Contents
CBSE 10th Result 2020 *Released:- Central Board of Secondary Education (CBSE) May 1st Week me Class 10th ka Result jari karega. CBSE apne Official Website cbse.nic.in and cbseresults.nic.in. par Result jari karega, Jiska Direct Link aapko is Post me mil jayega. Yadi aapne bhi is Saal CBSE Class 10th Examination me shamil the, To yaha se diye gaye Link se apna Result aasaani se Check kar sakte hai. Result Check karne ke liye aap Roll number, Date of birth, Centre number, School number aur Admit card ID. ready rakhe.
ताजा जानकारी के अनुसार CBSE 10th Result 2020 जुलाई के तीसरे सप्ताह में जारी किया जायेगा. ऐसे में आशा रख सकते हैं की ये रिजल्ट 15 जुलाई के आस पास आ सकता है. आपको बता दें कि रिजल्ट डेट से जुडी अभी तक कोई भी ऑफिसियल घोषणा नहीं की गयी है. हम आप सभी के लिए ताजा अपडेट ला रहे हैं ताकि आपको पता चल सके कि रिजल्ट कब जारी किया जायेगा. Central Board of Secondary Education (CBSE) अपना सभी रिजल्ट ऑफिसियल साईट के साथ गूगल सर्च पर भी जारी करता है. रिजल्ट चेक करने का डायरेक्ट लिंक cbseresults.nic.in है.
CBSE Class 10th ki Examination 15th February se shuru huyi hai, Jo ki 20th March 2020 tak chalegi. Is bar CBSE Class 10th Examination me 16 Lakh Students ne Registration karbaya hai. Examination khatm hone ke bad April me iske Answer Sheet ki janch ki jayegi, Jiske bad May ke 1st Week me iska Result jari kar diya jayega. Pichle saal CBSE Class 10th ka Result 6th May 2019 ko jari kiya gaya tha, Isliye is saal bhi isi tarah Result jari honeki sambhavna hai.
CBSE 10th 12th Result 2020 कब होगा जारी और कैसे करें चेक?
Is Post me aap sabhi ko Iske Result Declaration Date ke bare me puri jankari milegi. CBSE Class 10th Examination khatm hone ke bad niche ke diye gaye Official Site ke Link se aap apna Result Check kar sakte hai. Result Check karne ki step by step Method bhi aap sabhi ke sath niche share ki gayi hai.
CBSE Class 10th Result 2020
Central Board of Secondary Education har saal Board Exams ka aayojan karti hai. Jisme Lakhon students ka har bar Registration hota hai. Is bar CBSE Class 10th ke Examination 2020 me 16 Lakh se jyada Students shamil hai. Pichle saal 2019 me Overall Pass Percentage 91% tha. Is bar Result ko lekar abhi tak koi bhi Official Notification nahi ki gayi hai, Lekin mana ja raha hai May 2020 me iska Result jari kar diya jayega.
Last Year Statistics of CBSE 10th Results 2019
Number of Students Appeared | 17,61,078 |
Number of Students Passed | 16,04,428 |
Overall Pass Percentage | 91. 10% |
Students CBSE Class 10th Result 2020 iske Official site se Check kar sakte hai. Iske bad ve apna Original Marksheet apne School jakar prapt kar sakte hai. Result ke bad Students Higher Education ke liye apna manpasand Stream Science, Commerce and Arts choose kar ke College or School me Admission le sakte hai.
CBSE 10th Result 2020 Released Date
Board Name | Central Board of Secondary Education (CBSE) |
Exam Name | Secondary School Examination (Class X) |
CBSE Class 10 Result Date | May 6, 2020 (Expected) |
CBSE Result Website | cbseresults.nic.in |
Exam Level | National Level |
Pass Percentage | 91.1% in 2019 |
How To Check CBSE Class 10th Result 2020?
CBSE Class 10th Result Check karne ke liye Students iske Official site par visit kar sakte hai. Aur niche bataye gaye Steps ko Follow kar apna Result aasaani se Check kar sakte hai.
- Sabse pahle diye gaye Link par Click kar iske Official site par Visit kare.
- Iske bad aap iske Result Log.in bale Page par chale jaoge.
- Vaha apna roll number, date of birth, school number, centre number, and admit card id. ko bhar den.
- Sare chij ko bharn ke bad Submit Button par click kar de.
- Ab, Aapka Result Show ho jayega.
- Jise aap Download kar ke, Print bhi kar sakte hai.
Direct Link for Result >> http://cbseresults.nic.in/class10/Class10th20.htm
Upar bataye gaye Method ke alaba, aap aur bhi kai method se apan Result Check kar sakte hai. Studetns ke suvidha ke liye CBSE ne Google, Microsoft app, Digi locker, IVRS/ SMS, aur Umang App se bhi Result Check karne ke liye suvidha paradan karti hai.
CBSE 10th Exam 2020- Passing Marks Criteria
CBSE ke Students ko Pass hone ke liye Sabhi Subject me E se adhik Grade parpt hone chahiye. Pratyek Subject me pass hone ke liye Passing Mark 33% hai. CBSE apne Result ke liye 9-Point Grading System ko follow karta hai.
A1 | Top 1/8th of the passed candidates |
A2 | Next 1/8th of the passed candidates |
B1 | Next 1/8th of the passed candidates |
B2 | Next 1/8th of the passed candidates |
C1 | Next 1/8th of the passed candidates |
C2 | Next 1/8th of the passed candidates |
D1 | Next 1/8th of the passed candidates |
D2 | Next 1/8th of the passed candidates |
E | Failed candidates |
CBSE 10th Re-Evaluation 2020
Ve Students Jo CBSE Class 10th Result 2020 se khush nahi hai. Ve niche batye gaye Tarike ke anuasar Verification and Re-evaluation. ke liye Apply kar sakte hai.
- Re-evaluation and verification ke liye May 2020 me Apply kar sakte hai.
- Result jari ho jane ke bad Students ke pass 5 – 6 Days ka Time milega.
- Re-evaluation and verification ke liye Rs. 500 per subject ke Fees hoga.
- Re-evaluation karane bale Students apne Answer Sheet ki Photocopy ki mang kar sakte hai.
- Answer sheet mang karne par aapko Rs. 500 per subject. Fees lagega.
CBSE 10th Compartment Result 2020
Jo Students CBSE Class 10th Examination me pass hone me asafal ho jate hai. Unhe CBSE ek aur Chance deti hai Compartment Examinations ke rup me. Isme shamil hone ke liye Students Application Form ko bhar sakte hai. Iska Exam July 2020 me hoga, Aur Result July ke end tak jari kar diya jayega. Pichle saal 1,38,705 students Compartment Exam ke liye Apply kiye the, Jinme 7.88% Students pass kar diye gaye. Compartment Exam ke liye Alag alag Date Sheet aur Admit Card jari kiye jate hai.
CBSE 10th Result- Previous Year’s Statistics
Year | Total appeared Students | Overall Pass Percentage |
2019 | 1761078 | 91.1 |
2018 | 1624682 | 86.7 |
2017 | 1660123 | 93.06 |
2016 | 1489021 | 96.21 |
2015 | 1365488 | 97.32 |
2014 | 1325247 | 98.86 |
About CBSE
CBSE is the academic board responsible for conducting the class 10th and 12th exams annually. It is a national level board for the regular as well as private students. UP Board of High School and Intermediate Education is the first education board to be set up in India in 1921. For the curriculum of class 10th and 12th CBSE only asked to follow the NCERT pattern. There are total of 20,299 schools in India under CBSE and 228 schools in 28 other foreign countries.
Why you are giving fake news
nice info, check 12th class result 2020