BRABU Form Fill Up

BRABU Part 1 Exam Form 2022- Date, Fee पूरी जानकारी ऑनलाइन

BRABU
Written by A to Z Classes

BRABU Part 1 Exam Form 2022: Hello Friends, Yadi aap Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BRABU) ke part 1 me padh rahe hain course UG ke BA, BSC BCOM ityadi ke liye to iske part 1 ka form aap online bhar satke hain jiske liye BRABU ne notice jaari kar diya hai. To iske liye form ka notice jo hai wo Sept 2022 me jaari kiya jayega aur uske baad aap sabhi ko pura process pata chalega ki kaise aap BRABU Part 1 Exam Form 2022 bhar sakte hain online ya offline. To BRABU ke part 1 session 2019-22 me padhne bale student Sept 2022 se iska form bhar sakte hain. Aapko pata hoga ki pahle BRABU ke sabhi exam form offline aapke college se bhare jate the lekin is baar aapko baaki ke sabhi universities ki tarah form online hi bharna hoga. To kaise aap sabhi BRABU Part 1 Exam Form 2022 online bhar sakte hain uski puri jankari yaha par niche share ki gyi hai.

BRABU Part 1 Exam Form 2022

To aapko bata den ki BRABU iske liye ek notification apne official site brabu.net par jaari karega aur uske baad aapko iska form ka dates aur fees ki jankari pata chalegi. Iske saath hi aap sabhi ko pura form filling process bhi bataya jayega ki kaise aap iske TDC part 1 ka form online bhar sakte hain.

Aisa mana ja raha hai ki BRABU ke part 1 ka exam march 2022 me liya jayega. To iske liye form bharne ka process Feb me shuru ho jayega aur uske baad iska admit card online jaari kiya jayega jise download karke aap iske exam me upasthit ho sakte hain.

University Name Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BRABU)
ArticleBA BSc BCOM Part 1 Form Fill Up 
Session 2022
Official Site http://www.brabu.edu.in
Form Fill Up Online 
Exam Form FeeBataya Jayega

BRABU Graduation Part 1 Exam Dates

Events Name Important Dates
Official Notification of UG Part 1 Exam16th September, 2022
Apply Online Exam Form Start Date16th September, 2022
Last Date to Apply Online Exam Form24 September, 2022
Download Admit Card for Part 1 Exam2022

How to fill up the BRABU Form Online?

  • sabse pahle aap BRABU ke official site http://www.brabu.edu.in/login par visit karen.
  • uske baad yaha par EXAMINATION FORMS PORTAL par click karen.
  • Iske baad upar ke menu se FILL NEW FORM par click karen.
  • ab iske baad registration ki prakriya puri karen aur saari details yaha par bharen.
  • Iske baad submit par click kar den aur apne application form ko print kar len.
  • Is application form ko lekar aapko college jana hai aur waha par fees jama karna hai.
FILL FORM ONLINECLICK HERE
OFFICIAL SITEGO HERE

Documents Needed For Part 1 Exam Form 2022

Niche aap sabhi ko un documents ki list di gyi hai jinki jarurat pad Sakti hai. Baki ke aap information apne college se le sakte hain ki kaun kaun se docs ki jarurat aap sabhi ko padegi.

  • Registration Number
  • Class 10th Marksheet
  • Class 12th Marksheet
  • Migration Certification
  • Character Certificate
  • School Leaving Certificate
  • Caste certificate
  • Etc

About BRABU

Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University popularly also known as B. R. Ambedkar Bihar University is a state university located in the north prime of Bihar state in the city of Muzaffarpur in India. Established in 1960, this university has 37 constituent colleges. Distance education courses are also offered. Besides, the university organizes symposiums, seminars, and workshops. It is a premier institution of teaching and learning in the city and offers full-time and part-time courses ranging from undergraduate to postgraduate and research level.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment