Contents
CBSE Class 12th History Answer Key Download 2020:- Hello Friends, Yadi aap CBSE Class 12th ke History Paper ke Exam dene bale hain ya 3 March 2020 ko Exam me bhag liye hain. Aur ab iska Answer key download karna chahte hain to aap is post ki madad se History Papers ka Answer key download kar sakte hain. Kyonki is post me aap sabhi ke liye MCQ / Objective Answer Key Set 1, 2, 3, 4 ka uplabdh karaya gya hai. Jisse aap is post ko follow karke aasani se download kar sakte hain.
Aap sabhi ko is post me History Exam ka Objective/MCQ Questions aur Subjective questions dono ka answer key provide karaya ja raha hai. Aur aapko bata den ki iska official answer key iske official site par kuchh din ke baad jaari kiya jayega lekin aap iske unofficial answer key abhi niche diye gye link se download kar sakte hain.
अपडेट: आंसर की जारी हो गया है निचे के लिंक पर.
CBSE 12th History Objective Answer Key and Solution
Jitne bhi Students Central Board of Secondary Education (CBSE) 3 March 2020 ko History Paper Exam me upshthit huye hain ve is post ke madhyam se iska Answer key download kar sakte hain. Is page me aap sabhi ko History Answer key online downlaod karne ki puri jankari ke saath iska link bhi diya ja raha hai jise follow karke aap download kar sakte hain.
Aapko ek baat bata den ki History Paper ka Exam hone ke 1 ya 2 ghante baad iska Answer key uplabdh kiya jayega jise aap download karke apne marks ka andaja laga sakte hain. Ki isme total kitna marks prapt ho sakt hai.
CBSE Class 12th History Answer Key 2020 Download
Name of Board | Central Board of Secondary Education |
Exam Name | 12th Exam 2020 |
Subject | History |
Examination Date | 3 March 2020 |
Session | 2019-2020 |
Status | Update Soon |
Central Board of Secondary Education (CBSE) Class 12th ke Exam jo bhi Students bhag liye hain ve iska Unofficial Answer key is page se Exam ke baad online download kar sakte hain.
Set/Code | Link |
Set/Code 1 | Click Here |
Set/Code 2 | Click Here |
Set/Code 3 | Click Here |
Set/Code 4 | Click Here |
Important Date of CBSE History Answer key
Aapko yaha par History Answer key 2020 download karne ke liye important date ke bare me bataya ja raha hai. Jise aap Exam ke 1 ya 2 ghante ke baad online download kar sakte hain.
CBSE 12th History 2020 Answer key | Important Date |
CBSE 12th History Exam | 3 March 2020 |
Answer Key Download | 3 March 2020 |
How to Download CBSE 12th History Answer Key?
CBSE History Papers Exam 2020 ka Answer key download karne ke liye yaha par step by step tarika bataya ja raha hai jise follow karke aap aasani se download kar sakte hain.
- Aap CBSE ke official website par sabse pahle visit karen.
- Uske baad aap latest announcements ko niche tak scroll karen.
- Yaha par ek naya page open ho jayega.
- Ab aap History Answer key par click kar den.
- Aur iske baad aap apne set par click kar download kar len.
- Aapke screen par History Answer key show ho jayega jise download kar check kar sakte hain.
OFFICIAL SITE | Click Here |