Full Form

UPA Full Form: UPA का फुल फॉर्म क्या होता है

Written by A to Z Classes

UPA Full Form:- Hello Friends, Aap sabhi ko is post me batane ja raha hu ki UPA ka full form kya hota hai. Kya aap jante hain ki UPA ka full form kya hota hai, UPA kya hai, kise kahte hain. To aap UPA ke bare me jaane ke liye is post ko pura last tak padh sakte hain. Kyonki aap sabhi is post me UPA ke bare me pura jankari diya ja raha hai.

Aur Rajaniti se sambandhit bahut se word ham aksar sunte aur padhte rahte hain isme se ek word UPA bhi hai jo ki hme aam taur par sunne ko milta hai jise ki UPA ka sarkar. Lekin aapko pata hai ki iska full form kya hai. Aur iske bare me important jankari jo aapko pata honi chahiye. To aap is page ko last tak padhe yaha par UPA ke full form ke saath is se judi har jankari diya ja raha hai.

UPA Full Form- United Progressive Alliance

UPA ki full form United Progressive Alliance hoti hai. UPA ko hindi me (सयुंक्त प्रगतिशील गठबंधन) kahte hain.

Aapko bata den ki UPA congress party ko kaha jata hai. Congress party ko hi 2004 me naya naam dekar UPA banaya gya tha. Jiski adhyaksh soniya gandhi hai aur iske upadhyaksh rahul gandhi hain. Jinhe log aajkal bahut se naamo se jante bhi hain.

Bharat me do sabse badi rajnitik party hai ek NDA aur dusra UPA hai, jise ham sabhi भाजपा aur कांग्रेस ke naam se jante hain. Abhi to hamare desh me NDA ki sarkar hai lekin iske pahle 10 saal tak UPA ki sarkar thi. Aur abhi dono sarkaro ki apni apni uplabdhiyan hai jo ki sab dekh rahi hai.

UPA Kya Hai:-

UPA bharat ki Regional aur Rajnitik party ka ek samuh hai jo rajnitik party ke dwara yah samuh isliye banaya gya hai kyonki bahut baar aisa hota hai ki koyi rajnitik party national level par majority (बहुमत) paane me aasaphal ho jaati hai jiske karan gathbandhan kar do se adhik rajnitik party milkar sarkar banati hai jise gathbandhan ki sarkar kaha jata hai. Isi tarah ka ek bada gathbandhan hai jise UPA ke naam se jante hain.

Frequently Asked Questions

UPA की स्थापना किस वर्ष हुई? – (वर्ष 2004 में)

यूपीए की स्थापना किसने की थी?
भारतीय राष्ट्रीय काँग्रेस ने

यूपीए गठबंधन की सबसे बड़ी राजनीतिक पार्टी कौन सी है?
भारतीय राष्ट्रीय काँग्रेस

यूपीए गठबंधन के बनने के बाद सबसे पहली बार इसकी सरकार कब बनी तथा कितने वर्ष तक रही?
वर्ष 2004 में (यह सरकार 2004 से 2014 तक चली)

यूपीए गठबंधन की स्थापना वर्ष 2004 में क्यों की गई थी?
क्योंकि उस समय आम चुनावों में किसी भी पार्टी को बहुमत नही मिला था।

यूपीए गठबंधन के अंतर्गत प्रथम प्रधानमंत्री कौन बने थे?
डॉ. मनमोहन सिंह

यूपीए गठबंधन की प्रथम अध्यक्ष कौन बनी?
सोनिया गाँधी

भारत में कुल कितने राष्ट्रीय राजनीतिक दल हैं?
सात

Aapko bata den ki 2004 me lok sabha election me na to NDA aur na hi Congress ko clear majority mili. Jiske karan kuchh state level parties aur congress ne sandhi kar li aur is sandhi yani gathbandhan election ko United Progressive Alliance UPA naam diya gya.

Is UPA gathbandhan ke karan se hi congress 2004 me phir se aa gyi. United Progressive Alliance UPA ke is gathbandhan me kaun kaun party hai inka list niche diya gya hai jise aap dekh sakte hain.

  • Indian National Congress (All State and UT)
  • Rashtriya Janta Dal (Bihar, Jharkhand)
  • Nationalist Congress Party (Bihar, Goa, Gugrat, Maharashtra)
  • Rashtriya Lok Dal (Uttar Pradesh)
  • Jharkhand Mukti Morcha (Jharkhand)
  • Jammu Kashmir National Conference (Jammu&Kashmir)
  • Mahan Dal (Uttar Pradesh)
  • Indian Union Muslim (League Kerala)
  • Socialist Janta Domocratic (Kerala)
  • Kerala Congress (M) (Kerala)
  • Revolutionary Socialist Party (Kerala)
  • Bodoland People’s Front (Assam)
  • Communist Party of India (Telangana, Andhra, Pradesh)

Aap sabhi ko UPA ke full form is post me bataya gya aur saath UPA ke aur bhi jankari aap sabhi ke saath share kiya gya jise aap padhkar smagh hi gye honge ki UPA kise kahte hain aur kis parti ka hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment