Contents
CGBSE 10th Admit Card 2020:- Yadi aap CG Board Class 10th ka Admit Card download karna chahte hai to aapko bata de ki Chhattisgarh Board of Secondary Education iska admit card February ke 2nd week me jari karega. Aap CGBSE Class 10th Admit Card 2020 apne Roll No. Name & DOB ki madad se download kar sakte hai. Iske pahle CGBSE Class 10th Date Sheet iske official site par jari kiya gaya tha jiske anusar CG Board 10th Exam 3rd March se shuru hone ja raha hai. Is Exam se juri Sari Detail yani ki Date sheet, Admit card, Syllabus ke bare me is article me share ki gayi hai.
Aapko bata den ki aap sabhi ko CGBSE 10th Admit Card Online Download karne ka direct link is page par diya jayega. Aapka pata hoga ki Board exam me upasthit hone ke liye admit card sabse jaruri chij hai aur bina iske exam hall me entry tak nahi di jayegi. Is par aapki saari details jaise Exam Time, Exam Shift, Subjects, Subjects Code, Etc mention hogi.
CG Board Class 10th Admit Card 2020
Chhattisgarh Board of Secondary Education (CGBSE) Class 10th ka Admit card February ke 2nd 3rd week me jari hone ki sambhavna hai. Pichle saal iska admit card 27 February ko jari kiya gaya tha aur iska exam 1 March se 23 March tak liya gaya tha. Isliye pichle saal ke anusar is saal bhi admit card isi time jari ki jayegi.
Board Name | Chhatisgarh Board Of Secondary Education, Raipur |
Admit Card Status | Coming Soon |
Admit Card Kab Aayega | February 2020 |
Exam Date | 03 Mar 2020 to 26 Mar 2020 (10th) |
Organization Website | www.cgbse.nic.in |
CGBSE ke official jankari ke anusar CG Board 10th Exam 3 March se 2 6 March 2020 tak liya jayega. To is exam me shamil hone se pahle aapko iska admit card download karna hoga kyunki Examination Center me enter karne ke liye aapko Admit card show karna hoga uske bad hi aap us exam ko de payenge.
How to Download CG Board 10th Admit Card Online?
- Sabse pahle Chhatisgarh board ke official site par visit karen.
- Ab yaha par exam bale section me Class 10th Admit Card 2020 ke link par click karen.
- Uske baad yaha par aapko registration number aur date of birth bharna hai.
- Uske baad download admit card par click karen.
- Aur is prakar aap mp board ke official site se apna 10th ka admit card download kar sakte hain.
DOWNLOAD ADMIT CARD | CLICK HERE |
OFFICIAL SITE | GO HERE |
CGBSE 10th Date Sheet 2020
Aap sabhi ke saath niche CGBSE 10th Date Sheet 2020 ka screenshot share kiya gya hai jo ki official CGBSE 10th Time table pdf se liya gya hai. Aap iske pdf ko upar ke link se download kar sakte hain. ya official site bhi download kar sakte hain.
Important Details Of CG Board 10th Admit Card 2020
CGBSE Class 10 ke student apna admit card February me download kar payenge aur iske liye unhe Registration number aur date of birth ki aavshyakta hogi. Aapko pata hoga ki bina admit card aap exam nahi de payenge to iske liye jaruri hai ki aap apna admit card samay rahte online download kar len. Admit card download karne ke baad sabhi students ko apna details jarur check kar lena chahiye taki koi bhi error rah jaane par usme ve sudhar kar saken apne school authorities se contact karke.
- Name of the Board
- Name of the Candidate
- Roll Number
- Registration Number
- Father’s Name
- Photograph of the Candidate
- Examination Schedule
- Name of the Exam
- School Code
- Center Code
About Chhattisgarh Board
छत्तीसगढ़ राज्य के गठन के बाद छत्तीसगढ़ शासन विद्यालय शिक्षा विभाग की अधिसूचना क्रमांक एफ 10-5-/13/2001 रायपुर 20-7-2001के द्वारा छत्तीसगढ़ माध्यमिक शिक्षा मण्डल का गठन किया गया ।
मण्डल का मुख्यालय प्रदेश की राजधानी रायपुर में है चार संभागीय कार्यालय बिलासपुर, सरगुजा, जगदलपुर, राजनांदगॉव में स्थापित है, संभागीय कार्यालय सरगुजा का कार्यक्षेत्र सरगुजा, कोरिया, बलरामपुर, सूरजपूर एवं जशपुर, बिलासपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बिलासपुर, जांजगीर, कोरबा, रायगढ़ एवं मुंगेली, जगदलपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र जगदलपुर, दंतेवाडा, बीजापुर, नारायणपुर, सुकमा, कोण्डांगॉव एवं कांकेर तथा राजनांदगॉव संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बालोद, बेमेतरा, दुर्ग, कवर्धा एवं राजनांदगॉव जिले में निर्धारित किये गये हैं। मण्डल ने वर्ष 2002 से स्वतंत्र रूप से अपनी परीक्षाएं आयोजित की है, मण्डल द्वारा निम्नानुसार परीक्षाएं संचालित की जा रही है …
042057 is your one time password to verify your number on simsim. Do not share this OTP with anyone.