Hindi Jankari

Delhi Voter List 2020 – यहाँ देखें मतदाता सूची अपना नाम ऑनलाइन

Delhi Voter Card List 2020:- Hello Guys, Kya aap Delhi ka ek Nivasi hai, Aur aapne New Voter ID Card ke liye Aavedan kiya hai, To ab Delhi Voter ID List 2020 online portal par jaari kar diya gya hai, Aap is page se online ke madhyam se Voter List me apna naam check kar sakte hain.

Kyonki is post me aapko Delhi Voter List online portal se download karne ki puri jankari di jayegi, Sathi official link bhi provide karaya jayega. Jiske jariye aap Delhi Voter List 2020 me apna naam aasani se dekh sakte hain, Aur online download kar payenge.

Delhi ke jo bhi Nivasi New Voter List ke Aavedan kar chuke hain, Ve sabhi is post ko last tak padhkar aasani purvak Voter List me apna naam online mode me check kar sakte hain.

Delhi Voter ID List क्या है, जानकारी

Jaisa aap sabhi ko pata hoga ki jab bhi hamare Desh me Lok Sabha, Vidhan Sabha ya Gram Panchayat ka Election hota hai, Tab logo ko apna Matdan dene ke liye unke paas apna Voter List hona jaruri hota hai.

Is baar Vidhan Sabha Election me Rajdhani ke Nagriko ne apne Voter List ke madhyam se Matdan Dekar apni ichha ke anusar Sarkar banayi hai. Aane bale dino me jo bhi Nagrik is Election me Voting karna chahte hain, Aur Voter ID Card ke liye aavedan kiye hai, Tab Voter List me naam dekh sakte hain.

Delhi Election Voter List 2020

Bata den ki Delhi Vidhan Sabha Election me is Varsh Technology ki badi bhumika hogi. Is Saal Election Commission not just QR Code and Booth App jaari kiya hai. Sath hi Delhi Chunav Voter List bhi online mode me uplabdh kara di hai.

Delhi ke jo Nivasi Voter List me apna Naam online dekhna chahte hain, Ve Chief Electoral Officer Delhi ke official website par jakar online dekh sakte hain. Aur hone bale Vidhan Sabha Election me apna Matdan de sakte hain.

Kyoki Delhi ke jin Nagrikon ka Naam is Delhi Voter List me aayega, Sirf bahi Nagrik is Chunav me apna Vote de payenge. Delhi Voter List me Online Naam dekhne ki step by step jankari niche share kiya gya hai.

Delhi Voter List 2020 – Overview

Name of Scheme Delhi Voter List 2020
Vidhan Sabha Election February 2020
Launched By. Chief Electoral Officer Delhi
Department Delhi Election Commission
Beneficiary Citizens of delhi
Objective To provide election voter list
Official Websitehttp://ceodelhi.gov.in/

Delhi Voter ID List Check Online

To Delhi ke jin Nagarko, Ladke ya Ladkiyon ne apna Voter ID Card banvane ke liye kuchh din pahle Aavedan kiya hai, To ab Delhi Voter List 2020 me apna Naam online dekh sakte hain, Wo bhi apne ghar baithe.

Ji ha, Yadi aapne bhi Delhi Voter ID Card ke liye Aavedan kiya hai, Tb aapko Naam Check karne ke liye kahi jane ki aavashyakta nahi hai. Aap ghar baithe internet ke madhyam se Voter List me apna naam online check kar sakte hai.

Jin logo ka naam is Voter ID List me nahi aata hai, Vah hone bale Chunav me apna Vote nahi de sakenge. Isliye is Post me aapko bataya ja raha hai ki Aap ki tarah se Delhi Voter List me Naam dekh sakte hain,

How to Check Your Name in Delhi Voter List 2020?

Aap niche bataye gaye Steps ko follow karke Delhi Voter List 2020 me apna Naam online dekh sakte hain.

  • Aap is Form me sabhi Details enter karke Search bale button par click karke Voter List me apna Naam check kar sakte hain.
  • 2nd Steps. Aap Search by EPIC No ke jariye bhi Check kar sakte hain.
  • Isme aapko Epic No, State and Capcha Code enter karke Search par click karna hai.
  • Aapke samne Voter List show ho jayega, Aap apna Naam check kar sakte hain.

Official Website Link

Search Voter List By SMS

  • SMS space to 1950
  • Example – If your Voter ID number is 12345678 then write SMS-ECI 12345678 and send it to -1950.
  • EPIC No means Voter ID Number
  • National Contact Center Operational between 8 AM to 8 PM on all working days
  • You can call 1950 to connect to State Contact Center and get the information and status in your regional language.

How To Download Delhi Voter List 2020 Online?

  • Aap Official Website par sabse pahle visit karen.
  • Home page par jakar मतदाता सूची par click karen.
  • Ek new page open hoga, Aap Electoral Roll bale option par click karen.
  • Iske apni Language ko Select karen.
  • Phir aap MAIN ROLL par click karen.
  • Screen par Assembly Area List open ho jayega.
  • Yaha se apne Voter Center ko Select karen.
  • Ab aapko Voter Center Location Dekhkar Part Number Select karke Captcha Code enter kar Next par click karna hai.
  • Delhi Voter List 2020 PDF File opne ho jayega, Aap download kar Print Out nikal sakte hain.

Check Delhi Voter List 2020 Quick Link

Assembly Consistency
1 – नरेला15 – शकुरबस्ती29 – तिलक नगर43 – मालवीय नगर57 – पटपरगंज
2 – बुराडी16 –त्रि नगर30 – जनक पुरी44 – आर के पुरम58 – लक्ष्मी नगर
3 – तिमारपुर17 – वजीरपुर31 – विकासपुरी45 – महरॊली59 – विश्वास नगर
4 – आदर्श नगर18 – माडल टाउन32 – उत्तम नगर46 – छत्तर पुर60 – कृष्णा नगर
5 – बादली19 – सदरबाजार33 – द्वारका47 – देवली61 – गांधीनगर
6 – रिठाला20 – चांदनी चॊक34 – मटियाला48 – अम्बेड्कर नगर62 – शाहदरा
7 – बवाना21 – मटिया महल35 – नजफगद49 – संगम विहार63 – सीमा पुरी
8 – मुडका22 – बल्लीमारान36 – बिजवासन50 – ग्रेटर कॆलाश64 – रोहतास नगर
9 – किरारी23 – करोल बाग37 – पालम51 – कालकाजी65 – सीलम पुर
10 – सुलतानपुर माजरा24 – पटेल नगर38 – दिल्ली कॆट52 – तुगलकाबाद66 – घोण्डा
11 – नागलोई जाट25 – मोती नगर39 – राजेन्द्र नगर53 – बदरपुर67 – बाबरपुर
12 – मंगोल पुरी26 – मादीपुर40 – नई दिल्ली54 – ऒखला68 – गोकलपुर
13 – रोहिणी27 – राजॊरी गाडर्न41 – जंगपुरा55 – त्रिलॊक पुरी69 – मुस्तफाबाद
14 – शालीमार बाग28 – हरी नगर42 – कस्तूरबा नगर56 – कॊड्ली70 – करावल नगर

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment