Contents
CGBSE 10th Date Sheet 2020:- Chhattisgarh Board of Secondary Education (CGBSE) ne class 10th ka Date sheet aur Time table jari kar diya hai jise aap is post me dekh sakte hai. Chattisgarh Board 10th ka exam March 2020 me karane ja raha hai jisme bahut sare students shamil hone bale hai. Yadi aap bhi CGBSE Class 10th Exam 2020 me bhag lene bale hai to iska Date sheet aur Time table aap is post ki madad se dekh sakte hai. CGBSE Class 10th Date sheet iske official site cgbse.nic.in. par jari kiya gaya hai jise aap is post me bhi dekh sakte hai.
Aapko bata den CGBSE Class 10th Exam 3rd March 2020 se shuru hone ja raha hai jiski puri detail jankari aapko is post me mil jayegi. Aap iska Time Table Online is post me dekh sakte hai. Yaha aapko Time table aur date sheet dono online download karne ke liye iske official site ka direct link diya gaya hai aur ise aap direct yahi se check kar sakte hai. Chhattisgarh Board of Secondary Education (CGBSE) Class 10th Exam Date sheet ki puri detail janne ke liye aap is post ko ant tak follow kare.
CGBSE Class 10th Date Sheet 2020
Jo student iske 10th Class Exam me bhag lene bale hai, ve CGBSE 10th Time Table 2020 PDF form me download kar sakte hai is post ki madad se. Time Table ki madad se aap apna Daily Routine bana sakte hai apne exam me achhe number se pass hone ke liye. Isliye student CGBSE Class 10th Examination ke official dates ki jankari me check kar satke hai.
Board Name | Chhattisgarh Board of Secondary Education (CGBSE) |
Article Category | Time Table or Date Sheet |
Class | 10th Matric |
Exam Dates | 3 March – 26 March 2020 |
Time Table | Released |
Mode of Time Table | Online |
Location | Chhattisgarh |
Official Site | cgbse.nic.in. |
CGBSE Class 10th Exam 3 March – 26 March 2020 tak liye jayega, Class 10th ke Student ke liye is exam ka timings subah 9:30 am se 12:30pm dopahar tak hogi.
Chhattisgarh 10th Board Time Table 2020 | Important Dates |
---|---|
Start Date | 3 March 2020 |
Last Date | 26 March 2020 |
How to Download the CGBSE 10th Time Table Online?
- sabse pahle CGBSE ke official site par visit karen.
- Ab iske homepage par SUCHNA PATAL section par click karen.
- Iske baad yaha par Time Table ka section Mil Jayega.
- Ab yaha par CGBSE 10th Board Date Sheet 2020 ke link ki khoj karen.
- Ise download kar len aur ek print bhi nikal len.
DOWNLOAD DATE SHEET | CLICK HERE |
OFFICIAL SITE | GO HERE |
CGBSE 10th Date Sheet 2020
Aap sabhi ke saath niche CGBSE 10th Date Sheet 2020 ka screenshot share kiya gya hai jo ki official CGBSE 10th Time table pdf se liya gya hai. Aap iske pdf ko upar ke link se download kar sakte hain. ya official site bhi download kar sakte hain.
Date | Subject |
---|---|
03 Mar 2020 | First Language Hindi (001), English (011), Marathi (002), Urdu (008) |
05 Mar 2020 | Social Science (300) |
07 Mar 2020 | Science (200) |
12 Mar 2020 | Mathematics |
14 Mar 2020 | Second language and Third Language General English (411) |
17 Mar 2020 | Third language Sanskrit (512), Marathi (502), Bengali (503), Gujarati (504), Telugu (505), Tamil (506), Punjabi (507), Urdu (508), Sindhi (509), Malayalam (510), Kannada (517), Orria (518) |
19 Mar 2020 | Second Language and Third Language General Hindi (401) |
23 Mar 2020 | Vocational – Organised Retailing (901), Information Technology (902), Automobile Service Technician (903), Health care (904), Agriculture (905), Media and Entertainment (906), Tele communication (907), Banking Financial Services and Insurance (908), Beauty and Wellness (909), Electronics and Hardware (910) |
26 Mar 2020 | Music (161), Drawing and Painting (162) |
About Chhattisgarh Board
छत्तीसगढ़ राज्य के गठन के बाद छत्तीसगढ़ शासन विद्यालय शिक्षा विभाग की अधिसूचना क्रमांक एफ 10-5-/13/2001 रायपुर 20-7-2001के द्वारा छत्तीसगढ़ माध्यमिक शिक्षा मण्डल का गठन किया गया ।
मण्डल का मुख्यालय प्रदेश की राजधानी रायपुर में है चार संभागीय कार्यालय बिलासपुर, सरगुजा, जगदलपुर, राजनांदगॉव में स्थापित है, संभागीय कार्यालय सरगुजा का कार्यक्षेत्र सरगुजा, कोरिया, बलरामपुर, सूरजपूर एवं जशपुर, बिलासपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बिलासपुर, जांजगीर, कोरबा, रायगढ़ एवं मुंगेली, जगदलपुर संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र जगदलपुर, दंतेवाडा, बीजापुर, नारायणपुर, सुकमा, कोण्डांगॉव एवं कांकेर तथा राजनांदगॉव संभागीय कार्यालय का कार्यक्षेत्र बालोद, बेमेतरा, दुर्ग, कवर्धा एवं राजनांदगॉव जिले में निर्धारित किये गये हैं। मण्डल ने वर्ष 2002 से स्वतंत्र रूप से अपनी परीक्षाएं आयोजित की है, मण्डल द्वारा निम्नानुसार परीक्षाएं संचालित की जा रही है …
- हाईस्कूल (नियमित /स्वाध्यायी / व्यावसायिक)
- हायर सेकेण्डरी (नियमित / स्वाध्यायी)
- हायर सेकेण्डरी व्यावसायिक (नियमित / स्वाध्यायी)
- डिप्लोमा इन एजुकेशन (नियमित / पत्राचार) द्विवर्षीय पाठ्यक्रम (हायर सेकेण्डरी उत्तीर्ण करने के पश्चात)
- डिप्लोमा इन फिजिकल एजुकेशन (नियमित / पत्राचार) द्विवर्षीय पाठ्यक्रम (हायर सेकेण्डरी उत्तीर्ण करने के पश्चात)
[…] 10th Admit Card 2020 apne Roll No. Name & DOB ki madad se download kar sakte hai. Iske pahle CGBSE Class 10th Date Sheet iske official site par jari kiya gaya tha jiske anusar CG Board 10th Exam 3rd March se shuru hone […]
[…] CGBSE 10th Date Sheet 2020 […]