Full Form

AM Full Form: AM का फुल फॉर्म क्या होता है

AM Full Form hindi
Written by A to Z Classes

AM Full Form In Hindi:- Hello Friends, Aaj ke is post me aap sabhi ko AM ka full form bataya ja raha hai, Kya aap jante hain ki AM ka full form kya hota hai, aur kise kahte hain. To iske bare me aap sabhi ko is article ke madhyam se pura jankari AM ke bare me diya ja raha hai. Aur AM ke full form ke saath saath is se judi har jankari aap sabhi ko is post me mil jayegi. To aap is post ko last tak padhkar iske bare me saari jankari prapt kar sakte hain.

Aapne iska naam to jarur suna hoga ki AM kya hota hai, par aap jante nahi honge ki aakhir yah hai kya, to is post me AM ke full form bataya ja raha hai jis se aap is post ko last tak padhe aapko saari jankari yaha par mil jayegi.

AM Full Form in Hindi

Aapko bata den ki AM ka Full Form Ante Meridiem hoti hai aur ise hindi me (दोपहर से पहले) ka samay kahte hain. Lekin is se pahle aap ye word kabhi nahi sune honge kyonki ye koyi english ka word nahi hai.

Bata den ki Is word ko Latin Language se liya gya hai jiska word english me Before Noon (दोपहर से पहले) hai. Aap hamesha apni watch me dekhte honge ki night 12 bje se day 12 bje tak AM ka samay rahta hai jise hamolg typical hindi me purbahan kahte hain.

AM – Anti Meridiem (दोपहर से पहले का समय = Before Noon)

Aapko ek example me bataya ja raha hai ki jab night 12 bje se day 12 bje tak ke samay ko represents karta hai to iska matlab hai bo AM kahlata hai.

To aap sabhi ko is post me AM ke bare me jankari diya gya aur AM ka full form bhi bataya gya aur iske saath hi iske bare me is se judi sabhi jankari aap sabhi ke sath share kiya gya to aap is post ke madhyam se smajh sakte hain. Agar aapko yah post achha laga ho to aap is aage share jarur karen.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment