Mandal University ke Part 1 ke sabhi Subjects ka Date sheet prapt kar sakte hai.

Aap niche se iske pure date sheet ko download kar sakte hain aur uske baad iska print nikalkar apne room me paste kar sakte hain taki aapko iska exam date yaad rahe hai aur aap iske anurup apni taiyari kar saken.

University NameBhupendra Narayan Mandal University, Madhepura
ExamsPart 1 Exam
CoursesBA, BSc, B.Com, B.Ed & others
Academic Session2023
Exam Date Sheet AvailabilityAvailable Soon
Time Table StatusReleased Soon
Official Sitehttp://bnmu.ac.in/

BN Mandal University ke students Part 1 ka Date sheet niche diye gaye Link se download kar sakte hai, Ise download karne ke liye Step by step method bhi niche share kiya gaya hai. BNMU Part 1 Exam Date sheet PDF form me download kar sakte hai iske official site se.

How to Download BNMU Exam Time Table?

BN Mandal University ke UG/PG Part 1 ke Date sheet Routine ko download karne ke liye Students niche ke diye gaye Link aur bataye gaye Steps ko follow kar sakte hai.

  • Sabse pahle iske official site par visit karen.
  • http://bnmu.ac.in/NewsandEvents.aspx
  • Uske baad yahan par aap us course ko chune jiske liye aap apna exam time table download karna chahte hain.
  • Ab time table Download link par click karen.
  • aur is prakar aap iska time table download kar sakte hain.
  • niche ise download karne ka direct link diya gya hai.

BN Mandal University Part 1 BA BSc BCom Date Sheet 2023

Name of the Course Date Sheet Download Link
BNMU BA Part 1 Exam ScheduleReleased Soon
BNMU BSc Part 1 Time TableReleased Soon
BNMU BCom Part 1 Exam ScheduleReleased Soon
BNMU B.Ed Exam RoutineReleased Soon

Hamne is Post me BNMU Part 1 Exam Dates 2023 ki link prdan ki hai. Jo Students is Exam ke bare me adhik jankari chahte hai, ve BNMU University ke official website par visit kar sakte hai.

ABOUT BNMU

Bhupendra Narayan Mandal University also called B. N. Mandal University and in short, BNMU is situated at the district headquarter, Madhepura a district in Bihar. It is known for adding glory to the educational atmosphere of this district and it’s surrounding. It is a regional university famous for its quality teaching across the state.

This university also acts as an affiliating institution and provided various graduate programs through several colleges and institutes located in Madhepura, Saharsa, Purnia, Supaul, Katihar, Kishanganj and Araria districts. The University is a member of The Association of Indian Universities (AIU). 

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment